Nai thread ko submit krty waqt aik dafa read out kr len

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Nai thread ko submit krty waqt aik dafa read out kr len
    Dear forex members koi bhi threads jab ap submit kr rhybhuty hen to apko chahye k ap wo thread aise bina read out kiye pot nah kr den blky usko aik dfa readd kren koi ghalti hu to usko remove kren aur ziada se ziada achy alfaz ko choose kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Nai thread ko submit krty waqt aik dafa read out kr len

    dear apke bata belkul thk hy forex men agr humen chi kamyabi hasil karni hy to humnen chaia keh hum forex men jab bhe new thrdae posts kar rahy to humen chaia keh hum forex men ek bar new thtrdae ko karny sy pahlky read lazxmoi kaar ke gy tab he hum forex men bahot hje chi kamyabi hasisl kar saken gy forex men zeazda sy zeada mehnt sy kam krana he sb sy hci kamyabi hy
    • #3 Collapse

      Re: Nai thread ko submit krty waqt aik dafa read out kr len

      Je new thread ko bena dobara parhyn submit ni karna chahe, kiu k mistakes ki sorat ma ap es py achy comment or thank hasil ni kar pao gy, agr forum ma thread ma kio mistake reh jae to hamy esko foran edit kar k us mistake ko khatam kar lena chahe, tb he acha result mele ga,
      • #4 Collapse

        Re: Nai thread ko submit krty waqt aik dafa read out kr len

        Jiiii jiii aokiii bast bilkul sahii haii jb bhee hum ligon ny ik new threads lagaanii hoo too jb bhe udy likh lain to hmain uskoo achii trhaa ik basr prh.lenaa chshiyee ky hum ny iss main kiaa likhaa haii jo bheikhaa haii woh theek likhaa hsii aur jo bhe dhare krr rhaa hon kuaawoh mayarii sur achaa haii
        • #5 Collapse

          Re: Nai thread ko submit krty waqt aik dafa read out kr len

          Dear friend forum pe thread ho ya post submit karnay se pahlay aik dafa read zaroor karen kiun k bahut ziyada spelling mistakes ya words mistakes hoti hen jin ko theek kiya ja sakta hey warna quality bhi kharab ho jati hey aur delete bhi ho jati hen
          • #6 Collapse

            Re: Nai thread ko submit krty waqt aik dafa read out kr len

            G han dear ap ne bhot achi bat share ky hy forex business mein ham jab kise ke threads par posts Kerne lagte han to foran hamain us ko reads kerna cheye jitna ham reads ker ke replies krte han utna hamain achi success bhe zror milti hy ye kamyab business mein se aik good business hy jis mein ham mehnat ker ke zror kamyabi hasil ker sakty han
            • #7 Collapse

              Re: Nai thread ko submit krty waqt aik dafa read out kr len

              G han dear ap jo bhi threads kartye hain ap ka kam hai kay aik bar read kar liya karain submite jarnye say phlye kiyu kay ager wo submite ho jata hai tu us kay bad ap kaliye masla ban jata hai tu phlye say he read kar lain tu better hai na
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: Nai thread ko submit krty waqt aik dafa read out kr len

                G ha bilkul thek kaha hy pany, hamien chaye ky ham ny threads ko jab bhi post kar rahy hon ya pher koi postien kar rahy hon to pher hamein is mn chaye ky ham mehnat karien aur pher himat ky sath work kairen jis sy pher hamein is mn kafi ziada fiada hosakta hy aur pher ham is mn ik achy earning bhi kar sakty hn
                • #9 Collapse

                  Re: Nai thread ko submit krty waqt aik dafa read out kr len

                  nai threads ko lgate waqt yani k submit krte waqt hmn usko kam se kam aik dafa tu read yani k parh lena chahiye take ap k thread me koi galti na reh jaye kuon k apki threads se forex k junoirs members ko sdekhne k mopqa milta hi aur agr apki thread achi hogi tu apko ziada se zida thanks milenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Nai thread ko submit krty waqt aik dafa read out kr len

                    Assalamu Alaikum friends good morning mein ummid karta hun ki aap sab theek thak Honge ji han friends aap theek kah rahe hain Hamen chahie ki Humne traders Ko Jab Bhi post kar rahe ho to ya pIR Koi posting kar rahe ho to phr Hamen ismein chahie ki Ham mehnat aur tavajjo se posting Karen Hamari post sabse Aala ho aur Hamen jald se zyada thanks mil sake
                    • #11 Collapse

                      Re: Nai thread ko submit krty waqt aik dafa read out kr len

                      g han new thread ko submit jab bhi karain us ko read ka ani agar ap ne acha kaamkarna hai to uis tarah ki cheezon ka khetyal rakhna buhat hi zarori hai aygar ham achja kamakarna chahte hian to hmian mehnat ki zarorat hai aur hmain mehnat ka phal tab hi mile ga jab ham greed nahi karain ge aur loss se bachain ge
                      • #12 Collapse

                        Re: Nai thread ko submit krty waqt aik dafa read out kr len

                        Gee Han brother ap sahe keh rahe ho koie bhe post ya thread submit krne se pehly ek bar zaroor apne thread ya post ko read Krna Chahye Aur dekhna chahye kahe koie mistake tu nahe ager koie mistake hai tu forn wo mistake sahe krni Chahye jitna mayari Kam ap yaha per Karen gye tuna he ziyadeh ap ko benefit Hasil hoga hamesha saf Kam Krna Chahye Aur forum k rules k Mutabik Kam Krna Chahye Aur kamiyabi bhe esy mein hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Nai thread ko submit krty waqt aik dafa read out kr len

                          Je dears friends hum ko new post submit kaeneysay phaley us ko read karna chahie q k agar us main koi spelling wagaira ki mistake hogi to hum us ko bhe set kar lain gey q k mistake kam bonus k miley ka sabab banti hain is laiy hum ko reading karna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Nai thread ko submit krty waqt aik dafa read out kr len

                            Sahi kaha hai aapane ki thread ko submit karte waqt Ek Tarfa Meri Maut kar lena chahie Taki agar koi Hamari mistakes Hai To bahut Dur Ho Jaaye aur pata chal Jaaye ki thread Lagane wale ne kya Lagai hai vah kya puchna Chahta Hai Ya FIR kya batana Chahta Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Nai thread ko submit krty waqt aik dafa read out kr len

                              Bht achhi bat ki dear ap ne.
                              Hmy apni posts or thread post krny sy pehly 1 mrtba zroor read kr lena chahiye ta'k us mein jo gltiyaan hon wo door ho jayen or hmari posts ya thread ki quality achhi ho. Jb hm post krny sy pehly read kr len gy to hmy mistakes ka pta chl jaye ga or hm mistakes ko thheek kr sken gy to hmari post ki quality bhtr ho jaye gi or hmy achha bonus mil sky ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X