Jub hum apny acount balance k hisab se ziada ki lot lagaty han tu..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jub hum apny acount balance k hisab se ziada ki lot lagaty han tu..
    Dear friends main ap se ya bat share kerna chati hon k jub hum apny acount balance k hisab se ziada ki lot set ker k trade lagaty han tu humari mind main sirf aur sirf profit hota ha ager hum profit k sath sath loss ki bhi sochein tu kabhi bhi hum risk nhi lain gy jub bhi hum bari lot se trade lagaty han tu is se humain profit nhi loss hota ha is liay humain chahiay k hum humyshan safe trading karein taky humain bht achi earning bhi ho aur humara acount bhi wash na ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jub hum apny acount balance k hisab se ziada ki lot lagaty han tu..

    mere khyal ke mutabik hamara bonus jitna bhi hona chahie hamen chahie ki Ham lot size kam se kam rakhela sari Agar hamara kam hoga to pahle baat hai ki Ham account was hone se Bach jaate Hain dusra yah hai ki hamen bahut sare milte Hain rakhte Hainyaar iski trade Ham use waqt kar sakte hain jab hamara bonus bahut jyada aur use waqt hamen yah kam karna chahie otherwise we have to save ourselves from such kind of activity theek hai
    • #3 Collapse

      Re: Jub hum apny acount balance k hisab se ziada ki lot lagaty han tu..

      Jiiii jiii apkiii baat sahii haii jb bhe hum apny account mainn majood balance ko bhe dhkhna cahiyee hmain barii lot nh laganii cahhiyee balky chotii lot lagaany chahiyee jb bhe hum bari lot lagaaty hain to hum yhe sochty hain ky hmain abhiii profit hoo jiee ga lakin loss ky baary mn nh sochty hain jo ky woh bhe ho skta haii
      • #4 Collapse

        Re: Jub hum apny acount balance k hisab se ziada ki lot lagaty han tu..

        dear friend forex trading mn trade lgatay waqt hmen apnay account ballance k hisab sa he lot size select krna chayay aur km account ballance pa big lot use bilkul na kren keun k agr ap account ballance k hisab sa ziada lot rakhen gay to trade loss mn janay sa apka account bhi wash ho jay ga
        • #5 Collapse

          Re: Jub hum apny acount balance k hisab se ziada ki lot lagaty han tu..

          Zada bonus k hisab say hum jab zada bari lot ki trade open kartay hyn to us waqat hamari greed shoro hojati hy or jab b hum ak percent b greed kartay hyn to hamary liye wo kabi b faida mand sabit ni hoti bal k hamaray account k wash honay ka sabab bnti hy or greed hamen hamesha loss ki taraf ley jata hy is nay faida to hamen dena ni hota so jitna ho sakay humen is say bachna chahey
          • #6 Collapse

            Re: Jub hum apny acount balance k hisab se ziada ki lot lagaty han tu..

            hamy apne capital ky hesab sy lot lagane chahey per he hum profit hasil kar sakty hain agar hamare capital kam hain to hamy kam lot chose karne chahey agar hamare capital zeyada hain to hamy zeyada lot lagane chahey hum is main aik din main aik account main 50 posts or 4 threads karty hain yai asan business nahe hain hum is ko aik din main nahe samj sakty
            • #7 Collapse

              Re: Jub hum apny acount balance k hisab se ziada ki lot lagaty han tu..

              Dear member ager ham big lot use kerty bhi hain to apny account ko loss main khud le jaty hain is liye bus profit ka na sochen balky loss ko bhi samny rakha jay r in baton ko mind main rakhty huy soch samjh ker lot use ker k trade open karen r apny account ko wash hony se bachaya jay is liye apny account ko dekhty huy trade open karen
              • #8 Collapse

                Re: Jub hum apny acount balance k hisab se ziada ki lot lagaty han tu..

