Trade ko loss main jata dekh ker foran close nahi ker deni chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade ko loss main jata dekh ker foran close nahi ker deni chahye
    A.o.a g dear members start main her trade loss main jati hai jo k broker ka commission hota hai to aesy main new members trade ko.loss main dekh ker usy foran close na ker den balky wo trade kich time bad profit main ajata hai ager ap la analyse acha hai to wo profit ki range ko zaror meet kerti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade ko loss main jata dekh ker foran close nahi ker deni chahye

    han g bilkul hi sahee bat ki yy yeh to ghlat bat hy iss mein her trade hi loss sey start ho ker profit mein end hoti hy so ham sab ko chahiy keh ham loss ko dekh ker ghbrani nhi na hi juldbazi ka muzahira krein trade loss mein hergizz close na krein jub tak profit mein nhi aa jati ytub tk saber krein achy profit ki soorat mein trade ko close krein emotional bun ker khi bhi trading na krein.
    • #3 Collapse

      Re: Trade ko loss main jata dekh ker foran close nahi ker deni chahye

      Starting mein meny bhi aisy hi kia tha jb meri 1st trade gold mein open thi meny usko raat 1 ya 2 bjy tk follow kia us mein loss kam hony ka naam nhi ly rha tha meny ghussy mein trade close krny ki koshish ki lekin us waqt shyd market mein kuch mint ki break thi meri woh trade loss mein close na ho ski lekin jb meny subah usko dekha tu woh 5$ profit mein thi jisko meny foran close kr dia.
      • #4 Collapse

        Re: Trade ko loss main jata dekh ker foran close nahi ker deni chahye

        Dear brother forex trading men trade lagatay waqt aksar trade loss men chali jati hey aur musalsal loss men chati rahti hey iss liay hamen loss ko dekh kar preshan nhi hona chahiay aur jaldi trade close nah karen balkay wait karen wohi trade back movement kar k acha profit dey jay gi
        • #5 Collapse

          Re: Trade ko loss main jata dekh ker foran close nahi ker deni chahye

          hamain market main trader banany say pahly is k bary main learning karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain is k bary main kam kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess ho skty hain aur hamain is fourm main bi gred k avoid kar k hi hum real main trade kar k hi hum run karien gay aur hamain is k bary main planing karni ho gi at k earn karin gay ta k earn ho
          • #6 Collapse

            Re: Trade ko loss main jata dekh ker foran close nahi ker deni chahye

            G han dear ap ne thk kaha Hai keh hamen trading krte hoe ek planning ke tahit trading krni Chahye qk trading men pairs ke movement ko judge kr ke trading krna chahye r agr trading ke baad agr loss men trade chali jae to us ke close krne men jldi ni krni chahye bal keh saber se trade ke profit men and ka intzr krna chahye r seniors ke help le kr he koi qadam uthana chahye.
            • #7 Collapse

              Re: Trade ko loss main jata dekh ker foran close nahi ker deni chahye

              g dear ap ki bat bilkul thak ha hm jb trad lga ty hn to hmari trade 22 losss sy start hoti ha dear agr es sy hman zyda lossz ata ha ya hman zyda profit ata ha to hman kbhi bhi trade ko losss man bnd nhi ktni chahye pryshan ho kr dear hmasha hman sbr krna chahye r sbr sy kam krna chahye dear kbhi bhi trade ko losss man off na kran
              pakistan Zindabad
              • #8 Collapse

                Re: Trade ko loss main jata dekh ker foran close nahi ker deni chahye

                Dear friends loss B aik business hissa hai forex mein nuksan hota dekhkar gbrana nahin chahie aur pahle se zyada sy zyada mehnat karni chaya or Allah per ummid rakhen kun kAllah tahala mehnat Karny waly ko Sila zarur dyty Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trade ko loss main jata dekh ker foran close nahi ker deni chahye

                  agr hamari trade loss main ja rahi ho to hamy isy foran sy close kar dena chahey pher hi ham kisi bary loss sy bach sakty hain hamy market ko achy sy samaj kar is ky up or down ko dekh kar sahi waqt main trade lagani chahey pher hi ham kamyabi hasil kar sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain yai online ki dumya main aik king business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade ko loss main jata dekh ker foran close nahi ker deni chahye

                    Forex mein trade karne se pahle aapko analysis acche hone chahie aur dusra market ke trend ko dekhna chahie agar Ham trend mein kam karenge to ismein hamen losses kam hote Hain trade karte waqt hamen many management ka khas khyal rakhna chahie koi bhi trade Karen usko stop loss lazmi lagana chahie isase hamara kam nuksan hota hai jis tragedi pe aap kam kar rahe hain aur use per aapko about asar hai to tab trade Karen aur agar loss ho raha ho to achi trade wait Karen .
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade ko loss main jata dekh ker foran close nahi ker deni chahye

                      Dear member main trade ko loss main main jata dekh kar fauran close kar deni chahie taky ham nuksan se Mehfooz rah sake Hamen market ko Samajh Kar trading Karni chahie markat ko dekh kar Sahi Waqt main trade Lagani chahie Taake Hamain profit Ho
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade ko loss main jata dekh ker foran close nahi ker deni chahye

                        Bilkul sahi Forex hi Nahin balki Kisi b trade mein agar Hamen loss Ho To Hamen use chhodana Nahin chahie balke Hamen is stage ko bhi face karna chahie Kyunki jab tak ham Mushkil Nahin Sahty tab tak Hamen kamyabi ka maza Nahin Aata isliye trade mein agar Hamen loss Ho bhi raha hai to Use Chhodna nahin chahie balki Intezar Karen result profit Ki Surat Mein Bhi Milega Agar ham ise seriously Le tu.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X