Forex trading kernay kay liye learning mai izafa karain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading kernay kay liye learning mai izafa karain
    Forex trading aik world wide business Hai. Forex trading mai kaamyabi kay liye traders ko apni learning mai izafa kerna chaiye. Kiyu kay jitni achi learning hogi utna he trading achi hogi aur ghaltiaa Kamm hongi. Iss Tarah earnings bhi achi hongi aur account balance bhi safe rahey ga. Learning aur knowledge ko improve kertay rehna chaiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading kernay kay liye learning mai izafa karain

    ji hun jub hum learnming achi tarah se gain ker k forex main trdaoing karein gy tu is se humain bht achi earning ho saktu ha aur is se hum apny acount ko bhi safe rakh sakty han is se humain loss bhi nhi ho ga thora bht loss tu hota ha lakin itna loss jisy hum recover bhi na kar sakein.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading kernay kay liye learning mai izafa karain

      G han brother ap nay bahut achi bat ki hy trading main kamyabi hasel karni hay to hamain apni learning main izafa karna chaheya aur agar hamain profit bi ho raha ho to phr bi learning main izafa karnay ki koshish karni chaheay ta kah ainda bi profit kartay rahen aur loss na aur market main survive kar sakain.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading kernay kay liye learning mai izafa karain

        Yah to baat aapki bilkul theek hai ki Forex trading mein kamyabi ke liye hamen learning process per jyada focus karna hoga Taki Forex trading mein kiske pass itna bhi knowledge hai vah apna knowledge share Karen share karega tabhi vah Forex trading mein ya kisi bhi business mein kamyab Ho payega to hamen dusron ka bhala karna chahie hamara khud ka bhi bhala hoga
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading kernay kay liye learning mai izafa karain

          Han g Pakistan Forex market n trading Karni haintu apki learning boht Acha honi chaheay.pakiatan.forex main learning main iazafa Karen is main hmara he faida hai hamen chaheay ky Pakistan Forex main mehnat sy Achi learning Karen AUR phir trading start karen
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading kernay kay liye learning mai izafa karain

            G han dear ager ap kay pass es mai achi learning ho gaye tu ap ko es mai achi earning ho gaye kiyu kay trading karna atna asan kam nhi hai jitna kay lagta hai tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnwt aur lagan kay sath aona kam jari rakhain aur ap es mai kamyabi hasil kar lain
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading kernay kay liye learning mai izafa karain

              G ha thek kaha hy , hamien forex mn trading karny ky lye sab sy pahly chaye ky hammehant karien aur pher himat ky sath work kairen jis sy pher hamein is mn kafi ziada fiada hosakta hy so hamein pahly learning karny chaye aur pher ziada sy ziada practce karny chaye aur pher usky bad hamein experience hasil kar skaytr hn jis sy pher ham ik achy earning bhi kar skaty hn
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading kernay kay liye learning mai izafa karain

                Asalaam alaikum friends umeed h AP.sub khyriyt see honge g dear aapki baat bilkul theek hai agr hm forex SE achi earning krna chahte hn to hmen apni learning m azafa krna hoga forex m jtna zyda hmen experience hasil hoga it a hi hmen profit ho ga to hmen apni learning m azafa krna chahie pahle Se zyda mhnt krni chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading kernay kay liye learning mai izafa karain

                  Aapane acchi baat kahi hai Hamen trading karne ke liye apni learning ko increase karne ki koshish Karni chahie Kyunki jab tak hamare pass acchi learning Nahin Hogi tab tak Ham Forex trading Jaise risky business Mein Kamyab Nahin Ho Sakenge Forex trading Mein acchi kamyabi acchi learning aur acchi experience per depend karti hai isliye Hamen apni learning ko daily basis per increase karne ki koshish Karni chahie Taki Ham acche aur expert writer banne Ke Kabil ho sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading kernay kay liye learning mai izafa karain

                    Jitna knowledge hoga utna trading acchi hogi isiliye Agar aapane kam karna hai to aapko bahut jyada mehnat karni padegi main nahin aap aur kamyabi milegi agar aap demo trading karenge aapko bahut hi acchi mil sakta hai damoh Karen aur Market Mein apna experience ke sath naam panayen aapke pass experience ka aapki itni jyada hogi Xperia bhi aapko earning dekha
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading kernay kay liye learning mai izafa karain

                      Ge bilku hum ko pehle krna he esa chahye kamyabi hasil krne k lye k learning kren q k Jo hum kse se sekhen gy wo hum ki kabhe bhe nahen bhole gy or hmesha wo yaad rahe gy or hum us se zeyada se zeyada faida utha sakte Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading kernay kay liye learning mai izafa karain

                        G han dear bilkul forex mein ager kamyabi hasil kerna chate han to zror zeyda se zeyda learning kerne se acha profits hasil ker sakty han hamain sab se zeyda posts par tawjo deni cheye phir jab trading ka knowledge or experience hasil ho jeye phir hamain trade lagna cheye kuin ke forex aik kamyab business hy jo hamain learning bhe deta hy or achi earning bhe deta hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading kernay kay liye learning mai izafa karain

                          G han forex mn jtni zyada learning hogi loss k chances utny km hngy jtna b acha trader bn jayen lakin learning process ko jari rakhen to aik acha trader bna ja skta kbi b jald bazi mn trade open na kren analysis kr k trade open kren ksi sai point py trade k ponchny ka wait kren r chek krty rahen market movement ko sai point sy iut hna b lazmi h kch traders trade open krty hen trade profit mn jati h r phr loss mn aa jati h wo profit mn close ni kr skty isi wait mn hty hen k r b profit mn jay gi trade lakin aisa ni hta.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading kernay kay liye learning mai izafa karain

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                            Forex trading aik world wide business Hai. Forex trading mai kaamyabi kay liye traders ko apni learning mai izafa kerna chaiye. Kiyu kay jitni achi learning hogi utna he trading achi hogi aur ghaltiaa Kamm hongi. Iss Tarah earnings bhi achi hongi aur account balance bhi safe rahey ga. Learning aur knowledge ko improve kertay rehna chaiye
                            Aslam o alikoum g han dear aap nay achi bat ke hai kay forex trading main jab trading ke jati hai too us say acha profit hasil kya jata hai
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading kernay kay liye learning mai izafa karain

                              han g sahe kaha hae ap ne trading kar rahe hain to is main hum kamayab tab he hon ge jab hum is main ache earning hasil karen ge to is ke liye hamen cahiye ke hum is main zayada se zayad mehnat karen take hum is main kamayab ho saken or ache earning hasil kar saken to is ke liye pehle hamen cahiye ke hum trading ka acha knowledge hasil kar len

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X