                اصل پيغام ارسال کردہ از: tallatmehmood پيغام ديکھيے
                Dear friends main ap se ya bat share kerna chati hon k jub hum apny acount balance k hisab se ziada ki lot set ker k trade lagaty han tu humari mind main sirf aur sirf profit hota ha ager hum profit k sath sath loss ki bhi sochein tu kabhi bhi hum risk nhi lain gy jub bhi hum bari lot se trade lagaty han tu is se humain profit nhi loss hota ha is liay humain chahiay k hum humyshan safe trading karein taky humain bht achi earning bhi ho aur humara acount bhi wash na ho.
                Ham logon ko ek chij ki koshish Karni chahie ki lot size ko Apne hisab se lagaen lot size Hamare hisab se lagega to hi Ham logon ka kaun se tarike se Rahega isliye koshish karen lot size ka bahut jyada Khyal karte hue trading Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Jub hum apny acount balance k hisab se ziada ki lot lagaty han tu..

                  Jb hm bri lot sy trade open krty hen to hmari trade zyada pips move ni kr skti q k thori c movement sy loss ya profit boat zyada hta h profit mn jay to hold kr skty hen lakin loss mn agr trade ko hold kren to account wash hny ka khtra hta h r agr r close kren to loss mn krni prti h koshish kren k lot size itna ho k agr trade ka wait krna pr jay favour mn any k liye to account wash na ho km sy km 300 sy 400 pips movement hni chaiye up ya down.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jub hum apny acount balance k hisab se ziada ki lot lagaty han tu..

                    Dear ap ki bat bilkul sae h forex main hamin lot size apny balnce k hisab sy pic karna chihey agr hum forex main lot size apny balnce sy ziyda rakhty hain tw hamin is main loss ho jata h aur account bhi wash ho jata h isi liye hamin apny balnce ko daikhty hoye lot size pic karna chihey ta k hamin loss na ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Jub hum apny acount balance k hisab se ziada ki lot lagaty han tu..

                      han g dear kuch members hote hain jo apne account ke hissab se bahut zayada lot size use karte hain lalch main a kar to wo hamesha loss he hota hae un ko to is ke liye un ko cahiye ke wo kabhe bhe is main lalch na karen or apne account ko secure karne ke koshish kiya karen q ke account ke security bahut zarori hote hae to hamen apne account ko secure rakhna cahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Jub hum apny acount balance k hisab se ziada ki lot lagaty han tu..

                        dear koshshj karen k apny accoynt balence sy zeyada lot saiz ka istaml na karen dear ager ap apny account balence sy zeyada lot saiz ka istaml karen gy tu ap kily wo trade riski trade sabit ho sakti hy os trade sy ap ko zeyada loss ka samna karna par sakta hy is sy ap ka account bhe wash ho sakta hy is liye dear asa hargiz na karen jab bhe ap trade karen tu apny account bvalence ko phly apny samny rakhen pher os k bad he ap pher lot saiz ka istaml karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Jub hum apny acount balance k hisab se ziada ki lot lagaty han tu..

                          G han brother ap ki bat thek hay trade open kartay wakt jen k mind main sirf profit hota hay wahi lalach kartay hain aur zayada lot size use kartay hain jis ki waja say trade k loss main janay par account wash ho jata hay aur phr un ko ahsas hota hay esleay agar woh trade open kartay wakt loss ko bi apnay mind main rakhain to es say woh kabi bi zayada lot size use nai karain gay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jub hum apny acount balance k hisab se ziada ki lot lagaty han tu..

                            Yes Agar aapke pass educational background Nahin hoga to Aap Yahan per proper method ke sath kamyabi ke sath business develop nahin kar sakte jab tak mere pass education Iske latest Nahin Ho payegi Ham yahan se proper Matric ke sath technical analysis per work nahin kar sakte technical analysis Samay Yahan per good traction ki taraf Lekar Jata Hai otherwise Hamen Yahan per Piche ki taraf watch nahin karna padta market ko kya Ham Yahan per Kaise kam Karte Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jub hum apny acount balance k hisab se ziada ki lot lagaty han tu..

                              Jab bhi aap Is Tarah rules ko break karke trading karenge to aapko loss hoga kyunki emotional discipline ke against aap Jab bhi kaam karoge to aapko bahut bade bade losses bardasht karne padenge isliye agar aap aisa nahin chahte to aap bataiye ki aap achcha kam karo aap money management karo phir jo trade jo aap loge vah aapki risk reward per honi chahie uske alava aapka koi bhi order nahin lagna chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X