trading main loss ki bari waja kia hoti hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading main loss ki bari waja kia hoti hai ?
    ASSALAM O ALIKUM my dear all seniors members ap sub mujy ye baten k trading main loss ki konsi wajuhat hoti hain ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading main loss ki bari waja kia hoti hai ?

    bhai mery khayal main to lalich ki waja hy or knowledge ka na hona bhi q kh kuch members kisi pair ky resistance or sports level ko nh janty bhir bhi wh trade open ker daty hn yani experience ky baghair wh trade open ker daty hn jis sy un ko loss hota hy bhai hmain aisa nh kerna chahiay hmain practice bhi honi chahiay or knowledge bhi or lot bhi balence ky hisab sy use kerni chahiay
    • #3 Collapse

      Re: trading main loss ki bari waja kia hoti hai ?

      Je trading ma loss ki bari waja knowledge ki kami hai, knowledge or experience ko pehle barhana chahe or phr trading ki taraf jana chahe, trading ma sekhna sekhna kuch ni hota, es sy pehle kuch karna ho karna chahe wo b demo ma
      • #4 Collapse

        Re: trading main loss ki bari waja kia hoti hai ?

        Dear forex m loss ke sb s Bari waja hum forex k rule ko flow Ni krty or apna time forex ko proper Ni Dy pate ise waja s loss Hume milta hee or hum achy traders Ni bn saqty forex m
        • #5 Collapse

          Re: trading main loss ki bari waja kia hoti hai ?

          dear friend profit aur loss business ka hissa hota ha forex trading mn meray khial mn loss ki sub sa barri waja jald bazi ha keun k jo log profit k lalach mn baghair sochay smjhay trade lganay mn jald bazi krtay hn to unki trades ziada tr loss mn he jati hn
          • #6 Collapse

            Re: trading main loss ki bari waja kia hoti hai ?

            Trading mai loss ki waja ek to sahi say analysis ni karna jald bazi mai trade open karna or by sabari karna lalach karna in sub ki waja sy trading mai loss bar bar face karna parta hain is liay phly bht hee achy say analysis karna chaye ek hee trade open karly laken lalach k chakar mai jaldi jaldi analysis mat kijye bht dehan sy kam karny ki zarurt hoti hain trading mai
            • #7 Collapse

              Re: trading main loss ki bari waja kia hoti hai ?

              Forex trading men loss ki sub se bari waja lalach aur jald bazi hey kiun k jo log ziyada profit ka lalach kartay hen woh jaldi men trading kar k profit lenay ki koshish kartay hen iss liay bari lot laga detey hen aur market ka trend change hota hey tu bara loss ho jata hey
              • #8 Collapse

                Re: trading main loss ki bari waja kia hoti hai ?

                G han friends forexen nakami to he hi nahi han loss jota rehta he ar loss ki bari waja knowledge ar experience ki kammi he ar agr aapkbpas ye dono hen ar phr bhi loss ho rha he to aap koshish kten greed se acoid kren
                • #9 Collapse

                  Re: trading main loss ki bari waja kia hoti hai ?

                  Loss ka kam ya ziada hona experience pe depend krta hai jinko bilkul experience nhi hota woh hamesha loss mein rehty hein lekin trend k against jo trade open hogi us mein loss hoga jaldi mein trade open krny se loss ho jata hai jaisy sell ki trade open krni ho tu jaldi mein buy ki open kr lety hein is tarah krny se loss ho jata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: trading main loss ki bari waja kia hoti hai ?

                    Salam all forex members treading my loss ki sb sy bare vja ya hti h k hm jald bazi my a k lalch my tread laga daty hy taky hmy acha profit hasal hoo r na hm tasle sy market ka analyses karty hy na chart ko ghor sy samjty hy tukky py laga daty hy hmy achi tread k liy sbar k st experience k st tread lagani chahiy
                    • #11 Collapse

                      Re: trading main loss ki bari waja kia hoti hai ?

                      Jan ham Trading karty hein to hamen usmein fayda bhi hota hai aur Jo nuksan Bhi Agar nuksan Ho jaaye To Hamen chahie Ham aur mehnat Karen Main Aarti se Ham aasani se fayda sar kar sakte hain Ham jitni jyada Yahan per mehnat karenge Hamen kamyabi aasani se Hasil hogi isliye Hamen chahie Khoob mehnat se kam karte Rahe Agar nuksan Ho jaaye to Koi Nahin Ham aur mehnat Karen mehnat se hamara Sara nuksan recover ho jaegaisliye Ham jyada Se jyada koshish karte Rahe aise achcha safed aasani se Hasil Hoga Khoob mehnat thi ek kamyabi ka ek naam hai
                      • #12 Collapse

                        Re: trading main loss ki bari waja kia hoti hai ?

                        Loss hamaray over confidence say hota hay and analyasis na karnay ki wajha Q kay jaldi may lagahi gahi lot hamsha hamay sabak yad dilatii hay lakin phir bhi hum bhol jatay hay is liya trade samaj bojha kay sat karhay jald bazi na dikhaa hay agar ap asa kartay hay to ap ka khuch bhi nai ho saktaa is liya dil say karhay agar work karna hay to lalacha say bacha ya bhi ap ki har ki wajha ban saktii hay
                        • #13 Collapse

                          Re: trading main loss ki bari waja kia hoti hai ?

                          Trading Mein loss ki bahut sari Baju had hoti hai aap Jab stop loss or take profit ka use Nahin karte hain to bhi aap kaun se jyada hota hai aur aapka account bhi wash hota hai aur jaldbaji se bhi aapka last ho jata hai isliye aapko chahie kya aap Hamesha Sabra ke sath aur Market ko Chitra se analysis karke hi trade open Kiya Karen Taki aapko profit ho aur aap log se baat Sabko
                          • #14 Collapse

                            Re: trading main loss ki bari waja kia hoti hai ?

                            Dear apny bilkul sahi sawal kia hy dekhain jab bhe humain loss hota hy too wo hmari ghalti ke waja sy he hota hy keun k hum trade lgany sy pehly analysis nahi karty aur hum esy he bina sochy samjhy trade laga dety hain too humain us sorat main loss hota hy humain esa nahi karna chbaye bahoot he soch samjh k aur market ko deklh k trade lganik chaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading main loss ki bari waja kia hoti hai ?

                              Forex market Mein trading karte waqt Kisi bhi mistake se ho sakta hai lekin mostly members is vajah se loss Karvate Hain Jinke pass Achcha knowledge Nahin Hota market ki movement ko understand karna Itna easy Nahin hota apna knowledge improve Karen Kamyab strategies honi chahie market ki situation ko understand karne ke liye. .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X