confidence'''vs knowladge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    mere bhai mera kehna ha k apko confidence hi tab hoga jab apk pas bohat sara knowledge hoga jab apk pas knowledge hi nahi hoga to confidence kis cheez ka hoga apko ye bataye?
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      Forex trading iss wakt ka saab se acha business hai jismay thori si knowledge se bhi start liya jaa sakta hai. Forex trading main knowledge zaada important hai kyunkey ye kaam sara knowledge ka hai aur confidence ki zaroorat nahi kyunkey aap ko ghar bethay ye kaam karna hota hai.
      • #648 Collapse

        forex trading main app logo k pass canfidenf itna zaroree nahee hain k jhitna app logo ko knowledge ke zarorat hogee forex trading main app log k pass agar ek acha knowledge ho tu app log forex trading main ek bohat he acha profit earn kar sakty ho or agar app logo ko forex k bary main nahee pata ho tu app kisi be forex k bary main learn kar sakty ho
         
        • #649 Collapse

          beside knowledge your confidence play a very good contribution in forex trading business . knowledge is important but without confidence you can not gain success in forex trading .
          • #650 Collapse

            jnab mje lgta hai k es kam mein knowledge ziada best hai confidence sy q k mje nai lgta humen confidence milta hai es kam main esa abht km hai k humen sahi confidence mily es kam sy es liey mje lgta hai k knowledge kafi ziada milta hai confidence sy es liey mein knowledge ko prefer krun ga
            • #651 Collapse

              mere khyaal se forex mai hamen dono ki zarurat hoti hai knwldge ki bhi or confidence ki bhi zarurat hoti hai qk in dono k bina ham kabhi achi tarhan trading nahi kar sakte
                 
              • #652 Collapse

                salam bhaiyooon its quite simple post confidense to takreeban sb mein he hota hai magar knowledge har ek mein nahi hoti to hamein pehley knowledge ki taraf bhaagna chahiye na k confidence ki taraf so guys stay focused on ur knowledge and get free confidence :P
                • #653 Collapse

                  Dekehin aap kee knowledge hee too aap kaa confidence increase karee gee jaab aap apni knowledge barhayien gee too phir aap acha profit nikal saktee hain aur waisee hee koie naturally zyada confident hai too phir forex jaisee volatile market mein too risk bhi hai loss kaa
                  • #654 Collapse

                    dono cheezen important hen knowladge ke baghair confidence nuqsan deh he aur confidence ke baghair knowladge bekar he ec liey dono cheezon ka hisool zaroori aur lazmi he
                    • #655 Collapse

                      Forex trading business main tarders ko confidence aur knowledge dono ceezon ki zarurat hoti hai jab hamary pas trading k bary amin good knwoledge ho ga tou confidence khud he ban jata ahi.
                      • #656 Collapse

                        jee bilkul shahe forex trade mein kamyaby k liy knowledge k sath sath confidence hona boht zaroory hy take insaan profit k sath sath loss ko brdasht kr saqy .thanks
                         
                        • #657 Collapse

                          confidance boht he important hai aur app ko boht faida chahe hai tu app ko boht faida hota hai so confidcne boht acha hai ar app ko es main both faida hoska hai so forex main ager app ne kamayab aur ache result nikalne hain tu app ko es main confidance se kam karna hgoa tu ap us ko hasil kar sakte ho
                           
                          • #658 Collapse

                            knowledge is excellent essential devoid of knowledge at this time there won't always be any kind of chace to be comfortable and another cant always be comfortable by any means devoid of knowledge due to the fact if you have adequate knowledge subsequently simply you can be comfortable adequate presenting your landscapes regarding whatever.
                            • #659 Collapse

                              main samjta ho k forex mein jis k pas knowledge hai tu us k pas he confidence bhi hota hai without knowledge kase k pas trading k confidence nahi hota hai kyun k jab hum forex mein knowledge ko use kar k trading karta hai tu hum full confidence hota hain k jo bhi hum ne trading ki hai us mein hum ko profit he ho gy.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                knowledge k bagher to ham bilkul andhy hen ham trading ker hi nhi skty jab tak hamre pass proper ilm nhi he or confidence k zriye ham aik achy trader bn skty hen agr confidence nhi hoga to ham big trade nhi ker saken gy jo k hamari kamyabi k lie buhat bri problem he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X