Record Keeping in Forex Trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Record Keeping in Forex Trading?
    Dear members men ap is ye pochna chata hun k forex trading men hum jo bhe trade lagate han us k record rekhan zarori hay?mere khayal men kun k forex k kam aik online kam hay is men record banana r use mehfooz rakhana bhut zarori hay.ap logon k kya raey hay r is k tareeqa kya hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Record Keeping in Forex Trading?

    Bilkul thk kaha h apne m apki bt c agree krta hn
    Hmesha jb b trade kren ap uska recird rkha kren ta k koe b issue ay ap k pass record hona chahye
    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
    • #3 Collapse

      Re: Record Keeping in Forex Trading?

      Jab bhi trading Karen To Hamen chahie ki apni strategy ko record karne ki koshish karen Kya Karen Ham use red Ji ko follow karte hue Majeed acchi trading kar sake Iske alava Agar Hamen kabhi bhi loss ka Samna Ho To Hamen chahie ke usko bhi record rakhen Taki next time Ham vah galtiyan na Karen Jinse Hamen nuksan ho sakta hai aur Is Tarah Ham bahut acchi trading kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Record Keeping in Forex Trading?

        asslamo alikum my dear members kesy hein ap my dear members ham jo bhi kaam kerty hein wo sab recor hota rehtas hy or ahmin bhi kud ko record rakhna chaiy i mean hamin month ke end mein note ker lena chaiy or istrah ager ap record kerna chain to bhi ker sakty hein isk ilawa ham jo bhi kaam kerty hein wo sab hamin show ho raha hota hy hamin reecord ki koi khas zarrort nahee perti or forex boss k p[ass to hamra mukamml record majood hota hy wo hamin isky mutabik bouns dety hein ...
        • #5 Collapse

          Re: Record Keeping in Forex Trading?

          Bahut achi aadaat me ye bhi hai k kamyab log apni her cheez ka record banaty hain management ki quality se ap bahut sary issues se bach sakty hain. na sirf forex me balkey zindagi k her medaan me apni es aadat ko maintain rakhin to zindagi aasan ho jaye gi.
          • #6 Collapse

            Re: Record Keeping in Forex Trading?

            Assalamau ALiakaum my dear bhai jan main ap se agree karta hun ap ne bahut ache bat share ke hae forex trading main hum jo bhe trading karte hain us ka hamare instaforex main sara record available hota hae to hamen is ke bilkul bhe tension nhe lene cahiye balke hamne to cahiye ke hum is main ache trading karen take hum is main ache tarah se kamayab bhe ho saken
            • #7 Collapse

              Re: Record Keeping in Forex Trading?

              Aik acha trader apna trading record safe rakhta hai jb bhi usko koi mushkil paish ati hai tu woh apni history ko check kr k help ly sakta hai trading record bad ho ya good dono trading mein kaam aty hein is tarah aik trader apni performance ko better kr sakta hai jis mein woh apny weak aur strong points ko note out kr k achi trading krega.
              • #8 Collapse

                Re: Record Keeping in Forex Trading?

                G bilkol ye tu bahut achi bat hai hume forex trading main hume daily base py apni trading ko note krna chae kiun k agr hum forex main apna loss r profit note krn gy tu forex main hum bahut behtr traqe sy trading kr sken gy hume forex main apni hr mistake r apni hr achi planing ko note krna chae kiun k agr humre pas humra monthly recorded ho ga tu us ko hum check kr k apni bahut sy mistake ko control kr skte hn r apni trading main behtri la kste hn
                • #9 Collapse

                  Re: Record Keeping in Forex Trading?

                  Dear member ager ham apna trading ka record rakhen gy to is se hamy ye faida hoga k ham apny loss ko dekh ker mazeed mehnat se kam kerny ki koshish karen gy r profit ko dekh ker ham mazeed motivate hongy r lagan se kam karen gy forex main jitna ziyada mehnat se kam karen gy us ka sila hamy lazmi mily ga jab eik kam main kamyabi hasil kerni hai to us k liye dat jana chahye phir der sawer apni jagah
                  • #10 Collapse

                    Re: Record Keeping in Forex Trading?

                    Ji bilkul hai aapke liye Jaruri hota hai ki aap apne records Banakar rakhen Kyunki ismein aap se agar koi mistake so Gara hoti hai to aap unko notice karte hain aur next time one mistake se avoid karte hain jo aapko chahie ki aap apni purani trades ko bhi Yad Rakha Karen aur usmein jitne bhi galtiyan hui ho unko note kar liya Karen Taki aap newtrade Mein vah galtiyan dubara repeat Na Kar Sako aur acchi Tarah se kam kar Sakun aur Achcha profit Hasil kar Sako
                    • #11 Collapse

                      Re: Record Keeping in Forex Trading?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: faheemaadam پيغام ديکھيے
                      Dear members men ap is ye pochna chata hun k forex trading men hum jo bhe trade lagate han us k record rekhan zarori hay?mere khayal men kun k forex k kam aik online kam hay is men record banana r use mehfooz rakhana bhut zarori hay.ap logon k kya raey hay r is k tareeqa kya hay?
                      Koi bhi kam ho agar aap usmein recordkeeping Karke kam Karoge To aapka kam Achcha Hoga trading Mein yah bahut jyada Jaruri Hota Hai isliye Hamesha try Karen ki apni trading ka record rakhen
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Record Keeping in Forex Trading?

                        hamy apne learning ko best bana kar kam karna chahey hamy month ky start main kam or time ke planing kar lyne chahy or per is ky hesab sy month ky end tak kam karna chahey per he hum is main monthly target ko pora kar ky acha bonus hasil kar sakty hain agar hum target ko pora nahe kary gy to hamy bonhus be acha nahe hasil ho ga hamy is main tukky laga kar kabe be kam nah karna chahey
                        • #13 Collapse

                          Re: Record Keeping in Forex Trading?

                          ji bilkul aapko apni gurjar star trading ko bhi yad rakhna chahie aur aapane agar unhen traders mein koi mistake ki hai to usko bhi note kar lena chahie aur apni mistakes se hamesha lesan hasil karna chahie aur jo aapne newtrade kar rahe hote hain usmein aapko koshish Karni chahie ki aap koi is Tarah se kamna kare jis Tarah se aapko isliye trade mein last hua tha
                          • #14 Collapse

                            Re: Record Keeping in Forex Trading?

                            bilkul theek kaha hai jo abhi trading karte hain uska record Rakhna chahie usko chahie ke weekly trading history check Karen Jo mistake hai use clear Karen next time Apne planning ko strong Banakar trading Karen Aise karne se aapki trading skill improve Hota Jaega best trading kar Payenge..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Record Keeping in Forex Trading?

                              Ji bilkul Forex trading main aapko Hamesha apni Tamam trading ka record Rakhna chahie Tha ke aapko Agar Kisi chij Ki yah Kisi information ki information ki jarurat ho to aap usmein acchi Tarah se kam kar sake aur aap information ko Hasil Karke apni trading, seed Achcha kar sake vah Apne skills, acchi Tarah Se improve kar Saken aur aap Forex Mein Masjid acchi Tarah se kam kar Sakenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X