in losing situation the traders will need to have to...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    in losing situation the traders will need to have to...
    within losing situation the traders will need to have to help keep endurance. Although numerous investors neglect to maintain endurance and also suddenly depart the investing eternally. however this is simply not the proper way. you'll need success, thus you...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ager ap ko trade me loss ho raha hai to ap ko phele to apni trade ko check kerna hota hai k ap se mistake kahan ho rahi hai and also ap also ap kisi senior se b help le sakte hain k kis tarah loss se bacha jaye.
    • #3 Collapse

      sabar sy kam ly bahi aur achy waqat ka intezar kry aksar trader jo k zada experience nai rakhty wo loss k bad pir sy ulti seedh trading krna suru kr dty hain jiski waja sy unko kafi aur b naqsoon ho jata hy so plz avoid this. and be cool.
      • #4 Collapse

        jo log is main gree dkarty hain un ko hi loss hota ha is ley is main greed nha kaikarain isse loss b to apna hi hota ha is main expericne hasil kia karain
        • #5 Collapse

          Jab kisi trader ko loss ho raha ho to forex trading main wo apny ap ko greedy or emotional hony sa bchaye tab hi ap forex trading main kamyab hon ga other vise ap confues ho kar mazeed loss main chaly jaen ga .
          • #6 Collapse

            agr trader br br loss utha rahain hon tw unhain chahye k cool mind ho kr soch smaj k trade lgaen na k pressure la kr apna balance waste krtay jaen
            • #7 Collapse

              i think k forex market hi sub se best market han jiss me hum easily trading kar lety han aur eaarning bhi kar lety han ye aik best online busienss han jiss me humy itna work bhi nahi karna parta han aur hum is busienss se earning bhi boht achi kar lety han.
              • #8 Collapse

                Jab be ap ko loss ho ap gabrahi nahi or relex ho keay suitation ko handle karin keay ap ko mistake kis jaga howi heay us keay baad ap lossing ko control nahi kar sakty tu apny kisi achy friends sey advised lain jo achi trading karta ho wo ap ko achi advised dey ga .
                • #9 Collapse

                  han dear ye aik acha buiness hai is ko kisi time bhi kia aj skta hai ye aik acha buiness hai is ko bhaut sy loog kr rahy hain ye aik good buiness hai is ko kahin bhi ki ja skta hai ye aikacha buines hai aur koi bhi kr skata hai
                  • #10 Collapse

                    Loss bhi is business ka aik part hy aur yeh sub key sath hota hy. Hamain loss sey nahi ghabrana chaheye aur is ko accept kr key kamyabi ka sochna chaheye. Agar aap loss sey ghabra jayen gey to profit kaisey hasil karain gey. Hamain darna nahi hy aur is ko aik procedure samjhna hy. Loss kye bad hi kamyabi milti hy.
                    • #11 Collapse

                      business main profit and loss to hota hi hai loss ho to pareshan nahee hona chaye balk aor ziada mehnat se trading ko seekhna chaye taa k aap apna loss bhi recover kar sake aor mazeed profit bhi hasil kar sake
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Hamain trading key doran loss sey pareshan nahi hona chaheye aur us ko accept kr key un reasons ko identify krna chaheye jin ki waja sey loss ho raha hy. Jab aap mistakes ko control krtey jayen gey to aap ki trading perfect hoti jaye gi aur automatically profit increase ho jaye ga. Jo log loss sey ghabra jatey hain woh successful trader nahi ban patey.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X