forex mai loss ke waja
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex mai loss ke waja

    g han hamen forex ka los ki waja malom karne cahhihye jab ham ik den men zeyada tared karte han to hamen los hota ha agar ham acha kam karen ge to hamen los nh ho ga is liye hamen mhnat se kam karna cahihye ham is jab cahe kam kar sakte han forex men 24 gahntey kam kar sakty han is ka koe tim mokarar nh ha hamen apna wakt zaya kiye baghar mhnat se kam kar ke los se bachna cahihye apne kam men kotahe karen ge to hamen zaror los ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex mai loss ke waja

      forex Mein loss ki wajah dear jab Forex Mein loss hota hai to trader ki apni wajah Se Hota Hai Jab loss hota hai to trade definitely Koi Technical mistake karta hai Uske bad Bajaye apni mistake ko accept Karen wah market ko blame karta hai lekin jo expert reader hota hai wah Hamesha apni mistake ko accept karta hai aur wah mistake se learning karta hai wah market ko blame nahin karta Hua blame khud ki mistake ko Karta Hai Khud Ko wah Jaanta hai ki loss uski apni wajah Se Hua Hai aur Is hi wajah se wah apne loss ko Thore time baad recover bhi kar leta hai Kyunki wah disheart Nahin Hota Apne loss se apne genius mind ko use karte hue Apne losses recover kar leta hai Forex trading Mein loss or profit donon business ka hissa hai expert trader Hamesha Wohi keh lata hai jo Apna loss recover kar leta hai expert reader Hamesha loss Ghabrata Nahin Hai ulta Himmat Aur hosly se loss ko face karta hai Is hi wajah se wah expert trader Hota Hai
      • #18 Collapse

        Re: forex mai loss ke waja

        Forex men loss tb hota he jb hamare pas experience kam ho ar ya baghair soche smjhe trade kren overxonfidenve ho jayen ya lalach men aa kr lot size bara chose kr len ar market ka andaza na kr paen
        • #19 Collapse

          Re: forex mai loss ke waja

          Los hone ki asali vajah yahi dekhi jaati hai ki jab aap acchi lag nahin karoge skills bhi aapke pass proper nahin hongi to aapko yakin bahar se mushkilat loss ka samna to karna padta hai
          • #20 Collapse

            Re: forex mai loss ke waja

            Dear forex Mein loss ki ek main waja laalch Hai or dusra ye k hamary pass acha experience ka na Hona... Es leye agr kamyabi chahty hain to to laalch sy door raheyin. Or acha experience share kreyin
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: forex mai loss ke waja

              Mery according forex mai loss ki sub sy bari waja srif or srif bysabri hain 90% forex trading mai nakamiyab traders bysabari ki waja say hoty hain or baki k 10% traders sabar karny ki waja say Kamiyab hoty hain so decide karly k kon say trader bana chaty hain

              اب آن لائن

              Working...
              X