aik trader nay agr loss say bachna hai too lot size ka use 0.01 hooo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aik trader nay agr loss say bachna hai too lot size ka use 0.01 hooo
    Aslam o alikoum dear agr trader kam say kam lot bhi use kry too bhi wo profit ko hasil kr sakta hai too us say loss bhi recover hota hai aur loss kam bhi hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: aik trader nay agr loss say bachna hai too lot size ka use 0.01 hooo

    dear brother sirf lot size km rakhnay sa loss sa naen bacha ja skta balkay account wash honay sa bach skta ha agr ap loss sa bachna chahtay hn to trade lganay sa pehlay market ka analysis kren aur sirf profitable position milnay pr trade lgayn to loss sa bach sktay hn
    • #3 Collapse

      Re: aik trader nay agr loss say bachna hai too lot size ka use 0.01 hooo

      agar humy loss say bachna hai to humy hamesha rules ko follow karna chay q k jub tak hum rules ko follow ni karen gay humy loss hi ho ga for example agar humara account 100$ka hai to humy is p just 0.01 ki hi lot size use karna chay or isi tarha agar 500$ka account balanc hai to humy 0.05 ki lot use karna chaye ta k hum safe rahyen or stop loss or tak profit ka b istamal zaror karna chay e.
      • #4 Collapse

        Re: aik trader nay agr loss say bachna hai too lot size ka use 0.01 hooo

        Itni kam lot hi agar use kerni hai tou phir forex market main trade kerny ka faida Kia agar ham forex ko time bhi dety hain aur ham trading expert bhi ban chuky hain tou hamain forex main reasonable lot size use kerty huey trade continue kerna hogi taky hamain forex market main trade kerty huey acha profit bhi hasil ho saky
        • #5 Collapse

          Re: aik trader nay agr loss say bachna hai too lot size ka use 0.01 hooo

          ji han aapne theek kaha hai agar Ham Kamyab trader banna chahte hain aur acchi trading karke achcha profit Hasil karna chahte hain to Hamen apni trade mein lot size 0.01 rakhna chahie tu Hi Ham Kamyab trading karte hue acha profit bhi Hasil kar sakenge aur ek Kamyab trade abhi Ban payenge
          • #6 Collapse

            Re: aik trader nay agr loss say bachna hai too lot size ka use 0.01 hooo

            اصل پيغام ارسال کردہ از: qaiserabbas786 پيغام ديکھيے
            Aslam o alikoum dear agr trader kam say kam lot bhi use kry too bhi wo profit ko hasil kr sakta hai too us say loss bhi recover hota hai aur loss kam bhi hota hai
            Walakum slam ji han dost apne theek kaha jitna hamara lot size kam ho ga to hamara loss bhi utna kam ho ga our loss bhi ho jai ga to woh jald hi recover kia ja sake ga our is ke sath sath hamara account bhi kabhi wash nhi ho ga our hamara kaam din badin acha hi ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: aik trader nay agr loss say bachna hai too lot size ka use 0.01 hooo

              Wallace Hai Kaisa business hai jis mein aap kabhi bhi last se nahin bacha sakte ho Kyon Ki Lash business ka hissa hota hai to aap ko chahie ki aap Agar a lot size ka use karte ho to Apne account ke mutabik lot size ka use karo so ja aap per hi depend hota hai ki aap Kitna lot size ka use karte ho to aapko chahie kya aap kam se kam hai lot size ka use kiya karo
              • #8 Collapse

                Re: aik trader nay agr loss say bachna hai too lot size ka use 0.01 hooo

                lot of size ko km rakh k hi hum achi trade kar k hi hum sucess hon ay aur hamain is k bary main kam kar k hi hum apni har zroat ko poar kar k hi hum sucess ho skaty hain aur hamain is forum main kam karny main bi asani ho saky gi aur hamain market main enter hony say pahly is k bary main planing karni ho gi tab hi hum trade kar k hi hum trade kar ksayt hain
                • #9 Collapse

                  Re: aik trader nay agr loss say bachna hai too lot size ka use 0.01 hooo

                  Yes dear friend main apki baat se agree krta hon k agr ap logo ny forex main loss se bachny hai tu us k liye zarori hai k ap log small lot size use kryn Q k lot size se hi ap log apny losses ko control Kar skty hain. Ye zaror hai k agr ap small lot size use kro gy tu apko profit bhi small Mily ga lekin phr ye faida hoga k apka account capital save rhy ga jis se ap daily trade Kar skty hain lekin agr apka account wash ho jye ga tu ap bad main trade ni Kar sky gy
                  • #10 Collapse

                    Re: aik trader nay agr loss say bachna hai too lot size ka use 0.01 hooo

                    Lot size ap kay acount balance par depend karta he kay konsa rakhan chaihe agr ap balance 1000 doller he to ap ko chaihe 1 standerd lot ka use karain instaforex par aur jinka account balance 100 doller he wo 0.10 ka lot use kar sakte hen is se ziada lot bhi use kar sake hen par ziada lot in kay account kay lie risky sabit hosakta he aur account wash kar sakta he hamesha safe lot use kia karain apne acount kay lie profit kam hoga par hoga to profit na par lose bardasht karna mushkil kam hota hum fourm par mehtant kar kay bonus earn karte hen apni galtio ki waja se account wash nhi karna sabar se kam karna he
                    • #11 Collapse

                      Re: aik trader nay agr loss say bachna hai too lot size ka use 0.01 hooo

                      Ji bilkul aapane bahut acchi baat kahi hai agar Ek trader Ne loss Se Bachana Hai To Laut side ka khayal rakhna hoga aapko lot size Hamesha account balance ke hisab se kam hi Rakhna Honge tabhi aapko Achcha fayda Hoga aur loss bhi nahin Hoga aur aapki trade bhi acche mil Jayegi
                      • #12 Collapse

                        Re: aik trader nay agr loss say bachna hai too lot size ka use 0.01 hooo

                        in harmony and be consistent; your broker-dealer monitors such parameters
                        carefully in an effort to protect both parties.
                        The new NFA minimum margin requirements may impact minimum
                        account sizes.
                        TIP: Your grubstake should be at least the equivalent of 30 trade losses and
                        initial margin for a single trade. If you risk $50 per trade (50 pips on a mini-lot),
                        you should have a $1,600 account. How much you risk per trade is determined
                        by money-management parameters; see Chapter 16, “Money Management
                        Simplified.”
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: aik trader nay agr loss say bachna hai too lot size ka use 0.01 hooo

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: qaiserabbas786 پيغام ديکھيے
                          Aslam o alikoum dear agr trader kam say kam lot bhi use kry too bhi wo profit ko hasil kr sakta hai too us say loss bhi recover hota hai aur loss kam bhi hota hai
                          bakrid bhai Jana ek trader ko nuksan Se bachana Hai To lot size ek hi rakhe kyunki Agar gold Main usko trading karke use Mein nuksan Se bachana Hai To lot size ek hi rakhna chahie

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X