expert trader long term trading kary
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: expert trader long term trading kary

    dear forex markeet main main jink pass acha knowledge hota hay wo kabhi bhi scalping nai kartay hain jiski wajha say unko markeet baar baar nai daikhni party hay aur jo ham jaisay scalpers hotay hain wo markeet ko baar baar daikhtay rehtay hain aur jis trades nay acha profit daina hota hay ham usko jaldi say cut kartay hain aur sahi tareekay say markeet say earn nai kartay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: expert trader long term trading kary

      Dear sir may pahlay long term may trading karta tha laykin aik baray loss kay baad ab may kabi bi long term par nahi jaata hoon quen kay iss may 100% loss ka chance hay or profit bi hay laykin utna nahi hay jitna loss hay iss say bahtar ya hay kay aap news par tawaja do to ziyada kaam seekh sako gay or aap ko aik acha profit milta rahay gaa.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: kamran1231 پيغام ديکھيے
        Dear sir may pahlay long term may trading karta tha laykin aik baray loss kay baad ab may kabi bi long term par nahi jaata hoon quen kay iss may 100% loss ka chance hay or profit bi hay laykin utna nahi hay jitna loss hay iss say bahtar ya hay kay aap news par tawaja do to ziyada kaam seekh sako gay or aap ko aik acha profit milta rahay gaa.
        Dear just news ki trading pay na rahain. Ap sath main jab be trade karain sath ap mai technical analysis karain. Ap kay technical analysis jab karain gy tu ap dunu ko check kar kay apni trade ko match kar sakty hain. Esleye koshsih karain ap long term trade be karty hain tu ap ka time frame ko chose kar sakty hain. Esleye koshish karain jab be ap trade karain. apny technical or fundamental analysis ko sahi tarha check kar kay phir trade karain gy tu ap ko faida ho sakta hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X