Knew threads lab krni chye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Knew threads lab krni chye
    dear friends me AP Sy aik sawal krna chahta hun kay AP ko kab krna Chey new threads kyun Kay aksr ham jab shuru me threads kr lety hen to hamen jald posts par limit lag jati Hy lekin aksr shuru me hi 4 thread krny ay delete bhi ho jaty hrn ap ki theads to AP ky smjhty hen Kay sath sath threads aur posts krty rehna Chey ???
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Knew threads lab krni chye

    New thread starting mai ni karna chaia hamesha jab posting start kary din mai kisi bhi time to phly 5 ,10 post kary phr us k bad threading kary or 4 threads bhi ek sath ni kary ek thread k bad 1,2 post phr next thread asay post or thread ki limit bhi sahi sy pori hogi or 1440 wala error bhi nahi aye ga
    • #3 Collapse

      Re: Knew threads lab krni chye

      Dear friend forum pe sirf 4 threads daily ki limit hey iss liay akathi threads nah karen balkay 2 threads morning ko aur 2 threads evening ko karen aur new topic share karen kiun k iss tarah ziyada likes bhi miltay hen aur log ziyada comments bhi kartay hen
      • #4 Collapse

        Re: Knew threads lab krni chye

        Aapki baat sahee ha k hamain ek saath sari posts aur threads nahi karni chaheye balkay mukhtalif auqaat me karni chaheye. es se hamain ziada thanx milne ka chance hota ha.
        • #5 Collapse

          Re: Knew threads lab krni chye

          Hame kuch 10 15 post k bad 2 threads karne Chahiye phir taqriban 20 post k bad 2 threads create karen tb post ki limit b puri ho jati hai or threads ki b..
          • #6 Collapse

            Re: Knew threads lab krni chye

            Asslam o alaikum dear member ap na acha swal Kia h k hmen new threads kb kerni chaya. Bhi hm jb b 24 ganty mn new thread kerna chahen ker salty hn. Pakistan mn bhtr h k ap new thread morning time kren taky ziada log ap ki thread ko read kren is pa jwab b den or like b kren. Thread bht ache ho Jo sb ko pasand ae.
            • #7 Collapse

              Re: Knew threads lab krni chye

              Market Mein investment karne se pahle aur Market Mein investment karne ke bad Hamen jo sabse Jyada important chij Yahan per watch Karni chahie vah Uska Hi support and resistance level level isko market Mein continuously working karne ke liye Kafi Jyada confidence provide Karta Hai jisse market ke liquidity iska heat map aur iska level aur uska temperature Ek Jaisa Nahin rahata Hai Jo ke time ke sath change ho jata hai Hamen
              • #8 Collapse

                Re: Knew threads lab krni chye

                Dear Hamen chahie ke pahle postings ka ek takat Jo set Kiya hua hai usko achieve Karen aur uske bad friends create Karen Agar Ham friends pahle Karenge aur postings bad Mein Karenge To Hamara 14 40 minut wala message pahle a Jaega aur ham Ham Apna postings ka target bhi achieve nahin kar Sakenge kabhi bhi posting ka target achieve karne se pahle thread create Karne Ki Koshish Na Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Knew threads lab krni chye

                  hamy rozana 50 posts ko meyare or information wala karna chahey per he hum ache earning hasil kar sakty hain hum pasio ko apne marze sy karsh kar sakty hain hum din main be kam kar sakty hain or hum rat main be kam kar sakty hain market hafty main 2 din band be hote hain hamy in deno main trading karne chahey forex duna ky bary bary mumalik main pahl cuka hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Knew threads lab krni chye

                    Bhai main ye kahin gi k jab apk pass koi informative threads hon bus usi time new threads karen werna na karen r thread kerna ho to posting k start main kabhi bhi thread na karen pehly kuch postsnker len phir usnk bad threads karen r wo mlbhi mouyari thread honi chahye werna be tuki threads kerny ka koi faida nahi
                    • #11 Collapse

                      Re: Knew threads lab krni chye

                      ji dear Hamen Threads karne se pahle to yah baat samajh leni chahie ke Threads kabhi bhi Aate Ke Sath hi yani Forex open Karte ke sath hi nahin Karni chahie pahle aapko Kuchh posting kar leni chahie any 10 15 posting karne karne ke bad agar aap Threads Karenge to aapko kabhi bhi threads ki taraf se mayusi nahin milegi aur aapko chahie ke Charon Threads Ek Sath Na Karen bich bich Mein space jaruri hai bus ine hi Baton ko acche tarike se samajh le tar Ke nuksan Na Ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Knew threads lab krni chye

                        Casual posts karne k bad thread post karna chahiye , 3'4 posts ke baad koshish karen 1 thread post kar den, subh ke time 1.2 threads lazmi post kar den iss se ap ko ziada likes mil sakte hen aur ap ki percentage ziyada ban sakti ha
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Knew threads lab krni chye

                          G han dear hmen mostly 10 posts k bad thread krni chahye thread hmen soch smjg kr meyari thread krne chahyn ta k zyada se zyada thanks mlen q posts se zyada threads pr thanks mlte hn ar knowledge wali thread share kren

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X