account wash hony ki bari waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    account wash hony ki bari waja?
    forex aik best business hain hamy apny emotion or lalach ko qaboo main rakh kar mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyabi hasil kar sakty hain agr ham is main tulkky laga kar kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamar account be wash ho sakta hain is main market ka yai ahamry brokers ka koi e qasoor nahi hota ham is main bager pasio ky account bana kar be kam kr sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: account wash hony ki bari waja?

    Dear friend account wash honay ki bajut baria wajah yeh hy k jo hum forex trading main lalach krty hain aur is lalach ka sila.hamain milta hy account wash honay ka hamain lalach nahi krny chahay q k lalavh main loss hota by hamain forex trading main sabr sy kam krna chahay qk sabr ka phal metha hota hy
    • #3 Collapse

      Re: account wash hony ki bari waja?

      dear friend forex trading mn account wash honay ki bahot c wajoohat ho skti hn lekin meray khial mn account wash honay ki sub sa barri waja ziada profit ka lalach ha keun k profit k lalach mn jb hm big lot k sath baghair sochay smjhay trade lga detay hn to trade loss mn janay sa jald hmra account bhi wash ho jata ha
      • #4 Collapse

        Re: account wash hony ki bari waja?

        Dear forex members account wash sb sy bari waja greed hi ho skti hy baqi wajohat b isi waja sy banti hain ya agr ham bgair experience k kam krain gy lkn bat phr b greed py hi khatam hoti hy kiun jb hmain profit ka lalch ho ga to phr hi ham experience gain ki bgair kam shro kr dain gy to jo main waja wo lalch hi hy
        • #5 Collapse

          Re: account wash hony ki bari waja?

          G dear jhan tak mera khyal hai tu account wash tabhi hota hai jub hum aik trade lagtye hain tu us mai lot size ko barhtyr jatye hain jub kay wo ja he lose mai rhi hotye hai tu ap ka kam hai kay ap es mai sabar kah sath kam karaim gaye tu sub theak ho jata hai jis kay bad ap ko es mai masla nhi banta hai tu ap nah kam karna hai tu ap apna account safe rakha kay he kam kiya karain ta kay ap ka faida ho paye
          $$$ Never Give Up $$$
          • #6 Collapse

            Re: account wash hony ki bari waja?

            Your question is so good Pakistan forex business Mein hamara account use Waqt empty Hota hai Ham Jab Yahan per ahtyat Se Kam Nahin karte Pakistan Forex Mein Ham Jitna Jyada careless say kam karenge Tu Hi yah hamare liye Jyada Se Jyada achha hai aur Aisa karne se hamara account bhi secure rahe ga aur aur Hamen bahut jyada kamyabi aasani se Hasil hon jaye gi so that we should always do good work in Pakistan forex business aur Hamen kamyabi aasani se Hasil ho jayegi Hamen chahie Pakistan Forex mein bahut jyada Waqt De Tu Hi Ham acchi kamyabi Hasil kar lenge
            • #7 Collapse

              Re: account wash hony ki bari waja?

              Account hamesha hamrai ghaltion ki waja sy wash hota hai isleay hamen Chaheay k in ghlatiyan ko improve Karen hamen chaheay k trading main Tp AUR SL Ka zrur use karen.istraj sy ham Forex main loss ko recover Kar sakty Hain AUR kamiyabi hasil Kar sakty Hain AUR Account ko wash hony sy bacha sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: account wash hony ki bari waja?

                Dear friend g han acount wash ho ny ki bari waja forex trading ka eaxpirense or knwoallge na ho bhot sy log bager eaxpirense or knwoallge ky trading karty hain jis sy on ko loss ho ta hain or bhot sy log asay bhi ho ty hain jo lalach or jald bazi sy trading karty hain lalach or jald bazi sy trading karny sy loss ho ta hain is liy lalach or jald bazi nhi karni chahey mahnat or himat sy kam karin or soch samjhe ky suber ky sath ta ky ap acha profit earn kar saky
                • #9 Collapse

                  Re: account wash hony ki bari waja?

                  Forex trading mai account wash honay ki Bari wajah thoray waqt mai ziada profit kamanay ka laalach hai. Traders apnay account balance ko daikhay baghair lot size ziada rakh laitay hain jiss ki wajah say trade loss mai janay ki wajah say account wash ho jatay hain. Traders ko apni strategies hamehsa apnay account balance kay mutabiq banani chaiye takay risk ki zarurat he na rahey
                  • #10 Collapse

                    Re: account wash hony ki bari waja?

                    friend bht saray new members ko forex ma trading ki jaldi hoti ha jb k in k pass itna experience nhi hota aur wo wrong time par wrong trade open kar laitay hain jis ki waja sa unhain loss ho jata ha ya phr unka account wash ho jata ha, lalach aur jaldbazi account wash karnay ki main waja hain is k ilawa trade ma big lot select karna b risky hota ha is tarah b account wash honay k chances ziada hotay hain
                    • #11 Collapse

                      Re: account wash hony ki bari waja?

                      account k rules ko mind main rakh k hi hum achi trade kar k hi hum run karin gay aur is forum main bi kam kar k hi hum achi trade karein gay aur hamain is forum main bi kam kar k hi hum apni har zrorat ko pora kar k hi hum run karine gay aur hamain market main bi greed ko avoid kar k hi hum r un karien gay aur hamain si forum main bi earn kar skaty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: account wash hony ki bari waja?

                        Forex aik best business hy jis main.humain chahye k hum apny emotion or lalach ko kabu main rakh kr mehnat se kam krin phair hi.humain achi kamyabi hasil ho stke hy or agr hum.is main tukky laga kr kam krin gy tu hamra loss ho skta hy or hamara account bhi wash ho skta hy
                        • #13 Collapse

                          Re: account wash hony ki bari waja?

                          Account wash karne ki bahut sari reasons Hai yah Ham per hi depend karta hai ki Ham Kis Tarah Se trading karte hain Agar Hamara trading karne ka rasta theek Nahin hoga to Hamara account hi wash Hoga isliye Hamen chahie ki trading Is Tarah Se Karen kay Hamara account Di washna ho aur ham apni trading co successful Banakar acchi earning Hasil Karke apni life ko set karne
                          • #14 Collapse

                            Re: account wash hony ki bari waja?

                            Sir account watch hone ki Ki Sabse Badi vajah money management hai Jab aap etrade kar rahe Hote Hain to aap stop loss Nahin Lagate Jiski vajah se aapka account wash ho jata hai apni Ek Vati ke mutabik etrade Karni chahie Stoploos zarur Lagana chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: account wash hony ki bari waja?

                              dear account wash hony ki sab sy ziada waja yehi hoti hai jab ap big volume use karty hain tu ap ka account nuskan main ja kar wash ho jata hai aur dosri reason es main stop loss na lgany ki hoti hai jab ap stop loss ky gair kam akrty hain tu market ap ky order ky khilaf jati jati hai jiss say ap ka account balence khatm ho jata hai tu ap ko loss ho jata hai es le a money mangement ky sath kam karain aur stop loss ky sath kam karain tu kabhi account wash nahi ho ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X