confidence'''vs knowladge
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    knowlege vo ha jis ke zarye insan Allha tak ponchata ha har cheas hasil karta ha tarki ki rahy hukinar karta ha mage is ke sath confidans jura hota ha insan ko hamisha ek sahry ke zurrat hoti ha jo usy hosla fazyi se hasal hoty ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      knowledge to boohat zaroori hai trading karny kay liey.knowledge kay saath saath confidence of patience bhi zaroori hai.forex ik risky business hai.is liey jo bhi trade aap open karty hain.wo loss main bhi ja sakti hai.is liey emotions pay bhi comtrol hoona chahiey.
      • #153 Collapse

        i thinkin frex trading businuss knowledge as well as experience as well as confidence all of them are very important and without knowledge and experience and confidence a trader can not get success in forex marekt so i think both are important
        • #154 Collapse

          confidence vs knowledge...ye aik boht important question hy pakistan mai....kyu k kuch log samajhte hain k confidence ho tou aik banda har kam kr leta hy....or kuch log samjhty hain k knowledge ho tou insan mai confidence paida hota hy...or mera khayal b yahi hy k knowledge is power or insan k pass knowledge ho to wo har kaam kr skta hy.
             
          • #155 Collapse

            dost main tu ye samajta hon kay forex bussiness kay trader main confidence aur knowledge both qualities ka hona buhaat zahrori ha ye dono cheesain iss bussiness ki basic requrement hain aur in kay saat saat jab trader ko experence bi hasil ho jata ha tu phir ahsaiy admi ki kamyabi ko koi nai rokh sakta
            • #156 Collapse

              Yaar mere khayal main dono cheezain sath sath honi chaiye. agar aap ko aik cheez ka knolwedge hi nahi hai to aap ki trading kis kaam ki. aur agar aap ke pass sirf knowledge hai lakin aap ko apnay decision pe confidence nahi hai ke kis currency pair pe trade karon to tab bhi koi faida nahi. both are must.
              • #157 Collapse

                agar in dono ka movazana keya jaya to main yahi kaho gay kay knowledge ke he waja say confidence ki value hoti hay is kay baghar to ap koe bhi kam shoro bhi nahe kar saktay haan is leya knowledge he best hay .issi say confidence payda hota hay
                   
                • #158 Collapse

                  ye dono chezain he forex main boaht zarori hain ager trader kay pas knowledge ho ga to he market main say sahi toor per wo trading ker sakty ga warna wo blind trading order he lagaye ga forex main hamain confident ho ker trading orders lagnanay chaehay
                  • #159 Collapse

                    meri nazr mein to dono hi buht important hain kyon ke agr knowledge ho aur confidence na ho to trader dar ke mare trade hi nahi kare ga lekin agr confidence hai lekin knowledge nahi to wo loss kr jae ga lehaza dono hi buht important hain
                    • #160 Collapse

                      salam sir hum ye samajte hai ke agar kisi insan ko age taraki karni hai to us me uska sara daromadar uski knowlage or confidence pe hai or agar uske pas bht ziyada confidence hai to or jo wo kam kar raha hai uski uske pas knowlage nai hai to wo apne confidance se sb ko sahi tarha gaid kar sakta hai le bhetr ya hai ke uske pas uski knowlage zarur ho.
                      • #161 Collapse

                        yahn py confidence or knowledge k bech ma sy humy aik chose krna hy k better kon sa hy ..dono hi cheezain best hain lakin mery khyal mai knowledge zada best hy kyu kjab insan k pass knowledge ho tou confidence khud ba khud us k andr paida ho jaye ga...is liye zada sy zada knowledge hasil krna chaiye.
                         
                        • #162 Collapse

                          mere bhai jab achi knwoledge hogi na apke paas jab hi to apke andar confidence built hoga or aap ache se trading karoge forex me confidence aise hi nahi ajata hai mere dost bhot hard work ki zaroorat hoti hai jab ap confidence se trade kartey ho
                          • #163 Collapse

                            acha knfedence aur knowledge ye dono he best hai mere khayal ma forex trading ka liye forex trading is eazy business and good eraning place good confedence and good trading plan and good knowledge is very impotant.
                            • #164 Collapse

                              Mere khayal se confidence or knowledge kahin na kahin ek dosre se link krte hain or related hain. Kyun k confidence knowledge k bagair kisi kam ka nahi or confidence ata hi knowledge se hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Confidence hamaisha knowledge say hi ata hay. Knowledge kay baghair agar hum trade karty hain to hum totaly luck par depended hotay hain confidence pay nahi. Agar hamary pas Knowledge hoga to hamary andar confidence bhi hoga jis ka matalb hum daily base pay acha profit earn kar saktay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X