Kia businessman bhe trading kar sakty hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia businessman bhe trading kar sakty hain?
    Salam too all dear Forum members main ujmeed karta hun aaop sub khairiyat sy hon gy. Main ye jana chaata hun k kia trading businessman k liay bhe sahi hy ya nahi kia tradin main sara din kaam karna parhta hy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia businessman bhe trading kar sakty hain?

    G han dear members apne she kha hy forex me har koe kam kar sakta hy wo koe business man ho ya koe asa members ho har koe ise join kar sakta hy ameer ho ya ghreab ho ye har ke ly ak jasa business hy ise har koe join kar sakta hy
    • #3 Collapse

      Re: Kia businessman bhe trading kar sakty hain?

      Walikum asalm g bilkul dear businessman b trading kr sgta ha me kud ik businessman hu or trading kr raha hu trading time mangti ha koe be kam kare bnda sth trading kr sgta ha agar ice ham time dege to zarur kr sgte ha agar koe bnda free be ho or time na de to wo free rah ke be trading ni kr sgta.
      • #4 Collapse

        Re: Kia businessman bhe trading kar sakty hain?

        g han business mans apny fre time mai forex mai kam kra sakty hain or bahtren earning gain kara sakty hain forex jasa koi or business nahi hain dunya bar mai hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kari sakty hain hum is maai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex pury pakistan mai legal business ban cuka hain
        • #5 Collapse

          Re: Kia businessman bhe trading kar sakty hain?

          G han pakistan forex her traha sy avilable h agr hum pakistan forex main mahnat aur lagan k sath kam karin tw id main hamin success zaroor milti h is main koi bhi kam kar sakta h aur trading kar sakta h soo is main busnesmain bhi kam kar sakta h aur trading bhi kar sakta h aur mahnat sy kamyb bhi ho sakta h
          • #6 Collapse

            Re: Kia businessman bhe trading kar sakty hain?

            g is forum main information achi ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain marekt main kam kar k hi hum achi trade karien gay aur hamain trnd ko sue ka rk hi hum loss say bach sakty hain aur hamain part time main bi job kar skaty hain aur full time main bi job kar k hi hum achy say trade kar k hi hum loss say bach sakty hain ta k loss km ho sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Kia businessman bhe trading kar sakty hain?

              yes why not businessman bhi trading kar sakty hn q k trading men koi asa koi kam ni h jo na kia ja saky is men koi hard and fast rules ni hn jitna ziada isko smjho forex utna ziada asan hota jata h is s faida uthana chahiay hm sbko bs jitna ziada ho siay idhr mehnt kro
              • #8 Collapse

                Re: Kia businessman bhe trading kar sakty hain?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
                Salam too all dear Forum members main ujmeed karta hun aaop sub khairiyat sy hon gy. Main ye jana chaata hun k kia trading businessman k liay bhe sahi hy ya nahi kia tradin main sara din kaam karna parhta hy?
                walakum slam forex business main har banda trade kar sakta hai our forex business main chahye ap ki job hai ap koi dosra bhi kaam karte hain to ap ko achi earning hasil ho jati hai agar esa business man jo koi our business karta hai woh forex business ko bhi join kar sakta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Kia businessman bhe trading kar sakty hain?

                  Ji bilkul koi bhi Banda Ho Pareshan mat reading kar sakta hai yah bahut achha 204 lekin isliye aapko sabse pahle Apni Taraf se dar Nahin Karni padati aur uski taraf se practis karni padati hai tab bhi aapko acchi Nahin Hoti Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia businessman bhe trading kar sakty hain?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
                    Salam too all dear Forum members main ujmeed karta hun aaop sub khairiyat sy hon gy. Main ye jana chaata hun k kia trading businessman k liay bhe sahi hy ya nahi kia tradin main sara din kaam karna parhta hy?
                    Salam dear friend g han bilkul businessman bhi kar sakty hen dekhen forex ek bhoot he mazaydar business hay kyn kay ap esko apni fursat men kisi bhi time kar sakty hen time ki koi pabandi ni hay farz karen agar ap businessman hen to ap office men jab apnay kam say free hon to ap trading kar sakty hen. gahr men beth kar gari men safar karty huway bhi. bas paka knowledge acha hona chaye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia businessman bhe trading kar sakty hain?

                      Assalamu Alaikum how are you all ji bilkul businessman b achy sy trading kar sakte hain aur usko Apna job ke Taur per banaa sakte hain.. bus yah hardwork require hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia businessman bhe trading kar sakty hain?

                        Ager ap koi business kerty hn or ap k pass extra time ho to ap zaror trade ker k extra business b ker sakty hn. Hmen is k Lea form pa bht ziada mehnat kerni ho ge so hmen is sa fida ye ho ga aik to hmary experience mn izafa ho ga dosra trade ka treka b aa jae ga or hm extra pass kma sakty hn.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia businessman bhe trading kar sakty hain?

                          agar hum student hain yai hum jobless hain to hum is main part time be kam kar sakty hain hum is main full time be kam kar sakty hain hamy is main meyare kam karna chahey agar hum is main tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka yai moderator ka koi qasur nahe hota loss hum apne he waja sy karty hain hum is main dollar main bonus earn karty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia businessman bhe trading kar sakty hain?

                            business mans be trading kar sakty hain forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kari sakty hain hum is mai din mai be kam kar skty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hmy looss ho jy ga is mai market ka balm ahi htoa forex aik assa business hain jo hajmy learning be deta hain or hamy earning be deta hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia businessman bhe trading kar sakty hain?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
                              Salam too all dear Forum members main ujmeed karta hun aaop sub khairiyat sy hon gy. Main ye jana chaata hun k kia trading businessman k liay bhe sahi hy ya nahi kia tradin main sara din kaam karna parhta hy?
                              Forex trading co koi bhi join kar sakta hai Chahe vah Koi kam karta hai ya nahin karta vah Forex trading call join kar sakta hai Forex trading mein bahut Sare job holders government job holder aur Businessman aur Har type Ke Log Shamil Hai
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X