importance of forex indicators?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    importance of forex indicators?
    All dear forex mambers forex trading main boht se indicators hain jin ko hum apni trading main use kar k apni trading ko profitable bna skty hain es liye aghr hmain indicators ko achi trah se sue krna ata hoga or oska hmain knowledge hoga tab he hum osko apny liye profiable bna skty hain es liye hmain chahye k hum apni trading main os indicators ko use karen jo hmain faida de sake or hum apni trading main kamyab ho saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: importance of forex indicators?

    bhaijaan indicators ka alag se knowledge or experience hasil karna bahut jaruri hota hai kyunki indicators per kabhi bhi aapko depend hokar Kam Nahin Karna hota hai agar aapane Kisi indicator per depend hona hai to usse achcha yah hai ki aap apne upar depend hokar trade kiya karo kyunki indicator ka matlab yahi hota hai ki vah aapko halka sa koi ishara de Deta hai jis per ki vajah se aapko market ka thoda bahut knowledge ho jata hai lekin yah 100% aapko profit hasil Nahin karvata hai
    • #3 Collapse

      Re: importance of forex indicators?

      Je indicator k bhot sy faiday hai, ik to ye hamy en sy pata chal jata hai k market kis taraf jae gi, es sy ham achy entery point py enter ho sakty hai, secondly at a tim serf 2 inducator he use karny chahe, zayada indicators sy b confusion barh jati hai, or exact point pata ni chal pata,
      • #4 Collapse

        Re: importance of forex indicators?

        indicator ka market mein bahut hi important Hoti Hai Kuchh person market ka Dada Bata Deta Hai market Mein best indicator jo aapko Lage Usi Ka use karna chahie Jyada indicator used Karenge to alag alag signal Milenge confusing ho jayegi Ek Do indicator ke ka use Karen Usi per depend Karen
        • #5 Collapse

          Re: importance of forex indicators?

          indicator hamy market main enter hony main madad daty hain forex main kush indicator fake be hoty hain hamy real indicator ko use kar ky kam karna chahey hamy market ko achy sy learn kar ky kam karna chahey agar hum is main tukky laga kar kam kary gy to hamy result negative hasil ho ga yai asan business nahe hain hum is main aik sal ke practice ky bad expert trader banty hain
          • #6 Collapse

            Re: importance of forex indicators?

            G dear jhan tak ap ko pta hona chye kay es mai jo indicator use kiya jatye hain un ka humain kafi faida hai ager un ka use bhi usi hisab say kiga jaye tu kiyu kay es mai use karnye pay he depnd karta hai matlab kay ap es mai kis tarz ka kam kartye hain tu is kay bad he ap es mai kamyabi ki tahye tak phuchtye hain tu indicator ka aik maqsad hota hai jis ka use karna kafi had tak zaroori hai tu ap es pay he kam karain
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: importance of forex indicators?

              Assalamu Alaikum friends ummid karta hun ki aap sab theek thak Honge ji han friends aap bilkul theek kah rahe hain indicators ka bahut shauk hai ek to yah Hamen enr sirf pata chal jata hai ki market kis Taraf Jayegi is se Hamen acchi acche entry point per inter Honge sakte hain secondly at a time srf 2 indicators he use karna cha Jyada indicators use Karni chahie chahie Zyada interact se Se confusion barh Jaati Hai
              • #8 Collapse

                Re: importance of forex indicators?

                Forex treading main bhut se indicators hain jin ko hum apni treading main use kr k apni treading ko profitable bna skty hain es lisy aghr hume indicator ko achi trha Se use krna ata ho ga or us ka knowledge hoga tab he hum us ko apny liay profitable bna skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: importance of forex indicators?

                  Ji bilkul Forex indicator ke bahut Sare fayde hote hain lekin aapko kabhi bhi Forex indicators se per depend hokar trading Nahin Karni chahie Kyunki Jab aap Forex indicators per second hokar trade karte hain to aapko loss ho jata hai aur aapka account bhi was ho jata hai to aapko Hamesha Apne knowledge wala experience Rahe indicators ka thoda bahut to use kar lena chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: importance of forex indicators?

                    indicator ko use kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karin gay aur hamain is forum main bi planing kar k hi hum real main kam kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is forum main anlasye kar k hi hum achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aru hamain is k bary main bi trade kar k hi hum loss say bach sakty hain tab hi hum market main bi earn ho
                    • #11 Collapse

                      Re: importance of forex indicators?

                      ji han bhai forex traiding main indicater ki bahot ziada ahmiyaat hai aik acha traider wo hota hai jis ko supporte and resdence point ka ilam hota hai or wo isi k motabiq hi traiding karta hai agar ap suporte and resdence ko jaan laty hain to ap profitable traide laga kar monafa hasil kar skty hain .
                      information for Beginners
                      Complete Forex Knowledge
                      • #12 Collapse

                        Re: importance of forex indicators?

                        forex aik bohat bara business hain hum is mai RSI indicators ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is maai din mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kaery gy to hamy loss ho jy ga forex aik amm business ke nisbat acha business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: importance of forex indicators?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Romank پيغام ديکھيے
                          All dear forex mambers forex trading main boht se indicators hain jin ko hum apni trading main use kar k apni trading ko profitable bna skty hain es liye aghr hmain indicators ko achi trah se sue krna ata hoga or oska hmain knowledge hoga tab he hum osko apny liye profiable bna skty hain es liye hmain chahye k hum apni trading main os indicators ko use karen jo hmain faida de sake or hum apni trading main kamyab ho saken
                          Trading ke analysis karne ke liye indicators bahut hi jyada useful hote hain indicators ko use karke hi aap acchi trading kar sakte hain koi bhi trader Bina indicators ke technical analysis acche tarike se nahin kar sakta
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: importance of forex indicators?

                            Forex indicators ko follow karna acchi baat hai vah Hamen acche signals provide karte hain lekin Hamara indicators ke about knowledge Behtar Hona bahut ahmiyat Rakhta hai ki jab tak hamare pass indicators ka strong knowledge Nahin hoga tab tak Ham indicators ko sahi tarah follow nahin kar Sakenge aur unke carding sahi tarah trading nahin kar Sakenge isliye Hamen chahie Agar Hamen indicators ko follow Karna Hai To fir Hamen unke bare mein Achcha Malish karne ki proper koshish Karni chahie Kyunki indicators ko bhi Forex trading ke andar bahut ahmiyat Hasil hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X