Start kam lot size se krin.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Start kam lot size se krin.
    Asslam o alaikum friends hamin forex min trading min sab se phly kam lot size p trade start krni chahiye zyada lalach k chakr min zyada lot size hamin loss ho skta hi r account wash bhi ho skta hi
    :1f60d: Dear 1 thanks to bnta hi :1f627:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Start kam lot size se krin.

    Forex trading men new traders issi waja se nakam ho jatay hen k woh ziyada profit lenay k liay shuru men hi bari lot laga detey hen jiss ki waja se unn ko bara loss ho jata hey aur account wash ho jata hey iss liay new traders shuru men small lot size use karen aur currency pairs men trading karen
    • #3 Collapse

      Re: Start kam lot size se krin.

      Dear friend g han ap ki baat bilkul sahi hain start kam lot size sy karin forex trading main achi earning karni hain or kamiyab trader bana hain to soch samjhe ky suber ky sath kam karin or kam lot size trade opne karin ta ky ap ko loss na ho or ap acha profit earn kar saky new members ko trading ka eaxpirense or knwoallge nhi ho ta hain or woh trading ka eaxpirense or knwoallge gain kar ty hain to pahr real pr trading karty hain to kam lot size trade opne karin eaxpirense main izafa ho ga or kamiyabi mily gi
      • #4 Collapse

        Re: Start kam lot size se krin.

        Ghan dear apny sahi kaha hy humy trading start karty howe lot size kam use karna chahiye kun ky phly phly humy tading karny ka zayada experience nahi hota hy ess liye humy chahiye ky hum start mein trading karty howe kam lot size use karen takeh agar market humary anti bhi move ho to bhi humy zayada loss na ho , jab humy trading karny ka acha experinece gain ho jaye to hum zayada lot size bhi use kar len , wsy humy apny account ky mutabiq he lot size use karna chahiye
        • #5 Collapse

          Re: Start kam lot size se krin.

          forex aik legal business hain hum is mai lot laga kar acha profit kama sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa forex aik assa business hain jo hamy learning b deta hain or amy earning be deta hain hum is mai apne marze sy time tablek bana kar kam kar sakty hain is mai hamara ki be boss nahi han
          • #6 Collapse

            Re: Start kam lot size se krin.

            Ji bilkul aapko Hamesha start small lot size se Lena chahie tha ki aap ko gilas Ho Jaaye to aap apna loss recover kar Saken aur aap ke emotions bhi control mein rahe to aapko Hamesha lot size kam se kam rakhkar hi trading Karni chahie
            • #7 Collapse

              Re: Start kam lot size se krin.

              Dear friend g han ap theek kah rahy hain k hamain forex trading main hamesha km sy km lot size lagana chahay q k km lot size laganay sy hamain loss km hota hy aur profit ziada jota hy
              • #8 Collapse

                Re: Start kam lot size se krin.

                Dear g Han shi kha apne forex main Hume trading krty waqt kam lot size k st krna chahye agr Hume loss bhi hoga to kam hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Start kam lot size se krin.

                  G bilkul start kam lot sy hi krain is loss hony ka chance kam hota hy agr lot size ap blanc k mutabik ho ga to profit b acha mily ga or market down hny ki sorat main loss b kam ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Start kam lot size se krin.

                    g friend hmain forex ma trading start kartay huay km riak laina chaiay aur apni trade ma small lot usekarni chaiay q k hmaray pass trading k experience ki kami hoti ha is liay agr market hmari trade k opposite move kar jay to hmain usay adjust karnay ma mushkil ho gi aur hm loss kara k apna account wash kara lain gay
                    • #11 Collapse

                      Re: Start kam lot size se krin.

                      Start Mein lot size come Rakhna chahie Kyunki Jitna maximum lot size Hoga utna hi Hamen big loss face karna hoga Agar Ham Chahte Hain Ki Hamara account bhi washna ho aur ham maximum time market Mein stay Karke market ko samajhne ki koshish karen To Hamen chahie ki start Se Hi lot size kam rakhen Taki Hamara account was hone se Bach Jaaye aur ham Kamyab trading Se Achcha profit Hasil kar le
                      • #12 Collapse

                        Re: Start kam lot size se krin.

                        Aisa Jab new trading star Karte Hain To Apne capital ko manage karna chahie lot size kam se kam Rakhna chahie Ek Hi Allah per trading karte rahenge best Rahenge knowledge bhi Banta Rahega aur account bhi sev Rahega Soch samajhkar proper plan Banakar trading karne mein hi kamyabi hai. .
                        • #13 Collapse

                          Re: Start kam lot size se krin.

                          Ge bilkul hum ki starting hmesha lot size chore se krni chahye pehle him ki experience hasil krna chahye or sath sath him ko chahye k hum forex forum par posten krte rahe. Jub hmara account me bounce zeyada ho jar or experience bhe ho jar tb him ko lot size bara rakhna chahye or zeyada profit hasil krna chahye
                          • #14 Collapse

                            Re: Start kam lot size se krin.

                            Ji Han Pyare dost start Mein Kyon Ki Hamara experience aur learning bahut kam hoti hai Is liye hmain lot size trade karte waqt Kam Rakhna chahie th ki agar loss bhi ho to voh kam ho aur bearable Ho. Agar profit bhi ho to vah bhi kam ho lekin Loss ko hm ne focus karna hai q ki Hamara account bahut kimati hai Ham ne Khud Apne account ki care karni hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Start kam lot size se krin.

                              shukariay bahi ...aap nae achi baat kahi hai mara paas bhi yehi plan hai kay main apna bonus milnay kaay baad kam lot se hi bisnuss start klaroon ga..zyada lalach se bachoon ga or lot kam lagaya kraoon ga..by the way aap ka btanay ka bohat bohat shukaria...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X