I am a beginner in forex (17)(529.sabzwari
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    I am a beginner in forex (17)(529.sabzwari
    I think that for beginners learning is important. If we can learn this market well we can earn a good amount of profit from our trading. Newbies needs to practice first in a demo account so that they can have a better idea how to trade forex market properly.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    well dear apko chaye k ap demo account py ziada sy ziada kaam karen internet k through kaam sikhen or mehnat karen
    • #3 Collapse

      agar ap biginner hain to ap ko chahiye k ap yahan par pehely demo use karain phir is k bad live trading karain to behtar hai.
      • #4 Collapse

        g haan mein ap se mutafiq hoon new traders k liye sab se ahm learning hai q k jb tak ap forex ki basic knowledge gain nahi kro gey ap trading skills gain nahi kro gey forex ka prper knowledge gain nahi kro gey ap k liye forex mein earning buht tough ho sakti hai
        • #5 Collapse

          My Dear, agar men is game mera matlab ye he k men is forex bissnuss men new member hon to kia men forex ko ache se kaam men laa sakta hon or kia mujhe is se wo faida ho sakjta he jo ek aam admi ko ho jata he,
          • #6 Collapse

            acha g pahlay level pee ho in sha ALLAH sab say bari achi bat hy k ap logon ko my dear frnd ye karna chahiay k kisi achay trader say seekhen sab say best hy ap k liay aur no tension ok dear
            • #7 Collapse

              beginners k liye demo account is tarah zaroori hai jis tarah ek sher khuwar bachy k liye maan ki zarurat hai demo account per practice kerna aisay hain jaisay man apny bachy ko likhna perhna or chlna phirna sikha rahi hai
              • #8 Collapse

                yes dear new traders ko practice lazmi karni chahiye tab hi wo kamyab trader ban sakte hain forex bht hi acha business hai humare liye hume zaror iss me mehnat karni chahiye tab hi hum kamyab ho sakte hain.
                • #9 Collapse

                  dost aap beginner hain to m aap ko kuch steps batadoon jin ko aap follow karain first step jo hai aap studies karain aur phr learning karain jissay aap k pas knoledge gain hojayegi aur phr aap demo account par practice karain
                  • #10 Collapse

                    mujhe bhi mere bhai forex trading mein abhi kuch hi din hue hein magar mere bhai maen aik bar ka bonus balance to zaya kar chuka hoon ab doosri try kar raha hoon.
                    • #11 Collapse

                      g bhai g ap ny bilkul sahi kaha hy nm apki bat sy agree krta hon ap ny jo bat ki hy nwbies ki mlb k beginners ki jab log new new aty hn trading mn tu phir unko kafi zada learning krni parti hy apne loss ko km sy km krne k liye :) han g agr wo apni learning ko km sy km kren gay tu loss k chances zada hon gay
                      Spend Each Day Trying To Be A Little Wiser Than You Were When You Woke Up.
                      :) MR. TRADER :)
                      • #12 Collapse

                        Re: I am a beginner in forex (17)(529.sabzwari

                        Assalamu Alaikum dear Forex members ummid Karti hun aap sab khairiyat se Honge aur aapka Forex ka kam bhi bahut acche se chal raha hoga aur aap is Forex ke kam se bahut Achcha profit Hasil kar rahe Honge ji han bilkul theek kaha hy ap ny dosto Mujhe Bheem Mere Forex trading mein abhi Kuchh Hi Din Hue Hain Agar mere bhai main doston Main Ek Bar hi ka bonus balance to Jaya kar chuka hun kar chuki hun ab dusre drive kar rahi hoon isliye mein dekhbhal kar aur trading Karni chahie Jal Bhaji Mein Kam Nahin Karna chahie Ganj almari Mein kam Karenge To Hamen loss Hoga menu trader hun mujhe yaad mein aaunga abhi do Hafte hue hain mein Apna Ek bonus sataya kar chuki Ham dusre bola usko banane ke liye try kar rahi hoon aur mehnat per kar rahe ho thank you
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: I am a beginner in forex (17)(529.sabzwari

                          Yaar agar aap beginner ho to aapko bilkul pareshan hona chahie sabse pahle to aapko gabbar Nahin Hota Uske bad aapane sabse pahle Apne kam ko bahut acche se karna hai uske bad aapka talent Jo Hota Hai vah show jata hai aur aapka jo bhi talent hai aapane usko chupakar Nahin Rakhna aapane Dene Ke samne usko Express karna hai talent To Har Kisi Ke pass hota hai magar jo use tanki kaise karte hain Aise log to kamyabi Hasil Karte Hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X