Forex mein loss ko control karna..??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein loss ko control karna..??
    forex mein loss ko control karne k liay yeh zarori hai keh ki Ham ine Baton per amal karna zarori hai
    1.laalich na krain
    2.jaldi na krain
    3.sakoon se kaam krain
    4.soch smajh k kaam krain
    5.honestly kaam krain
    6.easy ho k kaam krain
    7.experts ki advice lain
    8.sakoon se chlain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein loss ko control karna..??

    g han dear apke bat belkul thkh yb forex men loss ko control karna he humary apmnu y he hasth men jaba hum forex men forex ky rullks kjo falklow kar ky kam karen gy to hum forex men bahot he ahci kamyabi hasisl kar saken gy bforex menn zeada sy zeada kam krana he sab sy ahi kamayanbi hy jab hum foorex men rulls naai toren gy to9 humen kabhe bhe loss naai ho sakta h
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein loss ko control karna..??

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Usman3536 پيغام ديکھيے
      forex mein loss ko control karne k liay yeh zarori hai keh ki Ham ine Baton per amal karna zarori hai
      1.laalich na krain
      2.jaldi na krain
      3.sakoon se kaam krain
      4.soch smajh k kaam krain
      5.honestly kaam krain
      6.easy ho k kaam krain
      7.experts ki advice lain
      8.sakoon se chlain
      apne bhot achi information de hai agar ham in par pura nhi lekin kuch had tak amal kare lian to bhot zyada loss ko controle kar lian ge hamain loss nhi ho ga our agar loss hoga bhi to woh asani se recover ho jai ga ye bhot hi ihm cheez hai.
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein loss ko control karna..??

        G Bhi Ap ne loss ko control karny k jitny b treeqy btay hain wo bilkul theak hain aur agr hum un pr control kr ly to boht achy trader bn skty hain.
        Lalach ko km se km rakhna jaldbazi na karna Jb tk Ap ko confirm na o Koi b entry na lena trade ke quantity ko km se km rakhna ye wo sub cheezy hain Jin se Ap apny loss ko control kr skty hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein loss ko control karna..??

          ham forex mn loss ko control kar skaty hn ager ham mehnat karien aur pher himat ky sath work karien to so hamein is mn mehnat karny chaye aur pher himat ky sath work karna chaye jis sy pher hamein is mn kafi ziad afiada hsoakta hy so hamein is mn chay eky ham ik acha work kairen aur pher loss sy bhi bachien aur pher ik acha work bhi karien
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein loss ko control karna..??

            Dears friends members hum ko forex main loss say bachney k laiy forex k rolls ko follow karna bahut zaroori ha q k jab tak hum forex k rolls ko follow nhi karain gey hum kamyab nhi ho sakty or hum ko forex main sakoon or hosley say ksm karna chahie ta k hum forex main mistake na karain
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein loss ko control karna..??

              Greed Agar hoga to yah sab kuchh hoga agar aap isko nahin karoge to hi aap yah sab control kar sakte ho aur aap profit ki taraf ja sakte ho lekin yah hoga agar aap rules ko follow karenge to automatically ho jaega ab money management Karen aur usko strictly follow Karen fir jo chahe Bata rahe hain aapane usse nahin hatna aapko profit hoga aur aap achcha kam kar sakoge yah market Hai Jahan per hamen mehnat karna padati hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein loss ko control karna..??

                Assalamu alaikum friends aga loose ko control karna hai to hamen jyada mehnat karni hogi aur trade lagate hue lot size mein kam use karna chahie ISI hamen loss ki chance bahut kam hote Hain agar ismein hamen lost hota bhi hai to bahut kam hota Hai agar Ham lot size jyada rakhte Hain to hamen lost bhi zyada hota Hai loose ko control karne ka ek hi tarika hai hamen soch samajhkar trade lgani chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein loss ko control karna..??

                  Forex mai loss ko control kernay kay liye traders ko bohat si cheezoo ka khayaal rakhna parta hai. Agar traders over trading pay qaabu paa lain tou unhain loss say bachnay mai bohat asaani ho sakti hai. Traders ko ziada loss over trading ki wajah say hota hai kiyu kay over trading ki wajah say equity aur margins ziada consume ker liye jatey hain. Jiss say koi trade loss mai janay pay account wash ho jatey hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein loss ko control karna..??

                    forex main loss ko control sirf wo trdaers ker sakty bhan jo k expert hoty han ager humain bhi acha experience ha tu humain risky kam kerna chahaiy ager experience nhi tu phir humain risk se dor rahna cahahiy is se umain hi faida ho ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein loss ko control karna..??

                      Dear friends Pakistan Forex bahut accha business Pakistan Forex Naino Se Bachana Chahte Hain To aapko Forex roll ko call karna hoga Kyunki koi bhi kam Karen Uske Kuchh roll Hote Hain Agar roll se kam Karenge To Ham loss se Bach Sakenge Pakistan Forex mein Jitna Jyada aapko Na Lage hoga aap aap utna hi Achcha kam Karenge aur fayda Sar Karenge isliye Ye aapko chahie ke Pakistan Forex mein jyada Se Jyada time den aur knowledge Hasil Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein loss ko control karna..??

                        Aapane jitni baat ki Hai aapane Sahi baat ki hai aapane kaha hai ki agar Ham nuksan Se Bachana Chahte Hain To Hamen enrolls ko follow karna hoga Hamen kabhi bhi jaldi trade Nahin leni Hamen kabhi bhi Big Lot size Nahin Lagana Hamen lalach Nahin Karni Hamen Jab betrayed karni hai money management ke sath aur risk to reward ratio ke sath trade karni hai agar Ham enrolls Ko follow Karenge To Ham profit Karenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein loss ko control karna..??

                          G bhai bht he zabarsdt formula dia hy apme aur bat ko kafu zaida xonsise bhi kr dia hy jitna acha hmara bonus huta hybusi ki base o henm achi trades bhi laagty huty hen aur jitna ahmara loss km huta hy ustan he ziada hmen faida bhi huta hy is liye jitna hu sky work kre aur ziada mehnat kren
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein loss ko control karna..??

                            hamain har jeet tou hoti hi rhti the but hamain is k bary main planing kar k hi hum real main bi trade kar k hi hum run karin gay aur hamain is k bary main learning karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain is fourm main bi enter hony say pahly is k bary main planing karni ho gi aur hamain market main bi loss say bachny k liye learn karna ho ga ta k earn ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein loss ko control karna..??

                              Ji bilkul Forex mein loss ko control karna bahut jaruri hai uske liye hamen main bahut si baton per control karna chahie hoga last ka control karne ke liye hamen jyada se jyada mehnat Karni hogi aur pahle se ki gai galtiyan ko theek karna hoga sabar se kaam karna hoga laalach aur jaldbaji par control karna hoga aur seniors members se help leni hogi.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X