Learning ky resources

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning ky resources
    Agar Ham Forex a relevant learning karna chahte hain to iske liye Ham different resources istemal kar sakte hain sabse best Ham YouTube per is relevant videos dekh sakte hain aur Iske alava isase bhi acchi learning opportunity hamare pass Forex form maujud Hai Jahan per Ham Apne senior se bahut acche Mashwara Le sakte hain aur apni trading Mein maujud problems ko easily solve karne Ke Kabil ho sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Learning ky resources

    Jiiii jiii sahiii baat phochii haii apny ky learning ky resources ..dear learn krny ky bhot saary resourses hain jiiss sy hum.achaa knowldge hasill kr skty hain aur achii trha sy tajarba hasill kr skty hain ..sb sy phaly to hmain forex forum sy hii acha knowldge mill jaata haii iss ky baad hmain social media par iss ky muktalif grouos ko jion kr ky un sy achii achii batain achi learning kr skty hain
    • #3 Collapse

      Re: Learning ky resources

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Hareem fatima پيغام ديکھيے
      Agar Ham Forex a relevant learning karna chahte hain to iske liye Ham different resources istemal kar sakte hain sabse best Ham YouTube per is relevant videos dekh sakte hain aur Iske alava isase bhi acchi learning opportunity hamare pass Forex form maujud Hai Jahan per Ham Apne senior se bahut acche Mashwara Le sakte hain aur apni trading Mein maujud problems ko easily solve karne Ke Kabil ho sakte hain
      asslam o alaikum dear forex member learning jb tk nhi kriangay tnb tk hamin kabhi bhi forex mn kaamyabi yaa kuchh aur behavoir mtlb ke earning krny kaa bonus nhi ml sktaa hay is liye forex mn learning kro aur is ke buhat se source hain aapni strategy ko best banao aur bs ...
      Visit My Profile
      • #4 Collapse

        Re: Learning ky resources

        agr ham forex main new hain to hamy demo par practice kar kly achi learning hasil kar mehant sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apna life style change kar sakty hain ham is main apni marzi sy part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain yai aik world wide business hain
        • #5 Collapse

          Re: Learning ky resources

          Aapane bilkul sahi Sawal kya hai land ke bahut learningrules Aa Agar Ham Forex mein learn karna chahte hain to To Hamen different istemal karne Honge the best ruelala Mein YouTube istemal karna chahie ya Hamen bahut Tadap jata hai
          • #6 Collapse

            Re: Learning ky resources

            G han dear ap nay bahut achi bat ki hay forex trading ki learning k bahut saray sources hain aur un main zayada tar sources online hain aur aksar members online sources say hi videos dekh kar forex ko learn karnay ki koshish kartay hain but kuch members seniors ko fees pay kar k un say trading ki class letay hain.
            • #7 Collapse

              Re: Learning ky resources

              Learning k bht se sources hain .. Hm chahen to forum pe hi Seniors se knowledge gain kar sakte hain.. Iske ilawa demo account pe practice kr k hm knowledge hasil kr sakte hain or YouTube pe b bht c information hai Forex k bare main..
              • #8 Collapse

                Re: Learning ky resources

                hamy ache learning gain kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to haamy losss ho jy ga forex paksitan mai legal ban cuka hain forex kabe be band na hny wala acha business hain is mai hamara koi be boss nah ihain
                • #9 Collapse

                  Re: Learning ky resources

                  apni learning Ko Jitna ho sake time Dena chahie jitni Jyada learning Karenge utna hi best knowledge Forex ke related Banta Jaega Jitna Jyada knowledge Forex ke about Hoga utna hi best work Karke acchi earning kar Payenge learning Karte Rahana chahie Khud Mein improvement late Rahe..
                  • #10 Collapse

                    Re: Learning ky resources

                    learning kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main pahly greed ko avoid kar k hi hum run karien gay aur hamain is k bary main kam kar k hi hum apni har zrorat ko pora kar k hi hum run karien gay ar hamain is forum main bi trend ko use kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is forum main bi kam kar k hi hum real main bi trade kar skaty hain it is good job
                    • #11 Collapse

                      Re: Learning ky resources

                      Learning resources bahut Sare Hain Ham learning ko na sirf Forex ke frum se a bal Ke YouTube Forex news aur apne seniors ko follow karte hue Pakistan for S K knowledge question tarike se game kar sakte hain aur Iske resources bhi bahut Sare Hain Pakistan Forex Kam Nahin balki international level ka business hai ismein agar Chahe to anyone any place any channel Shyam Pakistan Forex ke knowledge Konkan kar sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Learning ky resources

                        agr ham forex main new hain to hamy demo par achi learning hasil kar ky mehant sy karna chahey pher hi successful ho sakty hain or acha profit haisl kar ky apni life sy gurbat ko kahem kar sakty hain ham is main apni marzi sy day main kam kar sakty hain or ham night main be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main hamara koi boss nahi hota
                        • #13 Collapse

                          Re: Learning ky resources

                          babay pips py hum learning gain kar sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik asa busienss hain ho hamy learning eb deta hain or hamy eanring be deta hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar skty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Learning ky resources

                            gee dosto learning karni chahye keuon keh learning karny say ap ko trading kay bary main bohat achey say pata chal sakta hay es kay leye ap k pass computer hona chahye jiss par app nay kaam karna aur internet bhi hona zarori hay jiss say online kaam kar sakko wesy to internet par bohat say learnig karny ki tips mil sakty hay google main bhi serch kar sakty hain bohat sari information hasil kar sakty hain babypips.com ye chek karo aur learning karo bohat achi site hay main bhi learning kar raha hon.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Learning ky resources

                              Dear frinds aslamoalekum jese ke ap ke topic me ap ne pucha he ke learning karne ke resources to me ap ko kahao ga ap ko net pe har chez mil jae ge jaha se ap sekh sakte ho.Dear friend ap ne bil kul thekh kaha he, or me ap ke bat se itifaq karta ho hum ap ke is mofeed post se bohat he fida hasil kar sakte hen. Is leye ap se request he ke ase post zeyda se zeyda Karen take hum yaha ache income kama saken, or dosro ke bhe madad kar saken.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X