account ko hedge kab kerna chye aor kun?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    account ko hedge kab kerna chye aor kun?
    forex main ap sab logon nay hedge k bary main to zroor suna ho ga ager ap hedge krty hain to uska apko kia faida hota hai aor kun kertay ap apna hedge .mery kyal main to aik acha trader kbhi bhi apna account hedge per nh lagta kun k wo apnay apko loss say bachata hai aor safe trading kerta hai na he kbhi ussay account wash honay ka dar huwa hai aor na he kbhi wo risk main apnay account ko dalta hai.is liiye baz o qat jab trade loss main chali jati hain to account k wash hony ka ktra ho bhi sahe to kuch margin kaily apnay account ko hege kerta hai jab uski markete smjh main a jati hai to wo account ko hegde say khtam ker lata hai.istrah hede ka faida ho jata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: account ko hedge kab kerna chye aor kun?

    dear jub humara acount wash hony k qareeb ho tu humain opposite usi point per trdae lag daini chahaiy jis se humara count wash nhi hota is se na tu acount wash hota ha aur na safe rahta ha is se humara acount hedge ho jata ha mary khyal main tu asa nhi kerna chahaiy is se mazeed pareshani barh jati ha.
    • #3 Collapse

      Re: account ko hedge kab kerna chye aor kun?

      bhai jub ap ko lagy kh ap ka account wash hony wala hy yani ap ny ager sell ki trade open ki hy or trend bht high ja rha hy to is sy hmary account ko wash hony ka khatra hota hy is sy hmain buy ki trade open kerni chahiay jis sy hmara account hedge ho jata hy is liay hmara account wash hony sy bach jaty hn
      • #4 Collapse

        Re: account ko hedge kab kerna chye aor kun?

        Human apni trading Mein heding ko avoid karna chahie Kyunki has karna acchi baat nahin hai lekin Agar Ham Haj Ko avoid Karke apni mehnat aur Iske Saath Saath Apne learning se trading Karenge to hamare liye kamyabi ko Aasan banana Koi masla Nahin Hoga isliye Hamen chahie ke reading Mein wrong ways ko istemal karna Chhod Den aur proper tarike se trading Karen Taki apni kamyabi Ko Yakeen Ne Banaya Ja sake.
        • #5 Collapse

          Re: account ko hedge kab kerna chye aor kun?

          account ko hedge kabhi bhi nahin karna chahie hedge tab hi Hota Hai Jab aapke pass knowledge nahin Hota aapko pata nahin Hota ki market kya karegi agar aap stop-loss ke sath kam karoge to aapko is chij ki jarurat kabhi bhi nahin padegi to achcha kam karo aur tarike se karo Agar aapko samajh mein nahin hai to aap pahle learning karo experience on karo practice karo experience karo tab market mein aao
          • #6 Collapse

            Re: account ko hedge kab kerna chye aor kun?

            Forex mein hedging bhi Aik strategy hai mein hum apne account mein jab trade open kartay han tu aik sell mein open kartay han aur aik trade buy mein open kartay han aur js trade mein profit Hota hai hai us ko close kar datay Han aur Jo trade loss mein hoti hai us trade ka wait Kiya jata hai aur jab wo bhi profit mein hoti hai tu us ko close kar k profit earn Kiya jata hai ye New trader ko nahin karna cahaiye is se loss bhi ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: account ko hedge kab kerna chye aor kun?

              G dear mwmber ap nae thl kga kamiyab hasel krne k lye hme sb se zayda mhnt krne hoge js se hm is forum mae kamitab h ge r apko agar is firum mae kamyab hona h to apko chahe k ap os gorum mae hadge ko khtm kren thankd
              • #8 Collapse

                Re: account ko hedge kab kerna chye aor kun?

                Aap apni trades kaun si kitab hi hai jiska jab aapko yakeen Ho ki market vahan se return hogi Varna heising nahin karni chahie
                • #9 Collapse

                  Re: account ko hedge kab kerna chye aor kun?

                  hamain account k bary main planing ka rk hi hum achi trade kar k hi hum run karien gay aur hamain is k bary main anlsye kar k hi hum cahi trade karien gay aur hamain account main ksii bi wqat trade kar k hi hum sucss hon gay aru hamain anlsye kar h hum achi trade kar k hi hum loss say bach akty hain aur hamain is forum main bi trade karein gay ta k earn ho
                  • #10 Collapse

                    Re: account ko hedge kab kerna chye aor kun?

                    hamain account ko hedge main analsye kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is k bary main kam kar k hi hum achy say trae karien gay aur hamain is forum main bi account k rules ko mind main bi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main bi information achi ho gi tab hi hum real main bi kam kar k hi hum sucess hon gay ta k earn ho
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: account ko hedge kab kerna chye aor kun?

                      Salam to all dear forex traders Hedging ya Lock karna forex men ye word amoman use kia jata hay. hedge ka matklab hota hay ky agar ap nay GBPUSD ko buy kia huwa hay aur apki trade ziada loss men chali jati hay to ap account ko bachany ki khatir same volume say GBPUSD ko Sell kar detay ho esko kehtay hen Hedge ya Lock. lekin dear friends phir es tara ky account ko clear karni mushkil bhi hot hay aur time bhi kafi lag jata hay es lye apko chaye kay start say he save trading karen ta kay hedge karny ki zarorat he na paray. dekhen bari trade tab hi ki jati hay jab lalach ho to lalach say bachen kyn k ye deemak (Termite) ki tara ap kay account ko chat jati hay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X