Analysis ko better banany k liay kai karna chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis ko better banany k liay kai karna chaye?
    Dear hum jab ais market mai koi trade lagaty hai to aus time hum ais market mai analysis karty hai aor aus time hum agar ghalti karty hia to hum ko trade par loss ho jata hai agar hum ne ais market mai analysis ko better karna hai to hum ko ais market mai kai karna chaye jis se humry analysis better ho jaye aor hum achy trader ban jaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis ko better banany k liay kai karna chaye?

    dear forex men agr ap acj mehnt sy acha kama karen gy to forex men bahot he acahi mehnt sy acha kamakaren gy tab he hum forex men baot he ahi kamyabi hasil kaar sakjen gy forex men zeada sy zeada mehnt sy market ko analyses karnan he sab sy achi kamyab i hy jab hum forex men dill laha kly kam karen gy tio hum bahjot he hi kamyabi hasisl kaar saken gy
    • #3 Collapse

      Re: Analysis ko better banany k liay kai karna chaye?

      agar hum analyses karna chaty hain to hamy apny knowledge or experience ko best banana ho ga hum demo account main rozana 2 ganty ke practice ky bad experience hasil karty hain hamy apny knowledge ko be demo main test karna chahey demo hamy as a teacher guide karta hain forex ka business pore duna main famous ho cuka hain hum is main live chat karty hain
      • #4 Collapse

        Re: Analysis ko better banany k liay kai karna chaye?

        Asalam o Alaikum dear fellows
        G han shi kha apne forex main wohi members kamyab hoty hain Jo mehnat k st kam krty hain trading krty waqt Hume phly analysis zror krna chahye es sy Hume achi kamyabi hasil hogi
        • #5 Collapse

          Re: Analysis ko better banany k liay kai karna chaye?

          han g bht hi achi bat ki hy keh analyse ko better bnaney key liy hamin chahiy keh ham markeet ko check krein uss ki moveing avrege dekhin mazeed di chart sey bhi ham markeet key barey mein bht achi information ley sakty hein jisko markeet ko smjhna ata hy wo better analyse ker key best trading bhi ker sakta hy.
          • #6 Collapse

            Re: Analysis ko better banany k liay kai karna chaye?

            Dear jaqb hum achy sy kaam Karin gy mehnant Karin gy too humain kamyabi hoge aur achy analysis k liay humain apny seniors sy baat karni chaye unmk mashwary k sath hum kamyaab hoo sakty hain joo bhe trade hum baghair analysis k lgaion gy too humain us ,main loss ho sakta hy.
            • #7 Collapse

              Re: Analysis ko better banany k liay kai karna chaye?

              hamain market main anlsye kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main bi trader banany say pahly is k bary main information achi ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main bi trader banany say aphly is k bary main planing kar k hihum sucess ho sakty hain aur hamain markt main bi trader banany say earn ho
              • #8 Collapse

                Re: Analysis ko better banany k liay kai karna chaye?

                Aoa. Hm is market ma bht ziyada mhynt ki zarort by is lia hm bht mhynt krni chya ta ky hmy kamybi basil ho or hm kamybi ki trf ja jb hmy experience ho ga achi lreaing ho GI to hm ankysis kr saky gy
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis ko better banany k liay kai karna chaye?

                  Hamen demo per Jyada Se Jyada practice karni chahie demo account ke jarie Ham learning Sikh sakte hain aur isme Hamen apni learning ko increase karna chahie Taki Ham ismein achy tareky se kam kar sake Hamen update se the Rahana chahie Taki Hamari maloomat mein izafa ho Hamen daily ka kam daily karna chahie tha ki Hamen mat and Koi Mushkil Na Aaye
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis ko better banany k liay kai karna chaye?

                    g han asa he hain hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga pherr he hum pasia kama skay gy forex aik unique business hain hum is mai night mai be akm kar sakty hain hum is mai day mai be kam kari skaty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kama kary gy to hamy loss ho jy ga is mai hamara koi be boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Analysis ko better banany k liay kai karna chaye?

                      Agar Hamen Apne analysis Kobita banana hai To fir Hamen daily basis per apni practice ko time Dena chahie Kyunki Jab hamare pass strong practice maujud Hogi To Ham na sirf market ki movement ko samajh Sakenge balki uski movement ke according Ek acchi strategy Banakar Ek proper planning ke sath real trading bhi kar Sakenge aur is risky business ke adress ko over kam Karke Achcha profit Hasil karne Ke Kabil Ho Sakenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Analysis ko better banany k liay kai karna chaye?

