Forex Is Easy To Join but very Difficult To Leave
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    mery bhi forex to ak nasha ha jis ko is nashashy kie adat ho jay wo is ko chore ni sakta, is main profit bhe bhot zayada hota ha aur loss bhe aur jis ny ak dafa forex ka kamaya hova lukma kha leya wo hamesha he esay khany kie koshish kry ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      gee han dear bhai forex ko join karna easy ha likin is main kam karna aesy nahi ha un logo kay liye jin ko forex kay bary main practice na ki ho jin logo ne forex kay bary main practice ki ho n ko forex bohat easy lagta ha forex hamy bohat acha lagta ha ham forex ko kabhi bhi nahi chor sakty
      • #213 Collapse

        app ko apni education aur is kam ke liye Forex ki education ko hasil karne ke liye demo account aur web sites aur Forex ki videos ko watch karna ho ga ur app ki study aur app ka Forex trading main experience aur proper Forex ka knowledge aur app ka is main investment ka itni achi strategy ho ke app ko is ko karne main koi difficulty na ho aur yeh app ko easy kam lagne lag jye tu is main earning ka app ko maza a jye ga .
         
        • #214 Collapse

          Aik bar agar koi forex ko join karta he or is bat ko wo judge kar leta he k forex mein kitni ziyada earning he to pher agr osy loss bhe hota he to wo pher bhe forex ko nai chorta forex os k liye addiction ban jati he.
             
          • #215 Collapse

            g bikul forex is easy to join hm forex easily join kr daty ahyn klaikn isy choran bht muskilha kue ka hm forex ka aadicit ho jaty hayn aur choran bht muskil ha isy.
               
            • #216 Collapse

              forex join karna blkl esay he per use continue rakhna bht mushkil he uske liye ap ko bht mehnat karni parti hai ise samajna parta hai or bht practice karni parti he warna trader is se apne aap hi bahar nikal jata hai,,,,
               
              • #217 Collapse

                yes it is not the wrong that the forex is very easy to join but my friend it is impossible to leave in the life ,so my friend if you want to get the success in the forex and if you want to lead as a good trader then work for this
                 
                • #218 Collapse

                  han bilkul esa hay kiun k is main profit itna hay k koi cahtay hue b is ko nahi chor sakhta or is k kaam main araam itna hay k jis ko aram k sath pesay b mil rahy hun to wo kiun ya kaam choray ga
                  • #219 Collapse

                    forex ko join karna to easy hay laken isko chorna bhat muskil hay ya admi ho ik nashy ki thara lag jata hy or insaan is ka adi ho jata hy agr chorna b chay to ni chord sakta it is very difficalt brother,,,
                    • #220 Collapse

                      forex is like an addiction once you get addicted to it you can never ever leave it and its more like gambling'too where you open every new trade thinking that'you will make profit in this trade and the excitement level of forex is more like an cricket you can not get your eyes away fom the chart once you open trade and with every up and down your excitement level goes up and down.
                      • #221 Collapse

                        Forex main addiction to hojati hai mujhe bhi hai kyun k main kabhi bare loss k bad forex ko chor nahi paya pata nahi kyun lekin addiction shayed bila waja hi hojati hai or yehi mere sath bhi hoa
                        • #222 Collapse

                          no from forex any user can leave anytime and he join anytime he wants because forex wholely depends on the favor and decision of its client so there is no need for you to be hasitating.
                          FOREX PAK FORUM FOREVER
                          • #223 Collapse

                            main is baat ko kuch youn kahon ga ke jab bhi koi forex trading ke business main ata hai aur wo is kaam ko start karta hai os ko muskil lagta aur ose loss bhi hota hai but jese hi is ko ye kaam samjh main ane lagta hai aur wo is kaam main profit banata then os ko is kaam ko chorna nahi chahata
                            • #224 Collapse

                              main ne to abhi naya hi join kia hai aur kaam main maza a raha hai, aur main smajhta hoon ke forex ko jo join karta hain wo khud hi nahin chorna chahta kyun ke jab us ko is se earning aana shuru ho jati hai to us ka dil karta hai ke ur zyada earning ke jai aur phir wo kaam karta hi jaata hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                forex me kaam krna ka lie experiance ki zarurat ha jb tk humara pass experiance nhi ho ga hum forex mekamyab nhi ho sakta trading ka lie bhi bhut zarurat ha ka hum knowledhge ki aur tb hum profit kr sakta han forex me aurpaise kama sakta han

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X