loss say sekhty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss say sekhty hain
    har jeet tou har business ka hisa hota hai so hamain is k bary main learning karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is forum main b i trade kar k hi hum run karien gay aur hamain mind ko fresh kar k hi hum run karin gay aur hamain is k bary main bi trader banany say pahly is k bary main bi trader banany say pahly is k bary main information achi ho gi tab hi hum run karien gay ta k earn ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss say sekhty hain

    ji Ham bilkul aise bahut jyada sikhate Hain jab main last hota hai To main experience hota hai ki humne kya galat Kiya aur jab Ham use galti ko dobara nahin dorothy To hamen bahut kuchh sikhane ko milta hai aur hamare profit mein increment hoti hai yahi vajah hai ki Ham loss karne se bahut kuchh sikhate Hain
    • #3 Collapse

      Re: loss say sekhty hain

      Assalamu Alaikum friends Main ummid Karta Hun ki aap sab theek thaak Honge GR friends are theek kah Rahe Hain Ham loss Se hi sikhate hain Jo log loss Se Hi sikhate Hain wo Aage piR galti ki koshish Nahin Karte aur Mazeed mehnat Karke apni Puri tavajjo se a Forex form per Achcha Khasa bonus ern Karte Hain
      • #4 Collapse

        Re: loss say sekhty hain

        han bhai loss hmain apni hi ghalti ki waja sy hota hy bhai ager ap hosh sy kam karin gy to is sy ap ko bht asani sy trading kerny ka mauka mily ga bhai ap ko chahiay kh ap loss sy mayoos na hon bulkh mehnat sy kam karin q kh loss sy hi hum sabuk seekhty hn
        • #5 Collapse

          Re: loss say sekhty hain

          g dear hum apnay loss say buhut kuch seek sakthay hay kionka loss hamesha os waqth hotha hay jab aap koi na koi ghalathi karthqy hay our ghalathi ko yaadh rwkna our os say seekna he asal may aap ko expert banathq hay is liay hamay apne ghalation ko yaadh rakna chahiay our os say seekna chahiay.
          • #6 Collapse

            Re: loss say sekhty hain

            Assalamu alaikum dear friend ji han loss se ham sabq sakte hain Ham agar apni mistake ko ignore karte hain to Forex mein Ham kabhi kamyab nahin ho sakte friend hamen koshish karni chahie apni mistake se sabak gain Karen agar hamen aisa karte Hain to Ham zorur kamyab hote Hain
            • #7 Collapse

              Re: loss say sekhty hain

              bilkul dear hmain agr forex trading ma loss ho jae to pareshan nhi hona chaiay bl k apna kaam jari rakhtay huay loss sa sabak hasil karna chaiay aur un mistakes ko clear karain jin ki waja sa loss hua hota ha aur unhain repeat na honay dain aur agli baar mind main rakhain ta k phr apko loss na ho
              • #8 Collapse

                Re: loss say sekhty hain

                Han g dear hm loss sy hi seekhty hn agr hmen aik dafa loss a Jay to dobara us ko recover krny Ki Koshish krni chahye r hmen ziada C ziada time Forex ko Dena chahye r hmen kuch hasil Mr Lena chahye by working hard
                • #9 Collapse

                  Re: loss say sekhty hain

                  ji han dost jab hamain loss hota hai to hamain us loss se seekhna chahye our ye dekha chahye ke ye loss kin mistakes ki wajha se ho rha hai us ke bad hain us mistake ko dobara nhi karna chahye jab ham esa karen ge to hamari bhot zyada learning ho gi.
                  • #10 Collapse

                    Re: loss say sekhty hain

                    loss hamara sab sy acha dost hain yai hamy achi leaning deta hain agr ham sy koi be galti ho jaye to hamy tense nahi hona chahey balky hamy apni galtio ko improv kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: loss say sekhty hain

                      jb kbi loss hojy to kbi b forex market sy give up na kren koshish kren k next time behtr planing k sat trading kren r sai point sy trade ko open krny ki koshish kren r wait kren kbi b jaldi mn trade open na kren r stop loss ko lazmi use kren loss ho to thora ho kbi account wash ni hna chaiye to loss ho b jay to next trade sy usko level kiya ja skta h lakin kbi b loss ko recover krny k chkr mn trading na kren hmesha apny plane k sat trading kren.
                      • #12 Collapse

                        Re: loss say sekhty hain

                        Hamesha Vahi trader Kamyab Hote Hain Jo Apne dost se knowledge Hasil karne ki koshish karte hain Kyunki Hamare losses Hamen Achcha knowledge provide kar sakte hain aur Iske alava Ham apni mistakes ko Samne rakhkar Jab Bhi trading karne ki koshish Karenge UN mistakes ko repeat nahin kar Sakenge Jiski vajah se Hamari reading se mistakes kam hoti Rahegi aur Hamen kam se kam loss ka Samna karna hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: loss say sekhty hain

                          Asslam o Alaikum Dear Members mry khayl say jatna zyda khowlage humy forex treading pay loss ya nuksan hony ki surat main atna zyda humy wesy experience hasil nii hota as lay humy bazz time loss buht fida day jata hy jas ki badolt humy next time asa koi bhii loss nuksan ni hota jo humri nakmi ka zaria bany as lay humy as pay jatna zyda ho Ska acha kam krna chye or jatni ho sky mahant krna chye..
                          • #14 Collapse

                            Re: loss say sekhty hain

                            market main planing kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main bi trader banany say pahly is k bary main bi trader banany say pahly is k bary main bi trader ban sakty hain aur hamain is k bary main bi greed ko avoid kar k hi hum planing kar k hi hum suces hon gay aur hamain is k bary main bi demo main practice kar k hi hum real main bi earn karein gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss say sekhty hain

                              Loss aik aisi chez h jis sa sb for jaty hn but Jin ko loss ho jae wo is sa sekhty zaror hn q k loss buri chez h is sa bachny k lea hmen her ikdam kerna chaya. Profit ho ya loss ye dono business part hn laken in sa bchny k lea hmen ikdamat kerna b bht zarori hn. Trade mn ap bht soch smjh k kaam kren to ap ko loss b ne ho ga balky acha khasa profit ho ga so hmen kbi b himat ne harni chaya balky dil lga k kaam kerna chaya.
                               

                              اب آن لائن

                              avatar Aviz
                              avatar Azaad
                              Working...
                              X