Indicator par zaya itebar nahi karna market ki situation daiko.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator par zaya itebar nahi karna market ki situation daiko.
    Salam to all members. Dear traders indicator par zyada itebar nahi karna jab aap buy ya sell karte ho to daiko ke market ka situation kia hay matlab ke market mere against kitna ja sakta hay. Agr bohut down ho ya bohat up ho to use time trade laga lya karo to loss ka chance kam ho jata hay.our agar loss may jay to preshani ki bat nahi markeet wapas aaska hay our apko profit dayskta hay leken apne sabar karna hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicator par zaya itebar nahi karna market ki situation daiko.

    han bhai mery khayal main indicater her waqt ki news nh bta sakta yani jis waqt hum trade open ker rahy hn us ky analyses hmain nh data bulkh wh aik week pehly ky analyses data hy bhai hmain chahiay kh hum khud hi trading karin indicater py itbar na karin
    • #3 Collapse

      Re: Indicator par zaya itebar nahi karna market ki situation daiko.

      G han ap theak keh rahy hn hamen indicator py ziyada itear nai karna chiy belky hamen market ko deakh ky apni trade lagani chiy ham market ko analysis karn phar hamen jesa theak lagy ham vasy market ko sell ya buy kar dein ham market ko jetna dekhen gy ham outna hi achy sy apni trade laga saken gy.
      • #4 Collapse

        Re: Indicator par zaya itebar nahi karna market ki situation daiko.

        indicator market ko follow karte hain ab ismein masla yahan aata hai ki kuchh indicated lagging hote Hain aur bahut hi acche Hain ismein Koi shak nahin Hai lekin unka masala yah hota hai ye mumkin Hai Jab vah trend confirm karen to market ka trend use waqt khatm ho chuka ho to yah bahut bada masla Hai to hamen ek plan banana hota hai jismein chart patterns candlestick pattern bhi shamil kiye jaate Hain Taki Ham apne kam ko filter kar sake
        • #5 Collapse

          Re: Indicator par zaya itebar nahi karna market ki situation daiko.

          forex main kush indicator fake be hoty hain hamy in ky bary main full information hasil kar lyne chahey hamy market ke movement ko dakt kar investment karne chahey per he hum acha profit hasil kar sakty hain hamy is main aik time table bana kar kam karna chahey hum is main full time be kam kar sakty hain agar hum student hain to hum is main part time be kam kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Indicator par zaya itebar nahi karna market ki situation daiko.

            indicator ko sue kar k ihum achi trade kar k hi hum run karein gay aur hamain is forum main information achi ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain market main bi enter hony say pahly is k bary main information a chi ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain market main bi trader bannay say aphly is k bary main planing kar k hi hum real main bi earn ho
            • #7 Collapse

              Re: Indicator par zaya itebar nahi karna market ki situation daiko.

              Aur kahan ho Agar to coding Ek bahut hi Rishte Mein Hamen indicator ka upay nahin karna chahie indicator tab karna baat nahin hai kya main indicators per dukaan Karenge To Hamen Achcha signal Nahin bhi Milta kiski vajah se Hamara Hua karta hai isliye Hamen chahie reading kaise check Karen Business mein indicator pad band karne ke Bajar Mein Magar rakhti Hai Uska dukaan karne ki koshish karen
              • #8 Collapse

                Re: Indicator par zaya itebar nahi karna market ki situation daiko.

                bilkul Hamen market ke indicator per Jyada Bharosa nahin karna chahie Hamen agar koi trade Laga nahi ho To Hamen sabse pahle market ko analyse kar lena chahie js se hme pya hoga k market kse move kr re he is lye indecators p atibar na kren bilky apko khud se dekhna hoga r market ko ache trha se analyse krna hoga thanks
                • #9 Collapse

                  Re: Indicator par zaya itebar nahi karna market ki situation daiko.

                  Walikum assalam g dear member beshak i dicators hamy markete k trend ko find kerny main help kerty hain markete main boht se indicators hain jin main best indicator rsi hai per dear ham in per bhi blindly trust ker k trade open nahi ker sakty hamy khud se bhi her view se markete ka analyse lerna chahye is k her pehlo ko dekhna chahye phir trade open kerni chahye
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicator par zaya itebar nahi karna market ki situation daiko.

                    indicator par bi trade kar k hi hum suces sho sakty hain aur ye hamain markt k bary main hony wali moveemnt k bary main a chi information dety hain so haamain market main kam karein gayt ab hi hum achi trade karny main bi koi prblm na ho saky gi aur hamain is fourm main bi trade kar k hi hum loss say bach akty hain aur hamain is forum main bi earn karien gay
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicator par zaya itebar nahi karna market ki situation daiko.

                      aapko chahie aapko acche analysis Karen aapko market ke indicator per etbar nahin karna chahie Sab kuchh indicator ke mutabik nahin ho sakta aapko khud analysis karne chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Indicator par zaya itebar nahi karna market ki situation daiko.

                        hamy RSI indicator or CCA indicator ko use kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kam skay gy forex aik acha business hain hum is mai musalsl mahent sy kam kray gy to hamy kamaybe hasial ho jy ge forex paksitan mai legal ban cuka hain forex all world mai bohat taze sy famosu ho raha hain hum is mai any boss kud ap he hoty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Indicator par zaya itebar nahi karna market ki situation daiko.

                          forex main kush indicator fake be hoty hain hamy in ky bary main full information hasil kar lyne chahey hamy market ke movement ko dakt kar investment karne chahey per he hum acha profit hasil kar sakty hain hamy is main aik time table bana kar kam karna chahey hum is main full time be kam kar sakty hain agar hum student hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Indicator par zaya itebar nahi karna market ki situation daiko.

                            dear ap ko is tarah tukay se trades open nehi karni chahiey kay market zeyda up chali gai ha tu sell ki trades open kar le or agr market zeyda down chali gai ha tu buy ki trades open kar le yeh achi stragety nehi ha ap ko chahiey kay ap price action ki stragety bhi use karay or meray exprience kay bhi mutabik me bhi kehta hu kay such me indicators par full depend nehi karna chahiey balkay ap ko chahiey kay indicators se just market ki direction le

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X