Stop Loss sy humain kia faida hota hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop Loss sy humain kia faida hota hy.
    dear forex member dekhain jab bhe hum stop loss lgaty hain to u sy humain yee faoda hota hy k jab hmari trade loss main jaa rahe hoti hy too wii khud bakhud close hoo jati hyis par kaam karny dy hum loss sy bach sakty hjain aur humain is par kaam karny sy faida hota hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop Loss sy humain kia faida hota hy.

    Dear hum jab trade lagaty hai to aus par hum ko apni trade k sath stop loss lagana chaye agar hum trade k sath stop loss ni lagye gay to aus par hum ko zayda loss ho sakta hai ais market mai agar ap ne kaam karna hai to ap ko ais mai stop loss aisa use karna chaye jis se ap ko thora sa loss ho jo ap asani se recover kar ley.
    • #3 Collapse

      Re: Stop Loss sy humain kia faida hota hy.

      G han dear aap ne boht achi kahi stop loss aik trading tool hai jisko traders apni trade mein use krty hein tah k loss increase na ho jaye jo traders stop loss use krty hein unko kabhi big loss nhi ho sakta kionkeh stop loss ki waja se trade us point pe loss mein khud ba khud close ho jati hai is tarah balance secure use hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: Stop Loss sy humain kia faida hota hy.

        hamy stop loss ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hin hamy stop loss ko kabe be ignore nah karna chaey hamy analysis ko use kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kma skay gy forex aik legal bsiness hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahml hain forex paksitan mai legal ban cuka han
        • #5 Collapse

          Re: Stop Loss sy humain kia faida hota hy.

          dear friend forex trading mn stop loss account ballance ko safe rakhnay k liay aik tool ha jis ko ap trade mn use kr k apnay account ballance ko ziada loss sa bacha sktay hn keun k agr ap trade mn stop loss ko use naen kren gay to trade ziada loss mn janay sa account wash bhi ho skta ha
          • #6 Collapse

            Re: Stop Loss sy humain kia faida hota hy.

            Dear ap ki bat theek hy ky stop lossbahut hi ziyada zarori hota hy hamry liay main tu stop loss ko gari ki break ky sath tashbee dyta hun agr hm logo ny gario ki break use nahi karty hy tu ap ko samjh ay jay gi ky wo kafi asani ky sat ap ky liya mushkiltay ho sakti hy laikn agr ap log ais main ko use nahi karty hy u mains amjhta hun kya sani ky satha p ko loss ho sakta hy .
            • #7 Collapse

              Re: Stop Loss sy humain kia faida hota hy.

              hamain stop loss ko use kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main kam kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucss hon gay aur hamain markt main bi trade kar k hi hum run krein gay aur hamain market main bi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain market main bi trade kar k hi hum real main earn ho
              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
              • #8 Collapse

                Re: Stop Loss sy humain kia faida hota hy.

                Jab Ham Apne trading Mein stop loss ka istemal Karte Hain To Hamen maximum Achcha profit Hasil ho sakta hai Kyunki stop loss Hamare account Ko behosh Hone se bacha leta hai lekin Agar Ham stop loss ko ignore Karenge To Hamara account wash ho jaega isliye Jab Bhi trading karen to stop loss ko Ahmed Den Kyunki jawab stop lost Denge to stop loss na sirf aapka account save Rakhta Hai balki iske sath sath aap acchi trading kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Stop Loss sy humain kia faida hota hy.

                  stop loss ko hum trade lagany sy pahly laganty hain yai hamary account or balance ko wash hony sy bachta hain hamy posts ko read kar ky is main mistake ko sahe kar ky replay karna chahey hamy aik time main aik he pair yai currency main trading karne chahey hum is main apny document ko verify karwa kar account banaty hain hamy apny document ky 3 step clear karny ho gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop Loss sy humain kia faida hota hy.

                    g han dear aap.na hoot he a ha sa swwal kia han mo chahea kh ham jb he trade kafaty hain to ks main ha.ra lia no bhe stop loss gota hy na vho hamrey lia bhoot he acha sa reh jata hy os ka ham ko bhoot he vara sa vara fajda ho jata hy to os main ham ko bhoot he bara sa barey kamybi bhe amhasal ho jati hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop Loss sy humain kia faida hota hy.

                      G bilkul dtop loss se hm is forum mae zayda loss se bch jate hn apkp chahe l ap is forum mae zaufa se zayda mhnt kren r trade lgte howe stop loss lazme lgye jse hme acha fayda hasel joga r experienence thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop Loss sy humain kia faida hota hy.

                        Salam all forex members han g ap ki thread bilkul tk ha hm ko stop loss sy bht zada faida hta ha agr hmare tread lgi h r hm bzi hy hamare tread zada loss my ja re h to hmko stop loss use kar k apni tread ko zada loss sy savkar sakty hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop Loss sy humain kia faida hota hy.

                          Apni Har trade Mein stop loss ka use karna chahie stop loss Kaya benefit Hota Hai Te Agar market angest mein Jaati Hai To Jitna Humne stop loss. Lagaya Hoga utna loss hokar market close ho jayegi Jyada Awaaz Nahin Hoga Kam loss hoga jo next rate mein easily recover kar Sakenge stop loss account save rahata hai. .
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop Loss sy humain kia faida hota hy.

                            Dear friend kaisy hain sb to friends stop loss lagany ka hamain faida ye ho jata hy ke jb uum koi trade lagaty hain aur usbpe hm stop loss lga daity hain to loss ki surat main hm bht zayada nuqsan uthany se bach jaty hain aur jald hi apne loss ko recover kr laity hain aur es tarha zayada nuqsan se bach jaty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop Loss sy humain kia faida hota hy.

                              loss se hamen hota to nuqsan he hae lakin agar hum stop loss use karte hain to kuch bachat ho jate hae hamen is ain kam loss hota hae to hamen zayada loss se agar bachna hae to is ke liye hamen cahiye ke hum is main stop loss use kiya karen take hamen is main zayada loss na ho or hum asani se is main dobara trading kar saken or apne loss ko bhe asani se recover kar saken

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X