Kya forex ma exprience or knowldge sy sahe waqat py acha fesla lny ma madad melti ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya forex ma exprience or knowldge sy sahe waqat py acha fesla lny ma madad melti ha?
    Friends forex ma fesla karny k lae bhot kam time hota hai, serf knowledge or experience sy he sahe waqat ma acha decision leny ma madad melti hai, agr knowledge or experience kam hai to ham doubt ma he rehty hai k es waqat hamy buy karna chahr k sell karna chahe, ap es bary ma kya kahyn gy, plz comment?????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya forex ma exprience or knowldge sy sahe waqat py acha fesla lny ma madad melti

    Jiii jiii bilkul apkii bast sahii haiii forex ky andr achy kbowldge aur achyy expetince sy hmain bhot faidaa hotaa haii aur jss main him bhot saary achy faisly las skty hain aur un faislon main iss sy hmain achas faidaa mill sjtas haii aur hum achas bonus bhe hasill kr smtu hain aur achii earning bhe hadill kr skty gain
    • #3 Collapse

      Re: Kya forex ma exprience or knowldge sy sahe waqat py acha fesla lny ma madad melti

      bilkul brother Agar hamare pass Forex form se related achcha experience hoga aur achcha knowledge hoga to Ham Forex Mein trading ke waqt acche faisley kar sakenge lekin Hamen Hamesha market ki movement ko samajhte hue trading karni chahie to hi Ham Kamyab trader Ban payenge
      • #4 Collapse

        Re: Kya forex ma exprience or knowldge sy sahe waqat py acha fesla lny ma madad melti

        g baai aaap ko is may jithna ziada experiance our knowledge hoga aap is may uthna zuada acha faisala kar sakthay hay our aap is say faida uta sakthay hay kionka ye business hah he experiance our knowledge ka is liah hamay ziada koshish karna chahiay k is may expert ban jaaye.
        • #5 Collapse

          Re: Kya forex ma exprience or knowldge sy sahe waqat py acha fesla lny ma madad melti

          G han forex trading men knowledge aur experience kamyabi k major tools hen jiss k pass yeh dono tools mojood hen woh her faisala waqt pe kar k achi trading kar sakta hey iss liay pahlay posting k zariay knowledge hasil karen aur phir demo account se experience hasil karen aur phir mehnat karen
          • #6 Collapse

            Re: Kya forex ma exprience or knowldge sy sahe waqat py acha fesla lny ma madad melti

            bilkul dear agr ap k pass forex ka acha knowledge aur experience ha to ap achi planing kar k aur situation k mutabik decision la k apni trade ko profitable bna saktay hain is liay forex ko ziada time dain ta k ap isay behtar understand kar sakain
            • #7 Collapse

              Re: Kya forex ma exprience or knowldge sy sahe waqat py acha fesla lny ma madad melti

              Han g dear ap ny Sahi Kaha hai fore. Knowledge AUR achy experience sy he ham Sahi waqt par Acha faisla Kar sakty Hain hamen Chaheay ky Forex main meh at k sath Karen aur Forex main Ghar bethy Achi earning kamiyab shukriya
              • #8 Collapse

                Re: Kya forex ma exprience or knowldge sy sahe waqat py acha fesla lny ma madad melti

                hamain market main help leni chahye so hamain is forum main kam kar k hi hum apni har zarorrat ko pora kar k hi hum achi trade karien gay aur hamain mind ko fresh kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain is fourm main bi trader bannay say aphly is k bary main ansley kar k hi hum achy say trae kar k hi hum kamyabb ho skaty hain ta k earn ho saky gi
                • #9 Collapse

                  Re: Kya forex ma exprience or knowldge sy sahe waqat py acha fesla lny ma madad melti

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
                  Friends forex ma fesla karny k lae bhot kam time hota hai, serf knowledge or experience sy he sahe waqat ma acha decision leny ma madad melti hai, agr knowledge or experience kam hai to ham doubt ma he rehty hai k es waqat hamy buy karna chahr k sell karna chahe, ap es bary ma kya kahyn gy, plz comment?????
                  Jab aap Logon ke pass Achcha experience hoga to aap right time Kyon paraai decision Le payegi otherwise aap log wrong decision Lekar galti kar baithenge jisse aap logon ko bahut nuksan hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya forex ma exprience or knowldge sy sahe waqat py acha fesla lny ma madad melti

                    G han dear members apne she kha hy hume forex me acha experience aur knowledge ka hona bhout zarore hota hy koke is se hum ak she fasla kar sakty hy aur apne hume koe bhe fasla ho soch smjg ke he karna chye ase nhe karna chye bager sochy smjhy hume experience ke sath he karna ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya forex ma exprience or knowldge sy sahe waqat py acha fesla lny ma madad melti

                      aisa hi hai Forex Mein Jitna Achcha experience on Knowledge Hoga utna hi best work kar Payenge Apne experience market ki movement ko understand Karke Kamyab trading kar Payenge Apna learning aur practice Karke experience knowledge improve karna chahie..
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya forex ma exprience or knowldge sy sahe waqat py acha fesla lny ma madad melti

                        G han dear pakistan forex main agr ap k pass knowldge aur experince h tw ap kamyab ho sakty hain agr ap k pas knowldge ni h tw kabhi bhi kamyab ni ho sakty hamin chihey is main bhut mahnat aur lagan k sath kam karin agr forex main ap k pas knowldge aur experince h tw ap ko sae waqt per acha faisla lainy main madad milti h
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya forex ma exprience or knowldge sy sahe waqat py acha fesla lny ma madad melti

                          Ji bhai Forex mein hamare Pas Jitna zyda knowledge Aur trading experience ho ga hamare Andr utni zyda Decesion power ho gi hum utni zyda Achi earning Kar skain ge kyun ke Bina knowledge ke hum aksr trading mein double minded ho Jate Hain Aur Double minded mein aa ke hum mostly mistake Krte Hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X