lots size ka intekhab kaisay karay aur lots size kam rakhnay kay faiday konse hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lots size ka intekhab kaisay karay aur lots size kam rakhnay kay faiday konse hain
    lots size ka intekhab capital me majod balance kay hisab se rakhna chahiey
    ap ka pass jitna balance ho os kay hisab se lots size ka intekhaab karay agr balance zeyda ha to lots size kuch zeyda rakha ja sakta ha agr balance kam ha to lots size kam rakhna chahiey
    lots size kam rakhnay kay faiday yeh hain kay ap ko na to zeyda loss hota ha or na ap ka capital wash hota ha agr ap discipline kay sath market me analysis karne kay bad trades open kartay hain mostly traders galt lots size ka intekhab kar ke apna account wash karwa letay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lots size ka intekhab kaisay karay aur lots size kam rakhnay kay faiday konse hai

    dear g hasn ap nay sahe bat kahe hy ham ko chye k ham is main appnay account balance k mutabiq ham ko chye k ham lot ko use kaein agar ham is main aisa kertay hein to ham ko is main zaroor kamybi hasil ho sakti hay is main ham ko chye k ham is main mehnat k sat kam ko ker k khud ko best say bet banay ki try kertay rahein s main he ham k kamybi ho g forex main .
    • #3 Collapse

      Re: lots size ka intekhab kaisay karay aur lots size kam rakhnay kay faiday konse hai

      lot size ka intekhab account ko dhek ker kiya jata hy accounrt ager chota ho top lot size bhi chota hi lagain 1 thousnd k accoun t per zeeada sey zeada 0.50 tak hi lot size use krein other wise 0.40 bhi bnest rehta hy issey chota accopunt hoga to lot size bhi chota use kiya jaioya ga ye hamry avciount bouns per depended hota hy
      • #4 Collapse

        Re: lots size ka intekhab kaisay karay aur lots size kam rakhnay kay faiday konse hai

        Dear friend hum forex trading main trade lagaty hain to hamain trade lagany sy phlay hamain aik option milta hy hum us ka intakhab krty hain hamain forex trading main hamesha km sy km lot size lagany ki koshish krny chahay hamain trading main lalach nahi krny chahay q k lalach main loss hota hy
        • #5 Collapse

          Re: lots size ka intekhab kaisay karay aur lots size kam rakhnay kay faiday konse hai

          G brother ap n thk kaha hy k humy lot size apni calital amount k mutabik set krna chahiya agr hamari capital value km hy to humy lit suze bhi km rakhna chahiya aur agr capital value zeada hy to lot size bhi zeada rakh ly aur jitna lot size km ho ga utna acha profit gain ho sakta hy
          • #6 Collapse

            Re: lots size ka intekhab kaisay karay aur lots size kam rakhnay kay faiday konse hai

            AP doston na bilkul bja farmaya h k lot size ka basic depend account size pa depend kerta h. Ager ap k account ka size bht chota h to ap ka lot size km ho ga point fifty sa b Kam rakhen q k ager loss ho to us sorat mn ap ka account wash na ho so hmen apny kaam ko bhtr sa bhtr andaz mn kerna chaya warna hm apny account sa b hath dho bethen ga or koi b fida ne ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: lots size ka intekhab kaisay karay aur lots size kam rakhnay kay faiday konse hai

              Dear brother forex trading men apnay balance k hisab se lot size ki achi selection karna hi asal men money management hoti hey iss liay apnay balance aur experience k hisab se lot size select karen aur small lot size ko use karen iss se safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur acha profit bhi milta hey
              • #8 Collapse

                Re: lots size ka intekhab kaisay karay aur lots size kam rakhnay kay faiday konse hai

                lot of size ko km akh k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay aur hamain market main kam karny k liye learning karni ho gi tab hi hum run karin gay aur hamain is forum main kam kar k hi hum apni har zaroat ko pora kar k hi hum run karien gay aur hamain is forum main bi enter hony say aphly is k bary main planing karein gay tab hi hum run karien gay
                ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                • #9 Collapse

                  Re: lots size ka intekhab kaisay karay aur lots size kam rakhnay kay faiday konse hai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
                  lots size ka intekhab capital me majod balance kay hisab se rakhna chahiey
                  ap ka pass jitna balance ho os kay hisab se lots size ka intekhaab karay agr balance zeyda ha to lots size kuch zeyda rakha ja sakta ha agr balance kam ha to lots size kam rakhna chahiey
                  lots size kam rakhnay kay faiday yeh hain kay ap ko na to zeyda loss hota ha or na ap ka capital wash hota ha agr ap discipline kay sath market me analysis karne kay bad trades open kartay hain mostly traders galt lots size ka intekhab kar ke apna account wash karwa letay hain
                  Jab aap Sambhal Lord use Karke kam Karte Hain To Ishq Bhi Sambhal Hota Hai Jab aap risk Sambhal Lenge to profit aur loss bhi kam hi hoga jisse aapki trading Mein Kafi help Hogi aur aapki trade long time Tak Chal sake gi
                  • #10 Collapse

                    Re: lots size ka intekhab kaisay karay aur lots size kam rakhnay kay faiday konse hai

                    dear forex trading mains mall lot size ka faida yah hota hai k apki trading main risk kam hoga or jub hmari trading main risk kam hota hai tu hmain loss bhi kam se ka m hota hai or hum apni trading main acha profit bhi lay skty hain or kam lot main trading ki jay tu hmain apni trading main money managment k sath trading karny main asani hoti hai or hum os main kamyab trading kar skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: lots size ka intekhab kaisay karay aur lots size kam rakhnay kay faiday konse hai

                      dear mera kahayal hy k ap har trade main lot saiz ka istaml karny kilye pair ki movement k mutabik matlub pair jis taraha move kar rahy hon ager acha move kar rahy hon tu thura lot saiz zeyada use kar lien ager thura week hon tu pher lot saiz koshsh karen k kum sy kum istaml karen tab he ap pher is sy acha profit gain kar saken gy is taraha ap har trade sy loss sy mahfooz rahen gy or ager ap ko loss ho bhe gaya kisi trade main tu koch khas ni hoga matlub zeyada loss ni hoga ap ka account save he rahy ga
                      • #12 Collapse

                        Re: lots size ka intekhab kaisay karay aur lots size kam rakhnay kay faiday konse hai

                        lot of size ko km rakh k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay aur hamain amrket main kam karien gy tab hi hum sucess hon gay aur hamain is forum main bi trader banany say aphly is k bary main planign kar k hi hum achi trade kar k hi hum loss say bach real main bi trade kar k hi hum real main bi trade kar k hi hum suces sho askty hain ta k earn karien gay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: lots size ka intekhab kaisay karay aur lots size kam rakhnay kay faiday konse hai

                          hamain lot of size ko km rakh k hi hum achi trade kar k hi hum run karin gay aur hamain is k bary main planign kar k hi hum suces ho sakty hain aur hamain market main kam kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karien gay aur hamain trade kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain is forum main bi trade kar k hi hum run karien gay ta k earn ho

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X