Loss ko recover karny ka behtreen tarika

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss ko recover karny ka behtreen tarika

    hlo sweet freinds Aslam o Alikum kaisy hain sub friends Loss recover asani se ho sakta hai lekin wait krna chahiye market ko favour mein any dein phr achi entry dekh k trade open krein aur stop loss bhi zaror set krein loss ko thora thora kr k recover krein aik hi trade mein loss ko recover krny ki jald baazi na krein kionkeh is tarah ziada loss hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss ko recover karny ka behtreen tarika

      Dear friend Agar aapko Kisi bhi kam mein loss ho jaaye to usko recover karne ka behtarin tareka yah Hai Ki Pahle Se zayada hardworking ki Jaaye aur koshish ki Jaaye ke Jin wajohat ki vajah se a loss Hua Hai hi unhen sudhara Jaaye a aur aur Chhoti Chhoti trade lagakar unko kam kiya jaaye aur apne loss ko kam Kiya jaaye
      • #18 Collapse

        Re: Loss ko recover karny ka behtreen tarika

        Dear jab humy trading mein loss ho jaye to humy loss sy preshan nahi hona chahiye balkeh loss ko recover karny ki sochni chahiye , agar humy loss hota hy to humy chahiye ky hum posting mein bhi mehnat karen takeh humara agla bonus acha aa jaye to hum apny loss ko recover kar skaen aur humy phir aik proper planing ky sath trading karne chahiye thors thors lot szie use kar ky bhi hum apny loss ko recover kar sakty hain agar hum mein himmat hy to bhut sy members loos any par preshan ho jaty hain aur mehnat kRNA chor daty hain humy asa nahi karna chahiye
        • #19 Collapse

          Re: Loss ko recover karny ka behtreen tarika

          Loss recover karney ka behtreen tareeka yeh hai k apna chart ko dubara se Sahi se analysis karey OK highlight karey k kaha galti hui hai. Or phr scalping karey or chotey chotey profit se recover karey apna losssl.
          • #20 Collapse

            Re: Loss ko recover karny ka behtreen tarika

            G han dear loss ko behter tariky say recover karny k liay phly hi aik achi analyses ki base par trade apen kary then stop loss ka istamal lazme kren atop loss resistance support dekh kar sat kary or stop loss entry point say kareeb rakhy
            • #21 Collapse

              Re: Loss ko recover karny ka behtreen tarika

              Yes dear Forex trading main loss ko recover karny Ka tarika yahi best hai k ham stop Los Ka zrur use Karen hamen chaheay ky Forex main trading karty hovy lot size Ka bhi khas khyal rakhen money management bhi boht zruri hai tab ham Forex main loss ko recover Kar sakty Hain
              • #22 Collapse

                Re: Loss ko recover karny ka behtreen tarika

                Assalam.o.alaikum...
                G han agr hamain loss ho jaye to hamain tenshn hona chahey balky hamin apni mistake ko improve kar ky market ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky mehant sy kam karna chahey pher hi han kamyabi hasil kar sakty hain or acha bonus hasil kar ky market mainh run kar sakty hain ham is main day main be kam kar sakty hain or night main be kam kar sakty hain...
                 
                $#@#i Khan
                • #23 Collapse

                  Re: Loss ko recover karny ka behtreen tarika

                  Money management Karke aap etrade karen to aap apne a a loss ko recover kar sakte hain jo bhi aap trade Karen uska stop loss zaroor lagaen is sy aapka capital capital safe rahega aur marketwatch kar aapko acchi etrade Mein sabse Chhoti Chhoti lagaen stop loss lagaen is trhn ap apny loss ko recovery kr skty gy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss ko recover karny ka behtreen tarika

                    Assalam.o.alaikum
                    G han loss ko recover karny ka between tareka yeh hay k hamain apni mehnat k sath kam karna chahiye apni galtion ko bar bar nahin dohrana chahiye bal k apni galtiyon say sekh k achi mehnat kar k acha knowledge or experience hasil kar k forex main kamiyabi hasil kar sakty Hain...trading mn jaldbazi nahin karni chahiye...
                     
                    $#@#i Khan

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X