Equity Calculation Formula.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Equity Calculation Formula.
    All Friend Me Ap Log Ko Aj Ake Formula Bata Ra Hon Is Se Ap LogO Ko Ye Asani Se Pata Lag Jaye Ga Ke Ap ke deposit Amount Ya Deposit Equity Pe Ap Leye Kya Lot Size Use Karna Bahtar Ho Ga/
    Formula.......................

    Forex Example Ap Ke Pass 200 Dollar Han.
    200$ x 10 = 2000 / 100000 = o.o2 Lot Size.
    Forex Eample Ap Ke Pass 100 dollar han.
    100$ x 10 = 1000 / 100000 = o.o1 Lot Size


    Isi Tarhan Se ap Apne Total Amount Ko Is Formule Ko Use Karte Howe Apne Amount Ke leye Behtar Lot Size Pata Laga Sakte Han Asani He.
    Agar Ap logo Ko Samaj Ne A Ra Hon To Ap log Mujko ADD Kar sakte han and Personal Discuss Kar Sakte Han Mere Sath Thanks.
    And Enjoy Trading Calculation Formula.:cool:
    Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Equity Calculation Formula.

    Dear brother pakistan forex form ma ak new mozo shuro ho ha agar ap is mozo ko shuro kar ta ha to apko kuch rules follow kar na ho ga

    1) Koi bhi thread jo Forex se hat kar hogi. For example:

    - Mujhe bonus nahi mila,
    - Bonus kab tak milega,
    - Posts kyu delete hogai,
    - Me buhat pareshan ho account attach nahi horaha,
    wagera wagera.
    Is type ki threads ko dekhte hi delete kar dia jaega. Is type ki threads create karni hai to Forum aur Portal Support me kare!

    2) Koi bhi thread jo Forex se related ho par is section se related na ho. For example:
    - Forex is a great business, what do you think?
    - Ap Forex me kesa mehsos kar rahe hai?
    - Forex Students k lyey kesa business hia?
    - Ap Forex se kitna kamate hai?
    Wagera wagera.

    Is type ki threads ko ya to Free Dialogue me move kara dia jaega ya phr delete kar dia jaega. Yeh Free Dialogue ki threads hai jo ap log bila waja is section me post karte ho.

    Is k ilawa aur bhi threads jese:
    - Mera InstaForex ka account verify nahi horaha.
    - Meta trader me chart ka background kese change karte hai?
    - RSI kesa indicator hai
    - Robot konsa sab se acha hai
    - GBPUSD prediction

    Yeh sab threads alag alag sections me hone chahye. In ka Aam Forex ki Guftgu section me koi kam nahi hai. Yeh bhi delete kar dyey jaenge. "Mera InstaForex ka account verify nahi horaha." Yeh InstaForex ki khas Guftgu me hona chahye, "Meta trader me chart ka background kese change karte hai?" yeh Meta Trader 4 aur 5 platforms section me hona chahye, "RSI kesa indicator hai" yeh indicator section me hona chahye, "Robot konsa sab se acha hai" yeh Automated Trading System me hona chahye. Aur "GBPUSD prediction" is thread ki forum me kahi jaga nahi because live trading me already GBPUSD ki thread he, us me ap post kar sakte hai.

    3) Koi bhi thread jo repeated ho. For example:
    Buhat se log purani threads check kyey bager bas post karte jate hai new threads. Wo dekhni ki zehmat nahi karte k already esi thread pehle mojod to nahi. Esi threads jo repetitive hongi unhe foran delete kar dia jaega. For example:
    - Which time frame is best for Forex Trading?
    - 15 min or 30 min is best?
    Aur is tarha ki kai sari threads jo isi topic par hai alfaz thora agey peche kar k.
    - Short term trading or Long term trading.
    - Kam arse ki trade achi hai ya ziada arse ki?
    - Short term trading best hai.
    - Long term trading kyu buri hai?

    Is type ki threads ko foran delete kar dia jaega.

    4) Finally koi bhi thread jo copied hogi chahe hamare forum se ya kisi aur website se usey foran delete kar k user ko ban kar dia jaega!



    Forex Example Ap Ke Pass 200 Dollar Han.
    200$ x 10 = 2000 / 100000 = o.o2 Lot Size.
    Forex Eample Ap Ke Pass 100 dollar han.
    100$ x 10 = 1000 / 100000 = o.o1 Lot Size
    • #3 Collapse

      Re: Equity Calculation Formula.

      forex aik wasee business hain hum is mai agar kam karna chatey hain t hamy expeirece gain kar ky capital invest kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy hamy 100 $ py 0.01 ke lot lagane ho ge pher he hum paisa kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
      • #4 Collapse

        Re: Equity Calculation Formula.

        hamy 200 dollar par 0.02 lot lagana chahey hamy knowledge or experience gain kar ky lot lagany ka risk lyna chahey hum experience demo account main rozana 2 ganty ke practice ky bad hasil karty hain agar hum market ky kelaf ja kar lot lagy to hamy naqsan he ho ga is main market ka koi qasur nahe hota loss hum apne he waja sy karty hain
        • #5 Collapse

          Re: Equity Calculation Formula.

          hamy learning gan kar ky equality ko samj kar calculate kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasial ho jy ge forex aik online business hain hum is mai night ma be kam kar sakty hain or hm is mai day mai be kam kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Equity Calculation Formula.

            hamain lot of size ko km rakh k hi trade karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain market main kam karein gay tab hi hum achi trade karien gay aur hamain market main trade karien gay tab hi hum cahi trade karein gayy aur hamainmarket main bi trade kar k hi hum loss say bach sakty hain ta k earn karien gay
            • #7 Collapse

              Re: Equity Calculation Formula.

              equity ko mange kar k hi hum achy say trade karein gay aur hamain is forex main planing karien gay tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main kam karien gay tab hi hum real main bi trade karien gay aur hamain is forum main bi trade karein gay tab hi hum real main bi trade karein gay tab hi hum sucses hon gay
              • #8 Collapse

                Re: Equity Calculation Formula.

                forex aik ach business hain hum is mai ache equality ka kam kary gy to hamy acha bonus hasial ho jy ga forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy tiime table bana kar kam kar sakty hain hum is mai night ma be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Equity Calculation Formula.

                  forex aik legal business hain hum is mai musalsal mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasail ho jy ge forex pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai part time be kam akr sakty hain hum is mai full time be kam kari sakty hain is mai hamara koi be b oss nahi hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Equity Calculation Formula.

                    fore xak acha business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din maia be kam kar sakty hain hamy is mai ache quality ka kam karna ho ag pher he hum pasia kamas kay gy hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss h jy ga forex aik aha business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahml hain forex aik acha business hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X