Short term trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Short term trading
    Asalam O alikum kya short term trading faida daiti hai ya humain long term trading hi karni chahye short term trading main hum ziada faiday main rahtay hain aisa main maanta hoon kyun kay short term main market anlaysis acha ho jata hai jab kay long term main market analysis theak tarah nai ho pata
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Short term trading

    agar hum forex mai new hain to hamy shoert term trading karne ho ge pher he hum ach bonus kama saky gy forex aik aasa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is maai bager pasiao ky account bana kar bekam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex ai leghal business hain
    • #3 Collapse

      Re: Short term trading

      hamain short trer main bi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain trader banany say aphly is k bary main learning karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain market main kam kar k hi hum apni har zaroat ko pora kar k hi hum a chi trade kar k hi hum real main kam kar k hi hum suces shon gay tab hi hum market main bi trade karien gay
      • #4 Collapse

        Re: Short term trading

        Trading short term and long term donon Mein Hamara experience Achcha Hoga To Ham acchi kamyabi Hasil kar Sakenge Agar Ham Ja Kahin ki Hamara experience Achcha Na Ho aur ham donon Tarah Ki trading Mein acchi kamyabi ko Hasil Karen To Aisa possible Nahin Hai Hamen sabse pahle Apne experience aur apne knowledge ko improve karne ki koshish Karni hogi uske bad hi Ham, bhi koshish Ki Nahin banaa sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Short term trading

          hum is main short term trading be kar sakty hain or long term trading be kar sakty hain hamy knowledge or experience hasil kar mehnat or lagan sy kam karna chahey per he hum is main ache earning hasil kar sakty hain or apne needs ko pora kar sakty hain hum is main online kam karty hain or dollar main bonus earn karty hain hum is main weekly bonus withdraw nahe karwa sakty
          • #6 Collapse

            Re: Short term trading

            Kotla Jyada speed Aur aasani Ke Sath aur fresh mint ke sath samajh Sakenge fresh mind Hamare Karm ko dusre kaun se ideal banata hai aur Hamari ideology bhi bahut jyada acche wali Ho Jaati Hai kam ko manage karne ke liye Hamen confidence ko kabhi bhi loose nahin karna chahie aur Hamesha positive mind ke sath karna chahie Sab members ko chahie ki agar Hamen Yahan per nuksan Hota vah Najar Aata Hai
            • #7 Collapse

              Re: Short term trading

              forex trading main asal main long term trading bahut bare investor krte hn hn jen k pas bahut bra capital account hota hai kiun k unk pas short term trading krn kelye time hi nahi hota es leye wo bahut bri investment sy long term trading krte hn R jen k pas investment kam hoti hai wo short term trading krte hn kiun k wo apne chote account sy thore time main zeuda sy zeyda profit earn krna chate hn
              • #8 Collapse

                Re: Short term trading

                Dear brother agr aap k pas trading k liye balance kam hai tu small lot se long term trading krein agr balance ziada hai tu phr bhi long term trading krni chahiye kionkeh long term secure trading hoti hai is mein profit k chances bhi ziada hoty hein jbkeh short term jisko scalping kehty hein yeh new trader k liye risky hoti hai is mein loss k chances ziada hoty hein.
                • #9 Collapse

                  Re: Short term trading

                  G Han dear trading do types ki hoti hen aik short term and aik long term ab hota ye hay ky AP ko es me agar AP ka balance kam hy to ap ko chye ky ap short term trading kren aur agar ap ka balance zada hy to ap ko es me long term trading bhtt zada faida day skti hy es leay koshish kren kay acha kam kren mhnt sy kam
                  • #10 Collapse

                    Re: Short term trading

                    Forex mein dou qisam ki trading hoti hai aik long term trading aur doosri short term trading aur humain koshish kerni chahyea kay hum short term trading kerain aur thora thora profit hasil ker kay agay barhain zayada ki daur mein shamil na hoon iss mein loss kay chances bahut zayada hotay hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Short term trading

                      Short term trading bhi Kafi had Tak acchi hoti hai lekin short and trading Vahi traders Karte Hain Jinke Paas Hai Forex ka Jyada Se Jyada knowledge or experience hota hai Sonu traders ko chahie kya hua long term trading hi kiya Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Short term trading

                        short term main bi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main learning karni ho gi aru is forum main bi planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum real main bi trade kar k hi hum sucess hon gay aru hamain is k bary m ain bi trade kar k h ihum real main bi trade kar k hi hum sucess hngay aur hamain is k bary main bi trade kar k hi hum run karien gay
                        • #13 Collapse

                          Re: Short term trading

                          Jo short term ki trading hoti hy us my hamaya sahi zeada sy zeada faida ho jata ahy ib ham short term my kam krty hy to us my hamy kafi zeada faida hotahy hamay daily ka daily apana hamay profit mil jata hy our hamari trading my bhot zeada asani ho jati hy our jo long term hoti hy us my hamy kafi kafi din intazar my rehna parhta hy ourus my hamy bhot zeada msly bnna shoro ho jaty hy is liya zeada tar log short term trading krty hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Short term trading

                            Ji bilkul aapane sahi kaha hai aapki bahut sofifa guarantee Wali Hai Ham aapki baat se Mujhmein hai is Forex mein short term trading bhi Hota Hai hai aur long turn trading bhi Hota Hai jo short term trading Hota Hai hi vah Kamar cyclist Mein Hota Hai Jo long term Forex Mein trading Hota Hai vah Jyada se ke liye istemal Hota Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Short term trading

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Tariq24 پيغام ديکھيے
                              Asalam O alikum kya short term trading faida daiti hai ya humain long term trading hi karni chahye short term trading main hum ziada faiday main rahtay hain aisa main maanta hoon kyun kay short term main market anlaysis acha ho jata hai jab kay long term main market analysis theak tarah nai ho pata
                              Bahut Sare junior aur new traders short term trading Karte Hain Kyunki unke pass trading ka knowledge kam hota hai aur unko Itni Achcha Kam Nahin karna aata isliye watch short term trading Karke profit banate hain long term trading kahan per job kar sakte hain Jab aapke pass reading karne ke liye Achcha balance ho aur aapka trading ka experience bhi Kafi jyada ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X