                        hamy analysis ko use kar ky forex mai kam karna ho gaa pher he hum passai kama saky gy forex aik acha business han hum is mai raat mai be kam k ari sakaty hain hum is mai din mai be km kari skaty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nah hota forex paksitan mai legal business ban cuka hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Analysis ko better banany k liay kai karna chaye?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
                          Dear hum jab ais market mai koi trade lagaty hai to aus time hum ais market mai analysis karty hai aor aus time hum agar ghalti karty hia to hum ko trade par loss ho jata hai agar hum ne ais market mai analysis ko better karna hai to hum ko ais market mai kai karna chaye jis se humry analysis better ho jaye aor hum achy trader ban jaye.
                          Mere Khyal mein agar Ham Apne analyse ko Jyada Achcha karna chahte hain To Humne is Karobar mein time investment ko increase karna chahie Kyon Ke Ham Jitna Jyada time Denge Hamen utani acche learning Hasil ho jayegi Kyunki Hamare karobaar Mein Kamyab hone ke liye Hamari madad karegi aur koi chij Bhi Jyada important Nahin Hai time investment ke alava
                          • #14 Collapse

                            Re: Analysis ko better banany k liay kai karna chaye?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Shoki پيغام ديکھيے
                            hamy analysis ko use kar ky forex mai kam karna ho gaa pher he hum passai kama saky gy forex aik acha business han hum is mai raat mai be kam k ari sakaty hain hum is mai din mai be km kari skaty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nah hota forex paksitan mai legal business ban cuka hain
                            Dear yaha analysis ko behtar kanry ki bat ki ja rahi hai tu mai ap ko es ki basic bata daita ho. analysis means tajziya karna hota hai kay ap jis pair pay trade karni hai us ka tajzia karna hota hai kay yeh es ka trend kaha jaye ga market nay buy hona hai ya sell hona hai yeh ap ko technical analysis or fundamental analysis sy pata chlata hai. technical analysis mai ap kay pas kafi zaida patterns hoty hain jis ki madad sy ap trend line ko draw kar kay us ko daikh sakty hain or fundamental analysis mai ap apni trade ko behtar kar kay news ki madad sy scalping kar skaty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Analysis ko better banany k liay kai karna chaye?

                              forex par paisa kaisay kamaya jaye .



                              forex market aik purkashish karobari ilaqa hai jahan hum mukhtasir muddat mein choti sarmaya kaari ke sath fori munafe kama satke hain. tijarat ka inhisaar kisi fard ke maliyati ilm aur aalmi iqtisadi rujhanaat ke baray mein maloomat par hota hai. maali tor par taleem Yafta tajir aik kamyabi ki kahani ho satke hain agar un ke paas jadeed tijarti mhartin hon. paisa kamaana har nozaida ka bunyadi maqsad hai, lekin forex market mein kamyabi ke liye bohat ziyada mehnat aur lagan ki zaroorat hoti hai. hamein aisi tijarti salahiyaton ko tayyar karne ki koshish karni chahiye jo hamein aakhir mein paisa kamanay mein le ja saken. is bazaar mein pesha war tajir ban'nay ka mahswara diya jata hai .









                              seekhna laazmi hai .


                              kisi bhi cheez ko pesha warana tor par shuru karne ke liye seekhna zaroori qadam hai. seekhna hi woh rasta hai jo hamein aakhir-kaar kamyabi ki taraf le ja sakta hai, aur hum is market mein maqool maali munafe kama satke hain. bohat se tareeqay hain jin se hum forex trading ke fawaid aur nuqsanaat ko seekh satke hain aur geherai se samajh satke hain. shuru karne se pehlay hamein sirf forex ke baray mein seekhnay mein apna waqt sirf karna hai. naye tajir jo trading ke fawaid aur nuqsanaat ke baray mein seekhnay se guraiz karte hain aur trading shuru karne se pehlay mashq karte hain inhen nuqsanaat ka saamna karna parta hai. jab hamaray paas market ki noiyat ke baray mein kaafi seekhnay aur samajh anay ke baad tijarat karna aik aasaan kaam ban jata hai. aala darjay ki tijarti mhartin sakht mehnat aur tafseeli seekhnay ke baad aati hain .



                              demo account practice zaroori hai .


                              demo account forex market mein mukhtalif tijarti hikmat amlyon ko seekhnay aur jhanchne ke behtareen tareeqon mein se aik hai. jo koi bhi forex market mein paisa kamaana chahta hai woh demo account par apni trading ki mharton ki jaanch kar sakta hai jab tak ke koi apni trading ki mahaarat se mutmaen nah ho jaye. demo account hamaray tijarti miyaar ko behtar bananay mein numaya tor par hamari madad kar sakta hai. hum demo trading mein apni tijarti ghaltion ko durust kar satke hain baghair koi sarmaya kaari khoye aur bil akhir intehai hunar mand aur pesha war tajir ban satke hain .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X