learning ke lye mehnat ki Zrorat hoti hai ya phir mind ki

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: learning ke lye mehnat ki Zrorat hoti hai ya phir mind ki

    Gee Han brother kamiyabi k liye Jitni learning important hai utna he apne mind ka sahe time per use Krna bhs utna he important hai, ager learning krne k bawjood bhe mind ka sahe use nahe Karen gye tu itna acha benefit ap ko Hasil nahe hoga jitna ho sakey sabr k sath Kam Krna Chahye Aur sahe time per trading krne Chahye soch samjh kr market ko follow kr k he koie step Lena chahye tbhi acha Profit forex trading se hasil hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: learning ke lye mehnat ki Zrorat hoti hai ya phir mind ki

      G han brother ap ki bat thek hay learning k leay mehnat aur mind dono hi zaruri hotay hain q kah agar mind na ho aur sirf mehnat say learning ki jaay to bahut time lag jata hay aur agar mind ho aur mehnat na ki jaay to phr bi learning main bahut wakt lag jata hay aur sahi tarah learning nai ho sakti.
      • #18 Collapse

        Re: learning ke lye mehnat ki Zrorat hoti hai ya phir mind ki

        dears forex me learning he earning hai jitna learn karege utna he earn karege dears forex meehnat ki zaroort hai or mehnat ke sath sath humara mind bhi laga hua ho kuke jiss kaam me mehnat karen or mind na ho to uss kamyaab ko samjhna thora mushkil hojata hai isliye forex me mehnat or mind dono se he kamyaabi milti hai
        • #19 Collapse

          Re: learning ke lye mehnat ki Zrorat hoti hai ya phir mind ki

          mind ko active rakh kar hardworking Karen ji han dear Forex me agar Ham mind ko active rakh kar hardworking Karte Hain To is se Hamen bahut zyada fayda Hota Hai Forex mein active Rakhna bahut zaruri Hota Hai Jab tak aapka mind active Nahin hoga to tab tak aap Kamyab trader Nahin Ban Sakte mind ko active Rakhna bahut zaruri Hota Hai Hamari kamyabi ke liye forex mein mind ko active Rakhna bahut zaruri Hota Hai Forex my mind active Rakhenge To Hamen kamyabi milti hai aur iske sath Hamen mehnat Karte Rahna chahiye Kyunki mehnat ki wajah se main kamyab hoty Hain Hamen learning hoti hai aur Dimag ka zyada use karna use karna bhi Hamen learning ki wajah se Milta Hai Hamen Apne dimag ko zyada Se zyada use karna chahiye aur aur mehnat Karni chahiye Kyon Ke Dimag ka istemal aur mehnat bahut zaruri hai Forex Mein Kamyab trader banne ke liye iske sath sath apni seniors ko bhi follow Karte Rahna bahut zaruri hota hai Kyunki seniors trader ke pass bahut zyada useful material hota hai jo ki aapke bahut zyada kaam Aata Hai isliye Hamen Forex Mein hardworking Karte Rahna bahut zaruri hai Jo trader hardworking Karta Hai Asal Mein wohi Kamyab trader banta hai
          • #20 Collapse

            Re: learning ke lye mehnat ki Zrorat hoti hai ya phir mind ki

            wslam G bilkol aisa hi hai forex trading main forex main learning ki bahut zarorat hoti hai r forex main learning k sath sath ache mind ki bhi zarorat hoti hy hume chae k hum forex main zeyda sy zeyda mehnat krn ta k hum forex main kamyab ho sken agr hum forex main ache mind k sath learning krn gy tu hum forex main bahut achi learning kr ske gy .
            • #21 Collapse

              Re: learning ke lye mehnat ki Zrorat hoti hai ya phir mind ki

              Bilkul Jitna ho sake apni learning ko time de struggle To Har kam Mein karni padati hai struggle Karen apni learning ko increase Kare jitni Jyada learning karte rahenge knowledge improve Hota Jaega Jitna Jyada knowledge increase hota hai Jaega utna hi best work Karke acchi aur earn kar Payenge..
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: learning ke lye mehnat ki Zrorat hoti hai ya phir mind ki

                Agar Ham Ek chij Ko sikhana Chahte Hain To uske liye Ham logon ka mehnat karna aur uske sath sath Dil lagakar kam karna bahut jyada jaruri hai Jab Ham use chij ko Samajh Kar kam Karenge To fayda Hoga aur vah chij jaldi Sikh Jayegi

                اب آن لائن

                Working...
                X