Trading ka waqat hamy kis ches ka khail rakna chay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ka waqat hamy kis ches ka khail rakna chay.
    Asslam o alikum my dear member trading ka waqat hamy kis ches ka khail rakna chay ta Kay hmy acha profit Mily.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ka waqat hamy kis ches ka khail rakna chay.

    dear friend forex trading mn trade lgatay waqt market ka achhi trh analysis krna chayay aur market ki movement k mutabik trade lgani chayay aur trade lgatay waqt lot size ko bhi apnay account ballance k mutabik rakhna chayay aur trade soch smjh kr lgani chayay
    • #3 Collapse

      Re: Trading ka waqat hamy kis ches ka khail rakna chay.

      G han dear members hume treading ke waqat is bat ka khyal rkhna chye ke hume liss khbe na ho aur profit he profit ho to is ke ly hume apne senior member ko follow karna ho ga take hume liss na ho aur hum knowledge aur experience se apny work ko sucifull kar saky aur ak kyamyab trader bn jye
      • #4 Collapse

        Re: Trading ka waqat hamy kis ches ka khail rakna chay.

        Trading kartay waqat hamen in chezo ka kheyal rakhna chahey k hum risk apnay account balnce ki capacity say zada take over na karen dosra yh k proper management k sath trades lagayen zada say zada do trades open karen kbi b koi trade proper analysis k bgair open na karen or aonay seniors say ak dafa mashwara zarotr karen us k bad easily ap achi say achi trades laga saktay hyn
        • #5 Collapse

          Re: Trading ka waqat hamy kis ches ka khail rakna chay.

          Assam alaikum dear friends trade lagane Se pahle ine chizon Ka khyal rakhna chahie ik to market ko acche se analyses karke treat lagani chahie dusra apna account balance dekhkar trade lagani chahie teesra lot size apne hisab aur apne experience ke mutabik use karna chahie agar Ham forex mein expert Hain to hamen lot size jyada use karna chahie aur agar ham forex new hn to lot size of kam use karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: Trading ka waqat hamy kis ches ka khail rakna chay.

            Assalam o alaikum dear Forex member Hamen train open karne se pahle market trend ko samajhna bahut jaruri hai aur Iske Saath Saath Hain Hamen is Baat Ko Bhi yakin Nahin banana chahie ki Ham Jo trading kar rahe hain to Uske mutabik Ke Jo Hamara balance hai Usi ke mutabik Hamen Apna lot size choose karna chahie
            Visit My Profile
            • #7 Collapse

              Re: Trading ka waqat hamy kis ches ka khail rakna chay.

              Dear friend job trading kar rahe Hote Hain To Apne A trade ko dekhna chahie market ko Dekhte Rahen trend of find karna chahie Jis. Tak trend Ja sakta hai use. Tak apni trade ko chalne De Jab train reverse Karen apni trade co closed kar de Soch samajhkar proper planning Banakar trading Karen best rahenge..
              • #8 Collapse

                Re: Trading ka waqat hamy kis ches ka khail rakna chay.

                dear member ager ap trading karty waqat ager ak chez ka achy sy khyal rakhen tu ap bhot he acha profit apni har trade sy gain kar sakty han bhot he achi earning ap gain kar sakty han dear wo chez hy risk dear ager ap risk lina chor den jo bhe analysis karn market main jis pair par bhe karen koshsh karen k os main lot saiz ka istaml kum karen zeyada profit k chaker main parna chor den tab he ap pher is sy acha profit gain kar saken gy achi earning is sy gain kar saken gy
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ka waqat hamy kis ches ka khail rakna chay.

                  dear jub ap trading start karne lagte hain or ap kay samne chart hota ha tu ap kay liey zarori ha kay ap sub se pehle market kay trend par nazar rakhainy or ap ko trading sirf trend me hi karni chahiey agr market side way ya stuck ha tu ap ko market ko ignore kar dena chahiey kyu kay trend market me hi profit milta ha baki market condition me sirf loss hota ha or trend find karne kay bad analysis kar ke hi trades open karni chahiey

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X