Technical analysis ki practice

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Technical analysis ki practice

    Forex market mein bahut Sare members jyadatar technical analysis hi karte hain Kuchh log fundamental analysis bhi karte hain lekin jyadatar log technical analysis ko prefer karte hain Kyunki uska reason yah hota hai ki technical analysis mein bahut acchi trade Ho Jaati Hai Aur ismein profit ke chances bahut jyada Hote Hain Jab Ke fundamental analysis main aapko profit ke chances bahut kam aur last ke chances Kafi Jyada hote hain aur yah sab members ka Kahana hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Technical analysis ki practice

      thenical analysis best traka hai markeet ko samjhney ka is sey beter or koi method nahi hai thinacal analysis sey ham new ko read karty hain or markeet ko dekhty hain ji sey ham ko sclpning main bahot ziada madad milti hai main khud bhe tchnical analysis k istamal karta hun traiding k lia kiun k yeah sahi tarika hai
      information for Beginners
      Complete Forex Knowledge
      • #18 Collapse

        Re: Technical analysis ki practice

        respected members of Ne bahut hi acchi information Di Hai members ko chahie ke technical analysis ki practice jitne chhatron technical analysis Honge market ki movement ko samajhne mein aasani ho jayegi practice karne se hi trading skill improve hota hai Jyada Se Jyada Karni chahie
        • #19 Collapse

          Re: Technical analysis ki practice

          Dear sir Technical analysis hone ya fundamental analysis hone ham ko ya nahi pata hota hay kay jo brokers baythay hane unhon nay kiya karna hane jo kay forex kay boards of directors bi hane iss waja say iss kay liya aik chanel hay bloombarg iss may aap ko sab kuch mil jay gaa.
          • #20 Collapse

            Re: Technical analysis ki practice

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
            Trading main analysis ke liye aam taur per to method use hote Hain unmen se ek technical analysis kahlata hai aur dusra fundamental analysis kahlata hai main aapko technical analysis ke bare mein explain karna chahta hun kuchh new log aise Hain Jo ke chart technical analysis karna nahin jante Hain hamen chart per ek bahut hi useful tool trendline milta hai agar Ham trendline ko apne chat par candles ke log aur hai ko aapas mein Mila kar iski practis karte Hain to Ham bahut hi achcha result hasil karte hain aur is tarah se Ham apni technical analysis banate hain Jo trader khud se technical expert Ban jaate Hain vah log trading mein hamesha hi kamyab hote hain isliye technical analysis ki practice karna bahut hi jaruri hota hai
            Aap bilkul theek kah rahe hain Agar Hamen is business Mein Kamyab hona hai to technical aur fundamental donon type ke analyses ruko hi acche tarike se sikhana Hoga Kyunki inmein Se Hi Ham acche results Hasil kar sakte hain apni trade Mein accha profit kamane ke liye
            • #21 Collapse

              Re: Technical analysis ki practice

              Forex form main Trading k liye analysis am tor par to method use hote Hain in main se ek ko technical analysis kaha jata hai or dusrey ko fundamental analysis kaha jata hai .main aapko technical analysis ke bare mein explain karna chahta hun Technical analyse main ham chart ki madad se markete k trend ko find kerty hain.
              • #22 Collapse

                Re: Technical analysis ki practice

                Forex ma hamin koshsh karni chahiye ka ham technical analizes ki practice karin ta ka ham zayada sa zayada profit earn kar sakin hamin luck per zaya focaus nai karna chahiye bulke tecknical ananlisis per zayda tawaja deni chahiye is sa ham bohat zayda earn kar sakty han.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Technical analysis ki practice

                  technical analysis ki practice hm kr skty hn kbi b demo account me mgr hmain pta hona chye k kesy hota h sb kuch.technical or fundamental analysis ko use krny se koi b acha trader bn skta hai.market ko smj k or skills ko apply kr k es business ki achi tra learning ki ja skti hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X