confidence'''vs knowladge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1711 Collapse

    Mere bhai mera to point of view ap k sawal k bare main ye ha k agar ap k pas acha knowledge or experience ho to ap main trading karte wakt confidence khud ba khud aa jata hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1712 Collapse

      g hain tarding main knowledge ki boht hi bari importance hain jis say hum,y tarding main acha confidance mil sakta hain jis say humy tarding main profit ho sdakta hain
      • #1713 Collapse

        confidence aur knowledge dono hona chaiye aur forex mein knowledge bahot important hota hay agr aap kay pass knowledge nahi hay tu forex ko sab say pehly learn karay takay aap forex ko understand kar sakay is tarha aap aik achay trader ban jayn gayn aur aap daily good money made kar skay gayn .
        • #1714 Collapse

          ya dono hre bohat zaida zaroroi hota ha keo ka ain ma sa agr koi ak chize bi kam ho to ap trading ni kr sakta ho on the other side traidng kalia ap ka pas aik acha mind bi hona chiea jo sb janat ho ho....
          • #1715 Collapse

            in my point of view both are important things bhai jaan ... kisi ko b minus nhi kiya ja skta hy .... agr hmary pass confidance hy tau hm achy sy knowledge gain kar skty hain or agr knowldge hy tau hmary andr confidannce with the passage of time aa jay ga ...
            • #1716 Collapse

              dear forex trading mein knowledge uar experience dono ki bohat importance hy dono k bagair ap trading nhi kar sakty jab tak ap k pas knowledge nhi hoga us waqt tak ap k confidence ka koi faida nhi aur agar ap k pas knowledge hy aur confidence nhi to ap k knowledge ka koi faida nhi
              • #1717 Collapse

                bhai jee confideence aur knowledge ka koi muqbala nahi hai forex mein app ko dono ki he zarooat hoti hai is kay begair app forex mein kaamyaab nahi ho saktay
                • #1718 Collapse

                  i think confidence or knowledge ma bhut hi bara farq ha is ma ya hota ha k confidance bi ap ko profit ki tarf ly jata ha lkn baz dafa confidence ap ko loss ways pa bi ly jata ha lkn jo knowledge ha wo ap ko hamesha profit ki tarf hi ly kar jaye knowledge is batter than confidance.
                  • #1719 Collapse

                    g bilkul g mns ap ki bat syagfree karta hun kiun ky hm ko pta hai ky hm ko is kam ko karny ky lia hm ko her cheez kizarurat hoti hai is lia hm ko kissi ko bi ignore ni karna chayia
                    • #1720 Collapse

                      Forex trading business mein knowledge and Confidence dono hi must hai humare pass dono things must honi chahye or sath mein acha experience b must hai agar yeh things hum avail ker ley to Forex trading mein kamiyab ho jaye gey.
                      • #1721 Collapse

                        agr apk knwldge hy market k lye to tbhi apka confidnce bhi hy .. agr apk pass knwldge hi ni hy to apk pass confidnce kbhi ni a skta .. is lye agr ap chahty ho trading karty hoy confdnce rahy ap k andr to apko market se mutalik knwldge get karna zrori hy
                        • #1722 Collapse

                          bro in this case jaha tk mra khyal knowledge is better than confidence ....bcz sometimes confidence ya ziada shokay bnany sahme loss b hu skta ha or ye hmrelie thk ni
                          • #1723 Collapse

                            Assalaam o alaikum Confidence apni jaga hai magar agar experience hi na ho to us confidence ko kya karna hai isliye experience behtra hai magar sone pe sohaga hojai agar experience k sath sath confidence b ajai......
                            • #1724 Collapse

                              confidence aur knowledge to lazmi hai agar yeh dono chezen ap ke pas hon gi to hi ap is main bohat jaldi kamyab hon sakte hain vaise to is main ap ko kuch bhi nahin mile ga ap ke pas knowledge hona lazmi hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1725 Collapse

                                Dear Brother! Forex business main trading kay liye acha aur experince able knowledge zaroori hai. aur agar humain pura knowledge ho ga to hum pure confidence kay sath trading kar sakty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X