confidence'''vs knowladge
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    knowledge hona bhi lazmi hai ek trader ko pata hona chahye trade ka or jis pair pe wo trade karta hai thori os ki knowledge ho or os pe practice ho os k bad confidence hona chahye trade karne k liye kyun k trade khouf se karo to loss hota hai hamein chahye ye khouf nikal k or confidence ho k trade karein apni experience k mutabiq
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Rabia555 پيغام ديکھيے
      dears members kia ap samjhty hen k confidence knowledge se important hy ya phir knowledge???????
      well forex ke liya knowledge bhut important hai . jab aap ke pass knowledge ho ge tu confidence khud ba khud aaye ga with out knowledge confidence nai ho ga aap trading bhi nai kar sakte
      • #588 Collapse

        nhi ye dono hi honi zaroori hain kiu kay yahi 2 things hain jo insan ko her field main kamyaab bnati hain kiu confidence ager aap main hota hai tabhi aap us field main agay berhtay hain or sath main jub knowledge ho to aap anay wali mushkilat ka samna ker sktay hain is liay in dono ka hona zaroori hai
        • #589 Collapse

          meray khayal main knowledge ziyada important hai bajai confidence ke , agar aap ke pas achi knowledge ho gi yani aap ye pridict ker sakain gae ke market ka rujhan kiya hai to aap main confidence khud ba khud aa jaae ga
          • #590 Collapse

            I think confidence and knowledge both are important for Forex trade. Confidence makes the trader smart and knowledge helps the trader to finish the work quickly and nicely.
            • #591 Collapse

              bhai mery khyal se forex main ziada knowledge ziada impotent hai q k ap ko forex ka knowledge ho ga to ap aik achi trad ker sky ge,ager ap k confidence hai r forex ka knowledge nahi hai to ap aik achi trad nahi ker skty..
              • #592 Collapse

                friends in my point of view the both the things are the important if you have the knowledge but do not having the confidence then you cannot perform in the batter way that is why the both the things are the important
                   
                • #593 Collapse

                  trade lagany k liye confidence or experience dono hi hony chahiye mere khyal main experience jitna hoga utny aap kamyaab trader bano gy
                  • #594 Collapse

                    confidents and knowledge bohot or must hay forex may keon keh ap jab be forex kartay ho tou ap ke paas experince hona chaheya or ye keh ap k paas knowledge be hona chaeyha tab ap forex use kar saktay ho warna ap ko practise karna chaheya
                    • #595 Collapse

                      confidence hamein knowledge se he aata hai ager knowledge hoge to he hamara confidence bhare ga aisy to confidence loss risk hai so knowledge hona zaruri hai or knowledge k bad b tab confidence ata ha jab wo knowledge use karty hue hum profit earn kar rahy hoty hain trade se or isi trah hamara confidence bharta jata hai
                       
                      • #596 Collapse

                        dear,confidence bhe aik postive cheez hai iss k ilawa knowledge bhee postive cheez hai but ap ny kaha k luck ka hona b zrori hai mean k kitabon ka knowledage is liye zorori hai kyun k ap us se kuch seakhty hain or is main bohat agy tk nikal saqaty hain or luck to wo chez hai jiss ki waja se apka koi b kam asan ho saqata hai phir wo kisi b chez ka ho.....
                         
                        • #597 Collapse

                          hMmmmmmMmmm... knowledge or expreince ho na bohat zrori hain dono chezon k bageir insan kuch nhi kr saqata mera khyal hai k luck bhee bohat zrori hai har shaqs k liye is ki zindgi main muskil waqat bhee ata hai or esy main mera khyal hai k luck ap ka bohat bara sathi hota hai or kaitabon k knowledge main bhee insan ka hami hota hai mery nazdek ab ap ka kya khyal hai wo pta nhi mujhy.....
                             
                          • #598 Collapse

                            Knowledge bohat importat hay forex knowledge ho ga tu confidence aay ga na. wasay hi confidence ka kia faida hay jab knowledge hi na hon or forex may tu knowledge or practice bohat important hay.
                            • #599 Collapse

                              assalam u alikum knowladge ziada imp hai q k confidence apko bht jaga per loss karwasakta hai per knwledge apko har jaga kam e ayege mairai khayal se yai best soch hogi k hum forex main apni knowledge ko he use karain..
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                confidence hamain knowledge se he aata hai ager knowledge hoge to he hamara confidence bhare ga or jo knowledge ap ko kitabon se ya apni zindagi se milta hai wo kabi loss nhi krta balqy apko hamesha btata hai k ap sahi thy ya galat mera khyal hai k kitabon se mila huwa knowledge kabi galat nhi ho saqta agr ap kitabon se kuch sikho tab hi woo thek ho ga...
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X