trading karna asan hota hai ya mushkil .....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading karna asan hota hai ya mushkil .....
    ASSALAM O ALIKUM GUYS trading karna asan hota hai ya mushkil hota hai ?best trading kis way main ki jati hai jis sa hamen acha profit bhe gain ho jae or hum kamiyab bhe ho jaen ....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading karna asan hota hai ya mushkil .....

    forex aik best business hain hum is mai live kam kar sakty hain hum is mai musalsl mahent sy kam kary gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex ak bohat bara bsiness hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka tiem table bana akr akm kar sakty hain hum is mai part time b e kam kar skty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai aik bohat bara business hain
    • #3 Collapse

      Re: trading karna asan hota hai ya mushkil .....

      learning gain karny ky bad trading karan asna hain hamy mahnet sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky y forex ak acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is maai agar baegr learning ky kam kary gy to hamy loss ho j yag is mai market ka ya brokers k koi qasur nahi htoa
      • #4 Collapse

        Re: trading karna asan hota hai ya mushkil .....

        Janab Agar aapke pass is form Mein achcha experience hai to ismein aap aasani se trading kar sakte hain lekin aapko experience demo account per hi Hasil karna hoga kyunki ek achcha experience insan ko achcha kam karne Ke kabil banata hai jiski waja se wo apney kaam Mein kamyabi Hasil kar Leta he
        • #5 Collapse

          Re: trading karna asan hota hai ya mushkil .....

          agar hum new trader hain to hamy shoro main muslik hote hain lykin har muskil ky bad asane hote hain hamy demo practice main karn chahey per he hum experience hasil kar sakty hain agar hum expert trader hain to hamy kam karny main koi muskil nahe hote hum is main full time be kam kar sakty hain agar hum student hain to hum is main part time be kam kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: trading karna asan hota hai ya mushkil .....

            ji ha ap ne bahut achi baat share ki hai learning karna k bad trading karna assan ho ga humen is mein mhnat se work karna ho ga jis se hum pasa kama sakty hae forex ik acha business hae hum is mein 24 ganty work kar sakty hae aur is mein hum din aur raat ko bhi work kar sakty hae aur jitna ziyada hum is mein wprk karen ga utna zitada profit ho ga
            • #7 Collapse

              Re: trading karna asan hota hai ya mushkil .....

              Je han dears friends treading koi mushkil nhi ha lakin un k laiy treading bohat mushkil ha k jo forex main mehnat nhi kartey or na hi experience ko or knowledge ko hasil kartey hain unko forex main loss bhe ho sakta ha is laiy hum ko Ziyada say Ziyada mehnat kar k apney kam ko asan banana chahiay
              • #8 Collapse

                Re: trading karna asan hota hai ya mushkil .....

                mushkil kuch bhi nhi hota hy haminkhd ko hi dekhna chahiy keh ham khd apnuy work mein mhnat kis had kerty hein ham ager rules key mutabik kam kerna start ker dein to hmarey liy na to trading mushkil hogi na hi forum work ager kisi bhi kam kernuy ka jazba ho to wo kam ushkil nhi belkeh apki mhnat and tawjoo usey bht hi asan bna sakti hy sure.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: trading karna asan hota hai ya mushkil .....

                  dear yah sawal bara ajeeb hai k trading karna kaisa hai asan ya muskhal q k ham janty hai k posting ya trading koi asan kam nahe hai q k is main acha kahsa time b lagta hai or is main skilled b bohat chahy hoty hai yani agr ham forex se earning laina chahty hai to lazmi hai k ham us k risk ko samjhain or forex ko just earning factroy na samjhain us se yah hota hai k hamray soch just forex ki earning per rah jaty hai per forex main mojood risk ko ham under stand nahe kar paty jiss k bad ham ko loss ho jata hai or ham is main forex ko chore daity hai tab forex hamary lai mushkal ho jata hai waran forex easy hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X