Junior ko kis time frame par trading karni chaia

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Junior ko kis time frame par trading karni chaia
    Asalamu Alaikum.
    Junior or new members ko low capital k sath kis time frame par trading karni chaia jis say hum easily trade.jaldi target hit kar sky or acha profit bhi haisl kar sky
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Junior ko kis time frame par trading karni chaia

    Aapane bahut Achcha Sawal Kiya Hai juniors ko Forex trading Mein chote timeframes per kam karna chahie Kyunki Jo juniors hote hain unhen long term trading ki samajh nahin aati aur na analyses Ka Pata hota hai vah scalping kar sakte hain aur vah Chhote timeframe Jaisa k m v hai ya M30 m15 is per trading kar sakte hain unke liye acche Hain
    • #3 Collapse

      Re: Junior ko kis time frame par trading karni chaia

      yes juniors ko mehnat karnii chahiey sab see phel to understand ko practice karni chahiey trading ki agar un ki practice achi ho Jaye gi to understand ki trading khud hi achi ho Jaye gi is ke liye bus demo pe kaam karna buhat hi zarori hai sir like mehnatr karain aura Cha Kam karain aur achi trading mein earning tab ho gioi jab AP ke pas emotional control ho g a
      • #4 Collapse

        Re: Junior ko kis time frame par trading karni chaia

        agr ham forex main juniors hain to hamy achi learning hasil kar ky mehant sy kam karna chahey pher hi ham acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apni mari sy out off cost account bana kar be kam kar sakty hain agr hamy kisi baat ki samaj nahi aa rahi to ham apny seniors ki tips ko follow kar sakty hain or loss sy bach sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Junior ko kis time frame par trading karni chaia

          junior ko trading karty hua khas khayal rakhna chahiay jitna ziada soch smjh k Kam kro gy utna ziada faida hoga junior ko chahiay k jitna ho skay apny kam ko better kry tbhi kamayab hoga ni to kuch bhi gain karna bht ziada myshkil ho sakta h junior ko bht ziada knowledge r experience ki need hoti h
          • #6 Collapse

            Re: Junior ko kis time frame par trading karni chaia

            Main b janna chahungi q k mujhe b is bare main koi ilm nhi hai so kindly seniors hamari rehnumai kijiyega
            • #7 Collapse

              Re: Junior ko kis time frame par trading karni chaia

              time ko mange kar k hi trade karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain is k bary main planing karni ho gi aur time frame ko use kar k hi trade karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain is k bary main planing karni ho gi ta k earn karien gayy aur is forum main greed koa void karna ho ga tab hi hum trade karein gay aur is forum main knowlsge ho ga ta k earn ho saky gi
              • #8 Collapse

                Re: Junior ko kis time frame par trading karni chaia

                forex main time frem ke kie iqsam hain hamy time frame ko use kar ky kam karna ho ga forex aik aam jon sy bahtar hain hum is mai kam karty hain or yai hamy kam karny par amount dyta hai hum pasio ko apne marze sy karsh kar sakty hain hum is main live kam karty hain hum is main sada urdu mai kam karty hain hamy meyare posts par thanks dany chahey
                "The mind is everything, What you think you become"
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Junior ko kis time frame par trading karni chaia

                  Dear joniors ko chaiya kay sab say pahlay aap market may jab in ho to pahlay apna capital daykhn lo kay iss ki waja say aap loss to nahi kar jaatay ho quen kay market ka koi pata nahi hota hay ya up bi hota hay or down bi iss liya direct forum say bonus kay baad aap nay treading ko start nahi karna hay aap nay pahlay iss ko seekhna hay kay aap iss ko chal saktay ho ya nahi.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X