Can we trade greedily in forex market?(529.sabzwari

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Can we trade greedily in forex market?(529.sabzwari
    Actually i face many time face loss in forex market and now i want to take your opinion that can we do trade in forex market with greedy if yes so how and if no so why...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes you can trade greedyly in forex market jab tak ham aik trade main lalach nahe karen gay to main maximum profit kaisy ho ga is kay liye hamen maximum wait karna parta hai.
    • #3 Collapse

      dear agar hamary mind main lalch ho ga to hum is main trade nai kar sakty is liye agar ap ko is main profit and success chaye to ap mehnat karain and greed se avoid karain...
      • #4 Collapse

        ager app ko har dafa loss howa hy to es ki koi to waja ho gi jiss ki waja say app ko loss ho raha hy app us waja ko dhondhain
        • #5 Collapse

          nahi yaar hum lalach lekar forex trading hum bilukl bhi nahi ker skate agar hum aisa kerengay tou huemn kuch bhi hasil nahi hoga siwae loss kay
          • #6 Collapse

            g haan bohat say traders ko jab faida hota hai to wo chahtya hain k ziyda say ziyda earning kerain and wo lalach kertay hain jin ka unain baad main nuqsaan uthanman perta hai.
            • #7 Collapse

              G nahi ye baat bilkul galat ha ke aap iss kaam main agr greed se kaam len ge to aap ko kisi kism ka bhi fayda ho ga ye sab aap ki khush fehmi ha iss liye aap ko chahiye ke iss khush fehmi ko khatam karen kiun ke trading ke kaam main greed ka koi jaga nahi ha iss se aap ko bht loss ho sakta ha aap ko iss baat ko yaad krna ho ga ke GREED IS CURSE
              • #8 Collapse

                According my opinion yes you Can trade greedily in forex market and we can follow a low risk management because no risk nor gain but we should remember one thing that forex is a high risky business so we should follow a good money management .
                • #9 Collapse

                  dear mai ne forex mai kabi lalach ke sath kam nahi kiya mai ne aik bar lalach ki thi jis ka mughe kafi loss hua thi kam us kam 500$ ka loss hua us ke bad mai ne kabi greed nahi ki kun ke mai ne apni mistake ko theak karna tha ........
                  • #10 Collapse

                    forex trading aik worldwide online business hay iss main loss bhe hay or profit bhe yeh aik highly risky business hay iss main gerrd kernay say hamesha loss hoota hay..
                    • #11 Collapse

                      forex mai ap agar kamana chahten hen to trade karne se pehle apni stretegy per ghor karen agar market tez hoti nazar ae to jald bazi na karen market ki direction per nazar rakhen
                      • #12 Collapse

                        forex trading business ma hi kia har business ya work ma lalach karna bohat hi nuqsan dah hota ha. lalach sa waqti faida to ho jata ha magar phir loss hi loss start ho jata ha is lia lalach sa bachna chahia is business ma kayun ka lalach ma banda overtradeing karta jata ha jo ka loss ka bais banta ha.
                        • #13 Collapse

                          i think no, greed is very harmful for a forex trader, if you want to become a successful trader you should control your greed, if you can not control your greed you can not avoid mistake thus you become loser, greedy trader can not make good result in forex business, so if you want to become successful you should control your greed.
                          • #14 Collapse

                            forex trading meigreed to ati hi hae magar is mein greed ko control karna chahiy kiunk ye greed insan ko loss kara deti hae aur profit nahi hone deti hae.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex trading main agar aap nay iss trading main greedly trading ki to aap ko baz aokat bahut bhari profit bhe ho jaat hay laikin aap kay account main balance ka hona lazmi hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X