forex me loss honay ki kuch wajohaat: aur in ko kaisay khatam kia jaey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex me loss honay ki kuch wajohaat: aur in ko kaisay khatam kia jaey
    jaldbazi, get quick rich banne ka lalach, knowledge ki kami
    jin traders ko forex me loss hota ha consistent kay sath os ki reason yeh hoti ha kay wo ya tu jaldbazi me analysis kartay hain or un ka ymind me greed bhi hota ha kay wo jald se jald rich ban jaey halankay forex me aisa hona bohat mushkil ha or aik waja knowledge ki kami ki waja se weak analysis karna ha mistake kay sath
    in wajohaat ko khatam karne kay liey discipline, money management, or rules ko follow karay
    agr discipline kay sath money management ko follow kartay huey trading karay gay or forex kay successfull rules, greed se bachna emotions ko trading se door rakhna or hamesha analysis karne kay bad trade open karna, in rules ko follow karke loss honay ki wajohaat ko kam kia ja sakta ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex me loss honay ki kuch wajohaat: aur in ko kaisay khatam kia jaey

    dear g han ap nay correct bat kom share kia hay ham ko chye k ham is main jo bhi work ko karein wo forex k follow ker k bad main he karna chye is main ham ko hard work ker k ana kam ko last tak kertay rahna chye is main he ham ki sab say achi success ho sakti hay is main ham ko kabhi bhi koi kam ko aisa nahi karna chye jis main ham ko achay say success ko gain nah ho .
    • #3 Collapse

      Re: forex me loss honay ki kuch wajohaat: aur in ko kaisay khatam kia jaey

      Je ap ny bhot achi mahlomat share kye hai, loss sy paresan ni hona chahe, forex ma loss ho k b loss ni hota kiu k hamari jeb sy kuch ni jata, profit ki sorat ma ik achi earning hamy mel jati hai, loss ay sabak sekhna chahe or nakami k bad b lot increase ni karni chahe,
      • #4 Collapse

        Re: forex me loss honay ki kuch wajohaat: aur in ko kaisay khatam kia jaey

        forum main planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess ho akty hain aur hamain kam karny k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main bi anlsey kar k hi hum achi trade kar k hi hum kamyb ho sakty hain aur loss say bachny k liye learning kar k hi hum real main bi perform karien gay aur loss say bachny k liye learning karien gay
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #5 Collapse

          Re: forex me loss honay ki kuch wajohaat: aur in ko kaisay khatam kia jaey

          Jee han Dear friends Humay chyia ay hum jab be market ko join krta hein ya jab hum real account say treading krta hein tu humay chyia kay hum successful treading krain wo tab be mumkin hay jab hum business ko ek strategy say market ko analysis kr len kay humara pass capital ktna hay humay ktni lots lani chyia or is time kon see currency best hay treading ka lyia.
           
          • #6 Collapse

            Re: forex me loss honay ki kuch wajohaat: aur in ko kaisay khatam kia jaey

            Dear friends bhoat say log ap socitey mein dekhy gay jo ya bolta hein gay kay hum na forex business ko start kia but loss huya hum fail huya then we leave it. or bhoat say lgu mein bhoat km asa hun gay jo log time ya ya forex business pr km kr raha hein ab First wala log wo tha jo jazbat mein tazayi mein ay or jasa ay wasa chly ga or second wo tha jo hay but hosla rakha unsuccessful huya but struggle ki time dia then aj wo ek experience or knowledge wala or ek achi earning wala hein wo successful hein.
             
            • #7 Collapse

              Re: forex me loss honay ki kuch wajohaat: aur in ko kaisay khatam kia jaey

              G bilkol forex trading main loss humri khud ki bahut c ghaltiyun ki wajha sy hi hota hai hume sab sy aphle forex main apni mistake ko control krna chae kiun k agr forex main humre pas acha knowledge R acha experience hai tab bhi hume loss ho raha hai tu hum forex main ghaltiyun kr rahe hn kiun k agr hum forex rules ko follow nahi krn gy tab bhi hume loss hota rahe ga
              • #8 Collapse

                Re: forex me loss honay ki kuch wajohaat: aur in ko kaisay khatam kia jaey

                hamy loss ko cover karna chahey hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna ho ga hamy posts ko read kar ky is main mistake ko sahe kar ky replay karna chahey kue ky aik be mistake ke waja sy hamara account or balance wash ho jata hain hamy knowledge or experience hasil kar ky mehnat or lagan sy kam karna chahey hum is main live kam karty hain hum is main sada urdu main kam karty hain
                • #9 Collapse

                  Re: forex me loss honay ki kuch wajohaat: aur in ko kaisay khatam kia jaey

                  hamy loss ko ktem karna ho ga pher he hum pasia kma skay gy forex aik unique business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time tbale bana ar kam kari sakty hainb hum is mai mahnet sy kam kary gy toi he hum pasia kma saky gy agar hum mahnet nai kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik amm business ke nisbat acha or unique businessh ain
                  • #10 Collapse

                    Re: forex me loss honay ki kuch wajohaat: aur in ko kaisay khatam kia jaey

                    Ji bilkul Forex mein Hamen is vajah se bhi Hota Hai Ham jyadatar Logon Ko copy karte hain aur Unki posting ko copy karte hain Hamen yah Nahin Pata Hota ki vah theek ho yah galat hai is vajah se bhi loss hota hai isliye koshish karen bahut se post aur thread create Karen Jaise aapko Achcha fayda hoga aur aapka knowledge increase hoga thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: forex me loss honay ki kuch wajohaat: aur in ko kaisay khatam kia jaey

                      Dear apny bahoot achi baat ke hy k loss hony ke b ahoot sari wajophaat ho sakti hain ud main janb hbum relax nahi hoty hmara mind refresh nahi hota too hum wahan py jaa k koi trade ghaalat kaga dety hain jis sy humain loss hoo jata hy aur ghalat anaylasis la bhe hona loss ke sub sy bari waja banti hy.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: forex me loss honay ki kuch wajohaat: aur in ko kaisay khatam kia jaey

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
                        jaldbazi, get quick rich banne ka lalach, knowledge ki kami
                        jin traders ko forex me loss hota ha consistent kay sath os ki reason yeh hoti ha kay wo ya tu jaldbazi me analysis kartay hain or un ka ymind me greed bhi hota ha kay wo jald se jald rich ban jaey halankay forex me aisa hona bohat mushkil ha or aik waja knowledge ki kami ki waja se weak analysis karna ha mistake kay sath
                        in wajohaat ko khatam karne kay liey discipline, money management, or rules ko follow karay
                        agr discipline kay sath money management ko follow kartay huey trading karay gay or forex kay successfull rules, greed se bachna emotions ko trading se door rakhna or hamesha analysis karne kay bad trade open karna, in rules ko follow karke loss honay ki wajohaat ko kam kia ja sakta ha
                        Forex trading mein loss hone ka sabse bada reason to yah Hota Hai K traders Bina knowledge or experience ke kam karte hain Iske alava traders lalach karte hain Thode time mein jyada profit Banaya Jaaye yah traders ko launch hone ka bahut bada reason Hota Hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X