Forex ma asaniya kam or muskilat zayada hai but earning k lae inko bardast karna hota

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ma asaniya kam or muskilat zayada hai but earning k lae inko bardast karna hota
    Salam friends forex ma asanya bhot kam hoti hai jb k muskilat bhot zayada hoti hai, en muskilat ko face karny k bad he earning tak poncha ja sakta hai, jo in muskilat sy dar jata hai wo earning ni kar sakta, es lae in muskilat ko boldly bardast karna zaruri hai, ap kya kahyn gy, plz comment????????????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ma asaniya kam or muskilat zayada hai but earning k lae inko bardast karna

    Assam alaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai forex mein aseania kam aur mushkil aaj jyada hai fir bhi hamen bardaasht karke kaam karna padta hai tabhi Ham acchi earning kar sakte hain koi bhi kam karna aasan nahin hota har kam mein mushkilat ka samna karna parta h forex mein vahi log kamyab hote Hain Jo mushkilat ka dat KR samna krte hn
    • #3 Collapse

      Re: Forex ma asaniya kam or muskilat zayada hai but earning k lae inko bardast karna

      Dear friend mery khial mn to Forex P itni ziada mushkilat ni hti jitna ap ny btaya hy yeh earning ka sb C asan kam hy r investless b hy q k is p Kan C Kam investment hti hy r Han yeh Kam Thora sabr chahata hy
      • #4 Collapse

        Re: Forex ma asaniya kam or muskilat zayada hai but earning k lae inko bardast karna

        Ji bilkul Forex mein bahut sari problems ko face karna padta hai lekin agar aap ne Forex Mein earning karni hai to aapko ine Sab problems ko face karna hoga tab hi option trader Ban paoge aur aap Forex Mein acchi earning kar paoge
        • #5 Collapse

          Re: Forex ma asaniya kam or muskilat zayada hai but earning k lae inko bardast karna

          Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men kamyabi hasil karnay k liay shuru shuru men bahut c mushkilat ka samena karna parhta hey lekin hamen himat nhi haarni chahiay balkay pahlay se ziyada mehnat karen tu mushkil aasan ho jati hey aur aik kamyab trader ban saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Forex ma asaniya kam or muskilat zayada hai but earning k lae inko bardast karna

            Dear friends koi bhe kam asan nhi hota balke har kam main mushkilaat ka samna karna pharta ha lakin har mushkil k bad 2 asani hoti hain agar hum forex main 2 muskilaat ko bardast karain gey to hum ko asaniyoin bhe 2 Milain gey
            • #7 Collapse

              Re: Forex ma asaniya kam or muskilat zayada hai but earning k lae inko bardast karna

              bilkul friend forex aik tuff buisness ha hm iski learning k bagahir kamyab nhi ho saktay is k liay hmain bht difficulties face karna parti hain mgr success usi ko milti ha jo in ko bardasht karay, mehnat aur lagan k sath kam karay
              • #8 Collapse

                Re: Forex ma asaniya kam or muskilat zayada hai but earning k lae inko bardast karna

                Dear Forex members Koi b aisa business me h jis mn mushklat na hon. Ager hm mushklat sa ghbra jaen ga to hm kbi b apny mission mn kaamyabi hasil me ker sakty. Hmen chaya k hm ziada sa ziada apny kaam mn sincere hon or kamyabi hassil kerny k Lea forex mn sar toor koshish kren. Jo log mehnti hoty hn wo kbi b kaam sa g ne churat or dil lga k kaam kerty hn.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ma asaniya kam or muskilat zayada hai but earning k lae inko bardast karna

                  Dear ap ki bat bilkul theak h lakn paksitan forex main hamin mahnat karni parti h is main kam karna asan ni hota is main hamin bhut mushkil hoti h lakn hamin is main mahnat aur lagan k sath kam karna parta h agr hum is main mahnat karty hain aur achi quality ki posting karty hain tw hamin acha bonus milta h
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ma asaniya kam or muskilat zayada hai but earning k lae inko bardast karna

                    hamay analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik world wide business hain hamy learning gan kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam karii sakty hain yai paksitan mai legal business ban ccuka hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ma asaniya kam or muskilat zayada hai but earning k lae inko bardast karna

                      Ji home reading karna Koi Aasan Kam Nahin Hai per trading ko sabse pahle samajhna hoga sabse pahle Hamen market ka message karna hoga analysis Karenge To Ham Behtar trading kar Sakenge Hamare decision wrong bhi ho sakte hain Agar Ham money management aur risk to reward ratio ke sath kam Karenge To Ham long-term profit Mein rahenge

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X