Aksar member profits milne par khush or loss hone par dill chota kerte han.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aksar member profits milne par khush or loss hone par dill chota kerte han.....
    Dear es bussiness mein hamain loss bhe hota or profits bhe hota hy ager member profits hone par khush hote han to loss hone par dill chota ker jate han even ke es business ko loss hone ke waja se chor bhe dete han likn hamain senior guide keryn ke hamain kiya kerna cheye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aksar member profits milne par khush or loss hone par dill chota kerte han.....

    Hmain aesa bilkul b nii karna chahye hmain agar loss hotta h to hmain chahye kh hm log Apni ghlti ko daikhain KH hmain Kahan s loss hotta Kahan s hm n ghlti ki hjo hmary liay bht impotant h or isii Chez s he khud ko Successful trader bna skty Hein yh Chez best h hmary liay
    • #3 Collapse

      Re: Aksar member profits milne par khush or loss hone par dill chota kerte han.....

      G brother yeh to natural bat hy k jb insan jis chez kaliya kam krta hy yo agr as ko rewrd milta hy to woh bht zrada khush ho jata hy lakin agr aesa nhn hota to woh mayoos ho jata hy to hum sb ko bhi chahiya k mehnut kry taky humy reward mily aur agr sesa nhn hota to phr bhi mayoos nhn hona chahiya balky mehnut jati rakhni vhahiya forex zaroor ap ko ap ki mehnut ka reward dy ga
      • #4 Collapse

        Re: Aksar member profits milne par khush or loss hone par dill chota kerte han.....

        ji hun forex main isi waja se members nakam ho jaty ahn aur isy chore daity han jub humain acha experience hasil ho jay tu phir humain bht acha profit ho sakta ha ager hum tukky se trdaing kerty han tu is se humain loss ziada hota ha aur profit kum ager hum achy se isy samjh ker k trdaing karein gy tu is se humain bht achi earning ho sakti ha.
        • #5 Collapse

          Re: Aksar member profits milne par khush or loss hone par dill chota kerte han.....

          Ge bilkul jub loss hita Hy to mehnat Jo hum Pak forex forum par krte Hain wo zaya ho jati Hy to loss k waqat afsoos to Hota Hy ba es lye or es j bar akas jub trade profit me ati Hy to Khushi mehsoos hoti Hy q k hmari mehnat or sabar rang my ati Hy bass hum ko trade open krne k baad sabar zaroor krna chahye agar profit hasil krna Hy to
          • #6 Collapse

            Re: Aksar member profits milne par khush or loss hone par dill chota kerte han.....

            bilkul Janab Maine Bhi dekha Hai k aksar members profit Milne par zyada Khushi ka izhaar karte hain aur jab unko loss Ho jata Hai to vah Dil chhota kar lete hain aur ghabra jaate hain lekin unko is form Mein kaam karte hue profit Hasil karne per zyada khush nahin hona chahie aur loss hone per ghabrana nahin chahie kyunki yah donon kam ka hissa hotey Hain
            • #7 Collapse

              Re: Aksar member profits milne par khush or loss hone par dill chota kerte han.....

              Dear friend kaisy hain sab ye to galat bat hy ke profit pr khush or los pe dil chota nafa nuqsan to hr business main hota hy to hamain dil chota nhe karna chahye balke koshish karni chahye ke jin mistake ki waja se hamain loss hiwa wo next time na hon dil chota krne ke bajaey hamain dil laga kr khub mehnt se kam krna chahye
              • #8 Collapse

                Re: Aksar member profits milne par khush or loss hone par dill chota kerte han.....

