indicator kiya hota hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicator kiya hota hy?
    Asslam o alikum..
    indicator kiya hota hy forex me??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: indicator kiya hota hy?

    Indicators ka matlab yah hota hai ki vah aapko thodi bahut help de dete Hain Ki market kis movement per Jayegi lekin aapko kabhi bhi indicators per depend hokar trade Nahin Karni chahie balki aapko Hamesha Apne confidence ke sath hi aur apne knowledge or experience ke hisab se hi trade Karni chahie Taki aap acchi trade kar sake aur aap accha profit Hasil kar Saken
    • #3 Collapse

      Re: indicator kiya hota hy?

      indicators market lines for apply karne hote hain isase market ki moment ka Kuchh percent Dada ho jata hai ki market is Taraf Ja sakti hai apne market Chauth Par Ek Ya Do indicators ka hi use karna chahie Jab Jyada indicator used Karenge to alag alag signal Milenge Is Tarah confusing ho jayegi Ek indicator use Karen best Sa
      • #4 Collapse

        Re: indicator kiya hota hy?

        Dear criend indecator ko use kar k hum as main market ki movemnet ka indaza laga lety hain as say hamen kafi faida hasel hota hy as leye hamen achay say acha indecator market k trand k bary main malomat day sakta hy as leye ap koshesh karen pahly ges strastgy ko use karen asay pahly demo par use karen ta k ap ka analeses acha sabet ho aur ap achay say market say achi earning hasel kar saken
        • #5 Collapse

          Re: indicator kiya hota hy?

          Indicators hamare liey bht ehm hai in se hame trading me bht help milti hai aor in se hame yeah pata chalta hai keh forex market Kis tarah se chal Rahi hai indicators aesi bht se hints indicates karta hai jin ki madad se ham BHT kuch earn Kar sakte hai .
          PRACTICE MAKES MAN PERFECT
          • #6 Collapse

            Re: indicator kiya hota hy?

            Asslam o alaikum dear members indicator aik signal hota h. Markeet mn fluctuationust hoti h. Kbi market up or kbi down ho jati h. Ager hmary pas achy indicators hon to hm behtreen treky sa kaam ker sakty hn or bhtr sa bhtr trade ker k pass kma sakty hn. Hmen chaya k kbi b risk na len or trade sa pahly indicators ko follow ker k ya apny sceniors sa mashwra ker k he kaam keren is sa he hm fida hasil ker sakty hn or pass kma sakty hn.
            • #7 Collapse

              Re: indicator kiya hota hy?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Danish11 پيغام ديکھيے
              Asslam o alikum..
              indicator kiya hota hy forex me??
              Sar agar aap educator ka istemal karna chahte hain to main aapko Bata Dun ki educator bahut tarike ke hote hain mujhe to do educator ke bare mein pata hai jo kiya main aapko batane ja raha hun Ek Tu Hai Jab Ham market ko technical analysis Karte Hain To technical analise bhi educator Kehlata Hai Jab Ham market ko fundamental analysis Karte Hain To fundamental analysis bhi educator ko kaha jata hai agar aap educator istemal karna chahte hain to aap market Mein Kamyab ho sakte hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: indicator kiya hota hy?

                Indicators Ek bahut hi Achcha Rasta Hai Joker Hamen Forex relevant signals provide Karte Hain Jis per Ham trading Karke cprofit Hassan kar sakte hain lekin Hamen signal per maximum depend nahin karna chahie Hamen Apne Naal se jo knowledge ke according on signal ko verify kar lena chahie Taki Ham galat entry point per trade open karke last Ka Samna Karen kay Achcha profit Hassan karne Ke Kabil hun

                اب آن لائن

                Working...
                X