cause of the failure of trading...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    Wesay to trading main nakami ki bohat si wajohaat hain lekin un main sab se bari waja trading plan ka na hona hai kyun k agar aap k paas follow karnay k liye koi plan hi na hoga to aap kamyaab nahin ho saktay
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      trading main nakaami ki doosri waja lot size zyada rakhna hai baaz auqaat ham laalach main aa kar volume itna zyada rakh detay hain k zara si market ulti chalti hai to hamara account wash ho jaata hai
         
      • #333 Collapse

        Trading main nakaami aik waja ye bhi hai k bohat se log risk zyada letay hain or profit kam haasil kartay hain ye tareeka bhi sahi nahin hai hamain is ratio ko sahi tor per rakhna hoga profit k liye
           
        • #334 Collapse

          Forex trading main fail honay ki aik ye bhi waja hai k ham chart ko poori tarha read nahin kartay news per nazar nahin rakhtay yani ham anaylsis sahi tor per nahin kartay or loss ho jaata hai
             
          • #335 Collapse

            Kuch log profit main jaa rahi trade ko jaldi close kar detay hain halankay jitna profit hona chahiye tha utna nahin hot is tarha risk reward ki ratio poori nahin hoti or balance loss main rehta hai
             
            • #336 Collapse

              han g hamy fx ma kam karny k lai hamys abr sy kam karna ho ga tab ham fx ma kamyab hos katy han is ma hamy sabr sy kam karna ho ga tab ham fx ma kamyab ho skaty han
              • #337 Collapse

                Mere dost ap ne bare hi ache tareeqe se failure ki causes ko explain kia hae kiunk mere khial mein bhi forex trading mein nakami ki bari causes yehi hein aur waise bhi ye forex trading sirf dekhne mein hi simple lagti hae.
                • #338 Collapse

                  Greedy and emotion is main cause fail in Forex trading. Forex based on knowledge, so you done better trading in real account with better knowledge,but best planning, small trade size, discipline, and passion also important.
                  • #339 Collapse

                    Yes of course that you are say the right. I am say that we are first learn the complete knowledge as then we are joinnthe Forex market.
                    • #340 Collapse

                      trading mi fail hony ki ye reasons bohat he munasib hien and agar koi new person is ko sahee tara samaj ly tu mery khiyal se is per sakti se umal bhi kary tu us ko is business mi loss ki ratio kafi kum ho jay and us ko is business mi profit musalsal hota rahy ga main think is business mi care se trading kerny ki ha.
                      • #341 Collapse

                        very nice my dear friend ap ne forex trading mein failure ki kafi sar causes batai hein in mein agar koi trader ghour kar le aur in se avoid kare to forex trading mein kafi achi earning kar sakta hae......
                        • #342 Collapse

                          It can be said that the self-learning forex option is a good way to gain experience in trading, and the reason
                           
                          • #343 Collapse

                            An interesting approach, only for those who trade using the bonus money, this approach is unlikely to fit. We can only wait for the moment when all trades will be closed and immediately thereafter output a plus, rather than wait until the accumulated any desired amount. Although for those who trade have to wait very long.
                            • #344 Collapse

                              Mry khayal sa forex ma log loss is liy krty hain ku ka un ko forex ka pura knowldge nai hota uny experience nai hota or wo trading ma patince sa kam nai laity aik or bat jo bhut poplur ha wo ha greed log trading ma greed krty hain jis ki wja sa uny loss ho jata ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                ap nei jo points share kiye hn wo ek trader k liye bohat hi faidy mand ho skty hn or mere khayal se ek trader in points ko use krty huwy apni trading k start mein bohat faida hasil kr skta ha. ap nei achi information share ki ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X