                profit milne per happy aur loss hone per sad ji han dear Forex trading Main Agar trader ko profit Mile To woh bahut zyada happy ho jata hai aur iske sath sath Agar trader ko loss Ho Jaaye to wah sad Rah jata hai Forex trading Mein trader ko Hamesha mehnat Karte Rahna chahiye Hamen apni emotions per ful control Hona bahut zaruri Hota Hai Kyunki Jab Ham Apne emotions ko control Mein rakhte Hain tabhi Ham expert trader Ban sakte hain lekin Jab Ham Forex trading karte hue emotions par control nahi rakhte to loss hota hai Zyada isliye emotions ko control Mein rakhne Ka Kaha jata hai Kyunki Jo emotion ko control Mein Rakhna Jaanta Hai wahi Kamyab Hota Hai kamyabi ke liye Forex mein zyada mehnat Karni Hogi Jab Ham Forex mein zyada mehnat karte hain to Forex se Kamyab Hote Hain Forex Mein mehnat karne se bahut jaldi kamyabi milti hai Har Ada ko zyada Se zyada mehnat Karte Rahna chahiye Ham mehnat Karenge to Kamyab Honge Acha profit milega mehnat se Kamyab Hote Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Aksar member profits milne par khush or loss hone par dill chota kerte han.....

                  dear ye aik human nature Hy jis ys inkar nahi Kia ja skta kyun Kay kisi ko bhi is me jab profit hota Hy wo khush hota Hy jab kay loss me AP kafi disheart ho jay hen much memebrs nahi sab kay sath asa hota hy ap ko koi aur baat krni chye ap ko mayari Kam krna Hy ti asu threads sy achi threats krna ho gi
                  There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                  • #10 Collapse

                    Re: Aksar member profits milne par khush or loss hone par dill chota kerte han.....

                    natur ka taqaza bi hy jab hamin loss ho jaa hy hmara timwe waste ho jata hy hmara wrk hmari mhnat sabhi waste ho jaty hein jis ki wja sey hamin bht hi afssos hota hy lekin jab mhnat ka results milta hy achi kamiyabi ki soorat mein to kushi bhi hoti hy lekin business mein to hamin donu ho sakty hein issliy hamin donu ko hi kushi and saber key sah bear kerna chahiy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Aksar member profits milne par khush or loss hone par dill chota kerte han.....

                      forex aik best business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamyabe hasial ho jy ge forex aik amm business ke nisbat acha business hain forex mai hamy loss sy learning gain kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be det ahain or hamjy earning be deta han
                      • #12 Collapse

                        Re: Aksar member profits milne par khush or loss hone par dill chota kerte han.....

                        ji han remember aisa Hi karte Hain ke loss hone per tension lete Hain jab ke profit banne per khud ko khush rakhte Hain aisa nahin karna chahie har chij maarpeet ka hissa hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Aksar member profits milne par khush or loss hone par dill chota kerte han.....

                          forex mai hamy ache learnig gain kar ky kam karna hho ga pher he hum psia kama skay gy forex aik acha business hain hum is mai free accont bana kar bekam kar skaty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy too hamy loss ho jy ga forex jasa koi or buisness nai hain dunay bar mai forex aik amm business ke nisbat acha business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Aksar member profits milne par khush or loss hone par dill chota kerte han.....

                            forex mai hamy los sho jy ya pher profit ho hamy saber tahamil sy forex mai kam karna ho ga hamy market ko samj karr is mai kam karan ho ga pher hehum pasia kamaa skay gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be det hain hum is mai free account bana kar be kam kra sakt hain forex paksitan mai legal ban cuka hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aksar member profits milne par khush or loss hone par dill chota kerte han.....

                              g ha g hamy asa nh karna chahy hamy ziada say mhant karni chahy ham jitni bh mhant say kam kary gy to hamy hi faida ho ga forex ak best job hain hamy is main dill chota nh karna chahy balky loss hony pay bh hamy ziada say mhant karni chahy ham jitna bh mhant say kam kary gy hamy is main ziada say mhant karni chahy hamy kamiyb hony ka ly hamy is main ziada say mhant karny say hamy kaamiybi hasil ho sakti hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X