tension me trading na karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: tension me trading na karain

    tension mein trade open na Karen ji han dear Forex Mein Jab Ham tension mein trade open Karte Hain tu tension ki wajah se wo trade Hamesha loss Deti Hai Hamen isliye Hamen bilkul bhi tension mein trade open Nahin Karni chahiye tension ki wajah se trade mein bahut zyada loss ke chances Hote Hain Trader ka mind Agar relax hai to woh trade open Karen otherwise Agar trader ka mind relax nahi hai to wah trade open na Karen Forex trading Mein tension ki wajah se aap trading open na Karen isse aapka loss Nahin hoga agar aap mentally relax He tu aap trading open kar sakte hain lekin tension mein ki open ki Hui trade loss Main Jaati Hai Forex trading me trader ka mind relax Hona bahut zaruri Hota Hai Kyunki Jab trader ka mind easy aur relax hoga to Hi woh trading kar sakta hai trading Mein Hamesha Hamen dimag ko use karte hue kam karna chahiye aapka mind active hoga to hi aap Forex se profit Le sakte hain trader ka mind active Hona bahut zaruri Hota Hai Forex trading Mein active mind ki zarurat Se Hi Ham Kamyab Hote Hain Apna dimag Aur Dil donon Hi active rakhen is Se Hi aapka fayda hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: tension me trading na karain

      Bhai jaan agar aap mentally confused hein to aapko chahie ap uss Doran trading na karein Warna ap Ko Loss ho ga iss lye ahtyat karein tab Hi Good profit asaani Say achi Mehant Sy hi possible hy pak forex trading businessek aisa Business mein garam chai to aasani se Jahan per achcha Sa fayda se kar sakte hain iss lye ahtyat Sy Ham trading karein pak forex trading business bhot acha business hy acha business Hi good profit hasil karny ka behtreen Zarya hy Aor Khoob mehnat say Hi trading Karin aor relaxment sy Kaam karein
      • #18 Collapse

        Re: tension me trading na karain

        ap ney bilkul thek kaha hai depresion or tension main bilkul bhe kam na karry hamesha fresh mind ho kar kam kary or kabhe bhe ap traiding without anay planing k start na kary traiding sey phily koi na koi planing lazmi kar key rkhy os k bad hi ap koi na koi traide lagayain .tukky par kabhe bhe traiding na kary
        information for Beginners
        Complete Forex Knowledge
        • #19 Collapse

          Re: tension me trading na karain

          G han dear humy trading karty howe agar koi confusion ho rahe hy ya phir hum trading karty howe kese tensaion mein ja rahy hain to humy trading nahi karne chahiye , trading humy tab he karne chahiye jab hum pore ttarah sy relax hun aur market ka acha analysis kar ky he humy trading karny chahiye to he hum trading mein acha profit gain kar sakty hain thanks
          • #20 Collapse

            Re: tension me trading na karain

            g ap ki bat thek hai main bhi app ki bat sat say fully agree karta houn forex aik asa business hai jis main ham ko tention lay kar kabhi bhi kam nahi karna chahea ager kisi wajjah say ap ko forex main loss ho jay tu ap ko fori recovery tarde nahi karni chhaeya kyon ky tab ap tention main hoty hain jiss ki waja say ap trade kanry par nuksna bhi kar skaty hain es lea forex main apne midn ko relax kar ky phir trade krian.
            • #21 Collapse

              Re: tension me trading na karain

              Ge hum ko trading us waqt bilkul bhe nahen lgani chahye jub himbkse bhe tension me hon q k us waqT hum theek tateqe se analysis nahen. KR sakte him ko chahye k him jub bhe trading kren us se pehle Aram se market ko movement ko samjhen us k baad trade open kren es trah hum zeyada profit hasil KR sakte Hain or loss se bhe Bach sakte hain
              • #22 Collapse

                Re: tension me trading na karain

                Jo kam bhi karhay relax ho kar karhay tarding to ap ko tension may karni hi nai chahiya is liya mahnat ko jari rakhay is liya tension na karhay mahnat kartay rahay Q kay mahnat hi hamay agay lay jati hay is liya agar ap ko kamiyab hona hay to mahnat kartay rahay tension may lagi gahi trade hamay hi loss day jati hay socha samaj kar trade karhay asa na ho kay ap kay sara month ki mahnat ap ki ak choti si tension ka sikar ho jahay
                • #23 Collapse

                  Re: tension me trading na karain

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Riskytrader9 پيغام ديکھيے
                  Hello dear all Forex traders doston kaise hain aap sab ummid karta hun aap sab theek Honge doston main aapse koi ek baat batana Chahta Hun Ki Jab aapane trading karni hai to aapane yah Nahin dekhna na ki trade Ka Kya Hoga aur aapane tension bilkul bhi nahin leni agar aap tension Lenge trading karte waqt to Fir Kamyab Nahin Ho Sakenge Kyunki Jo log Forex Mein kaam karte waqt tension lete hain vah nakam ho Jaate Hain
                  Agar Hamen trading kar se weight loss Ho Jata Hai To Hamen tension Jyada Ho Jaati Hai Hamen is situation Mein trading Nahin Karni chahie Agar aapko trading Karke loss Hua Hai To pahle aapko relax Hona chahie aur FIR Apne loss ka reason Dekh Kar usko over kam karne ke trike aani chahie
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #24 Collapse

                    Re: tension me trading na karain

                    han g bilkul forex main agar ap tension main hon to apko cahiye ke ap is main trading na kiya karen q ke us waqt ap normal nhe hite hain to ap ghalat trading kar sakte hain jo ke hamare liye risky hota hae to hamen cahiye ke hum is main ache tarah se kam kiya karen or agar hum is main tension main trading karen ge tonhamen is main kabhe bhe hum is main kamayab nhe hgo saken ge
                    • #25 Collapse

                      Re: tension me trading na karain

                      tension lay kar kaam nahi karna chahye keoun keh tension main nuksaan ho sakta hy trading tension say free ho kar karo jesy demo account main khully dil say trading karty ho esi tarha real account main trading karo bus limit profit kam rakho us say ye ho ga kar agar market sahi na bhi ho to loss bhi kam ho ga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: tension me trading na karain

                        ji han aapane bilkul theek kaha tension or depression mein bilkul bhi trading nahin karni chahie kyunki use waqt hamara dimag free nahin hota kisi aur kam mein uljha hua hota hai agar Ham free mind hokar Trideng karte Hain to uske humko bahut hi acche result milte Hain isliye hamesha traiding free hokar hi Karen.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X