loss ki waja ko bhe samjhna cheye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ki waja ko bhe samjhna cheye
    g bilkul hamen loss ki waja ko bhe samjhna cheye or phir he trade karni cheye or soch samjh k bad he step lena cheye .....trading karna asan nahi hota isko bhot mushkil sa kia jata hai or kamiyab howa jata hai ....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ki waja ko bhe samjhna cheye

    g han hamen forex ke los ko smajhna caheye jab ham forex foum ki kam ko ignor karte han to hamen los hota ha agar ham mhat se kam karen ge to hamen koelos ne ho ga hamen ache post aur ache tared lagane cahihiye tab he hamen koe los ne ho ga hamen acha kam kar ke los se bacna cahihiye
    • #3 Collapse

      Re: loss ki waja ko bhe samjhna cheye

      G han bhai ap ki bat bilkul theak h agr pakistan forex main hamin loss ho jata h tw hamin chihey pakistan forex main mahnat k sath kam karin aur apna loss recover karny ki koshish karin aur hamesha loss ki waja maloom karny ki koshish karin aur apna loss recover lazmi karin
      • #4 Collapse

        Re: loss ki waja ko bhe samjhna cheye

        Asalam o Alaikum dear fellows
        G han shi kha apne forex main Hume trading krty waqt market ko soch or smjhna chahye js sy Hume loss na ho agr loss ho jaye to Hume uski wja ko smjhna chahye ta k dobara loss hone sy Bach saky
        • #5 Collapse

          Re: loss ki waja ko bhe samjhna cheye

          trading kerty hoay jub humain loss ho tu humain apni us mistake ko zarore find out ker k us se learning hasil kerni cahahiay ager hum is se learning hasil nhi karein gy tu is se humain dabara loss bhi ho sakta ha aur humain yahi chez nakami ki taraf bhi lay jati ha.
          • #6 Collapse

            Re: loss ki waja ko bhe samjhna cheye

            forex mai hamy lsos ko ktem karna ho ga pher hr hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai part time be kam kar sakkty han hum is mai full time b e kam kar skaty hain is mai usa or china jasy barybary mumalik sahmil hain forex aik bohat baar bsuienss hain is mai usa or china or new yok jasy bary bar muamlik sahmil hain
            • #7 Collapse

              Re: loss ki waja ko bhe samjhna cheye

              Gi han humain loss ki waja ko samjhna chahiya jab hum forex forum ko galat tread kartay hain to us say humain loss huta hay humain tread kartay waqt market ko sochna aur samjhna chahiya aur kay bad tread karnichahiya jis ki waja say hum loss say bach saktay hain agar humain loss hu jay to us ki waja ko samjhna chahiya
              • #8 Collapse

                Re: loss ki waja ko bhe samjhna cheye

                bilkul brother Hamen is form Mein kam karte hue trading mein agar loss Ho jaaye to Hamen loss ki vajah ko samajhna chahie kyunki Agar Ham loss ki vajah dhundh lenge To next Ham aisi Koi galti nahin Karenge jisse Hamen dobara loss Ho isiliye Hamen Loss hone per kuchh seekhna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: loss ki waja ko bhe samjhna cheye

                  sahi kaha ager ap loss honay key waja jannanay key koshish kartay hain tu hey ap apna loss ko cover kar saktay hain or profit ko increase kar saktay hain. Ager ap aisa nahen kartay tu ap sirf loss hey kartay hain. Koshish karain kay ap loss honay ke waja ko talash karain or usay dor karnay key kohish karain warna ap kabhi kamyab nahen ho sakain gayy.
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ki waja ko bhe samjhna cheye

                    G han frends apne bilkul thek kaha hmen socha smjh kr trade krni chahye ar agr trade men loss ho bhi jaye to us ki waja zror pata krni chahye k ye loas q hwa he tak ye jo ghalti hm ne ab ki he dobara na ho ar yhi learning he jo apko exper bna de ge
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ki waja ko bhe samjhna cheye

                      ji ha ap ne bahut achi baat share ki ha forex aik acha business hai aur is par hume foxes ki zarort hoti hai aur hume soch samj kare post karni chaya jis se hume loss naha ho aur hume koshish karni chaya k humary post achi ho aur hume loss ko recover karna chaya jis se hum kamiyabe ho sake aur humara profit bhi acha ho
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ki waja ko bhe samjhna cheye

                        Je han friends hamin forex main kam bht soch samjh kr karna chahye aur agar hamain es business main loss hota hy to hamain jannna chahye ke hamari mistake kahan hain aur phir achy se learning kr ke un mistakes ko sahi krna chahye jb tk hm apni mistakes ko nhe samjh sakty tb tk hm forex per kamyabi hasil nhe kr sakty kamyab hone ke liye zaruri hy ke hm apji mistakes ko dhond kr unhain sahi karai aur acha proft hasil karain
                        • #13 Collapse

                          Re: loss ki waja ko bhe samjhna cheye

                          ji Ham a Jana Jab Hamen loss ho raha Hota Hai To Hamen loski result bhi samajh bhi chahie ke Hamen loss Kis vajah Se hua Hai tu Jitna Ham lost per region ko samjhenge utna hi agali bar Ham Kamyab rahenge
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: loss ki waja ko bhe samjhna cheye

                            yes jub aapko loss hota hai to aapko chahie kay aap apne loss ko ignore na Karen balke Apne loss ko again analysis karke usmein se mistake ko identify Karen or reason find Karen kin vajah se aapko loss hua hai is tarah aap apne loss se learn kar sakte hain aur forex mein aap tab tak Kamyab nahin ho sakte hain jab tak aap apne loss ko Kam nahin Karte Hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X