currency mai trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    currency mai trading
    hum currency mai kam kar ky ache earning gai kar sakaty hain hum is maai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota foirex aik amm business ke nisbat acha business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is ami bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex jasa koi or business nahi hain dunay bar mai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: currency mai trading

    Forex trading men jo new traders hen ya jin ka bonus kam hey unn ko shuru men currency pairs men trading karni chahiay kiun k currency pairs men small lot size use kar k safe trading kar saktay hen aur phir acha profit bhi kama saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: currency mai trading

      hum currecny mai kam kar ky ache earning gain kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik amm business ke nisbat acha business hain hm is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nai hain
      • #4 Collapse

        Re: currency mai trading

        hamain market main currncy ko use kar k hi hum achi trade kar k hi hum run kran gay aur hamain market main koi bi currency ko use kar k hi hum achi trade karny main bi trade karny main bi koi prblm na ho saky gi aur hamain market main kam kar k hi hum achy say trae kar k hi hum loss say bach sakty hain tab hi hum real main bi kam karin gay ta k earn ho
        • #5 Collapse

          Re: currency mai trading

          hamy euro usd currency main trading karne chahey agar hum expert trader hain to hamy gold pair main trading karne chahey hum is maih live kam karty hain hum is main sada urdu main kam karty hain hamy is main aik time table bana kar kam karna chahey forex aik asa business hain jo hamy learnin be dyta hain or yai hamy meyare kam karny par earning be dyta hain
          • #6 Collapse

            Re: currency mai trading

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Holi پيغام ديکھيے
            hum currency mai kam kar ky ache earning gai kar sakaty hain hum is maai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota foirex aik amm business ke nisbat acha business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is ami bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex jasa koi or business nahi hain dunay bar mai
            New traders ko currency pairs Mein trading Karni chahie iska sabse main reason yah hai ki currency pairs main market Jyada fast mood nahin karti hai aur na hi traders ko bahut jaldi Jyada loss hota hai isliye traders ko currencies Mein kam karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: currency mai trading

              Ji currency Mein trading bahut acchi hoti hai Or risk b nhi hota aap Agar Soch samajhkar currency pairs p trading karen to is se Hamen bahut fayda hasil ko sakta hai lekin pahle Hamen trading ko learn karna chahie aur pair ki movement ka acchi Tarah Jyza lena zaruri hai. Hamen start mein lot size kam use karna chahie vaise to metal ki trading bhi bahut acchi hai lekin metals Mein risk bahut zyada hota hai Jaisa ke gold aur crude oil Mein risk Kafi zyada hota hai new members ko metal se avoid karna chahie aur currency pair pay kam lot size use Kar ke trading Karni chahie.
              • #8 Collapse

                Re: currency mai trading

                g han is forum main hum currency main bi trade kar k hi hum run karin gay aur hamain is furm main bi trade kar k hi hum achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain is forum main bi entr hony say aphly is k bary main b i knowldge hasil kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is forum main bi trend ko use kar k h hum achi trade karny main bi koi prblm na ho saky gi ta k earn karien gay
                • #9 Collapse

                  Re: currency mai trading

                  Currency pe trading karne main b faida hai. Trading chahe jis b pair pe ki jae profit tb e milta hai jb analysis k bad trade open ki jae or jaldbazi na ki jae.. Jitna soch samajh kr kam kiya jae utna faida hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: currency mai trading

                    forex aik acha business hain hum is mai live kam currency mai be kr saktuy hain hum is mai apne marze sy time tbale bana kar kam kar sakty hain hum is ma iagar bager leanring ky kam kary gy t hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hto forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                    • #11 Collapse

                      Re: currency mai trading

                      currency ko use kar k hi hum cahi trade kar k hi hum run kraien gay aur hamain trader bannay say aphly is k bary main information achy say trade kar k hi hum real main tradr bannay say pahly is k bary main information achi ho gi tab hi hum real m ain bi trade kar k hi hum suces shon gay aur hamain market main bi trade kar k hi hum perform karein gay
                      • #12 Collapse

                        Re: currency mai trading

                        Yeh reality hy .humy total apna focus apne work ki tarf krna chehya
                        Jb tak hum ak work ko time nh de hum kese phr agay nikaly ge..hum kch proper time dena chehya or
                        • #13 Collapse

                          Re: currency mai trading

                          Forex trading wahid plateform hy jo achi earning deta hy. Beginer ko sb sy pehly demo account py sekhna chahiyay taky usy ye pta chl sky kh trading kesy krni hy. Us k bad he wo real account py kam kr k achi earning kr skta hy
                          • #14 Collapse

                            Re: currency mai trading

                            agar Ham kisi ek currency ko pakadkar pura mahina uske upar Trideng karte Hain to Ham use a currency se bahut zyada earn kar sakte hain isliye humko chahie ki Ham kisi ek currency ko pakad len aur usi per hi Trideng Karen.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: currency mai trading

                              forex trading market main hum commodites oar bhe stocks par bhe or currencies par bhe trading kar sakte hain lakin in sab se ache trading jo hote hae wo hum currency pair par kar sakte hain q ke yhe hamen profit bhe acha de jate hain orhamen is main zayada loss bhe hota hae to isi liye hmen cahiye ke hum sirf currency par he tradig karen gold par jaen he na q ke yeh bahut risky hote hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X