Thread mein signal share krny se thread delete ho sakta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread mein signal share krny se thread delete ho sakta hai?
    Dear forum members main aik baat pochna chahta hon kia thread mein trade ka signal share krny se thread delete ho sakta hai ya nhi tah k hum kisi aisy thread ko create krny ya us pe reply krny mein ehtiyat krein tah k hamari aur other members ki mehnat zaye na ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thread mein signal share krny se thread delete ho sakta hai?

    Dear brother forum pe ap thread kar k forex trading se related knowledge k sath sath trading updates bhi share kar saktay hen aur signals share karnay se thread delete nhi hoti iss liay ap her lihaz se achi quality ki aur informative thread karen
    • #3 Collapse

      Re: Thread mein signal share krny se thread delete ho sakta hai?

      kbhii b copy paste nhi krna chahye ta k account safe rahe or bannd na ho
      • #4 Collapse

        Re: Thread mein signal share krny se thread delete ho sakta hai?

        dear threads me hamen signal ki bajay koi analysis share krny chye kyun kay forum me AP ko Kam diccusion Sy acha ho skta Hy lekin forex me Kam krny kay leay ap ko es me acha Kam krna hota Hy jis Sy apk ko es me mhnt sy Kam krny me hi faida hota Hy lekin forex me Kam signal ki bajay achi diccusion behtr hen achy topics par mayari Kam kay keya
        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
        • #5 Collapse

          Re: Thread mein signal share krny se thread delete ho sakta hai?

          apki thread tb delete hoti h jb apko reply km milty hn r agr ap apni thread men signal share krain gy apki thread p log ziada aen gy jb apko maximum reply milain gy to apki thread mujy ni khayal k jldi delete ho jay isi liay hmesha mehnt krain r achi r informative posts krain
          • #6 Collapse

            Re: Thread mein signal share krny se thread delete ho sakta hai?

            is forum main trade kar k hi hum run karin gay aur hamain is k bary main kam kar k hi hum apni har zaroat ko pora kar k hi hum real main b it rade kar k hi hum suces hon gay aur hamain is forum main kam kar k hi hum apni har zaroat ko pora kar k hi hum run karien gay aur hamain trade kar k hi hum loss say bach skaty hain aur hamain earn karein gay
            • #7 Collapse

              Re: Thread mein signal share krny se thread delete ho sakta hai?

              Dear member mery khayal main signals share kerny se threads delete nahi hoti hain ham aesi threads per comment ker sakty hain wo safe rahy gay r haumy aesi hi informative threads hi forum per kerni chahye r apna analyse zaror share kiya jay aesi threads hi se dosry members learn kerty hain markete ko kesy analyse kianjata hai chart kesy dekhty hain ye sab baty threads main lazmi kerni chahye
              • #8 Collapse

                Re: Thread mein signal share krny se thread delete ho sakta hai?

                forex maai hamy singals ko follow karr ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky acount bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam ary gy to hamy loss ky siw kuch be hasal nahi ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Thread mein signal share krny se thread delete ho sakta hai?

                  hamy forex ky rules ko follow kar ky is main achy or alla qualities ky threads reply karny chahey pher hi ham kamybai hasil kar sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko apni marzi sy pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Thread mein signal share krny se thread delete ho sakta hai?

                    sorry dear but main aap ki baat se agreed nahi hoon forex babna hi isi kaam kay liay hai kay aap apna trading kasy hawalay se apna experience share krain..is main buri kya baat hai kay aik banda apni analyasis ki base par koi signa de rha hai..balkay is baat ko to appriciate karna chahiay...
                    • #11 Collapse

                      Re: Thread mein signal share krny se thread delete ho sakta hai?

                      hamy real singals ko follow kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama skayg y forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hm is mai day mai be kam kar sakty hain forex mai hamy singals ko kabe be ignore nah karna chahey forex aik amm busines ske nisbat acha business hain hum garmai bath kara is mai kam kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Thread mein signal share krny se thread delete ho sakta hai?

                        signal ko dekh k hi hum achi trade kar k hi hum run karin gay aur hamain is k bary main bi trade kar k hi hum run karien gay aur hamain market main bi thread ko smjh k hi trade karni ho gi tab hi hum real main bi trade karein gay aur hamain is k bary main bi trade kar k hi hum real main bi trade karien gay aur hamain is forum main bi mind ko fresh karien gay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Thread mein signal share krny se thread delete ho sakta hai?

                          Ni signal share karny sy thread delete nahi hoti kush khas makhsos topic batye gaye hain jin par thread create karny say wo delete kardi jati hain in short batao to wo topic ye hain k forex forum k bonus say related koe thread create mat kijye Instaforex say related koe threads mat kijye kisi sy kisi ki trading mai earning ya kisi say kisi ka bonus mat pochy.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X