News par blindly yaqeen mat karen?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News par blindly yaqeen mat karen?
    Doston men ap say yh kehna chahta hun k jab b apko koi news milay to us pay blindly yaqeen mat karen kion k sari news 100% accurate ni hoti or aksar news fake hoti hyn islye phly cnfrm kar lo pir news say just hint lo lekin kam apni stragedy say karo kion k is say hamen trading seekhnay men b madad milti hy or hum easily success hasil kar saktay hyn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News par blindly yaqeen mat karen?

    dear g han ap nay sahe bat kahe hay ham ko chye k ha khud bhi is ko test karein is main ha ko chye k ham is main eyes ko close ker k trade ko open karein q k kisi bhi time main kuch bhi ho akta hay i main ha ko uityat k sat kam ko karna ho g agar ham is main achi kamybi ko gain karnay k drem mind main add kiway howay hein to .
    • #3 Collapse

      Re: News par blindly yaqeen mat karen?

      han g daer apke baat beh bhoot eh achey bham lakan ham ko agr koibe news milti hy to vho jo beh kise bhe had tak omovmnt kar rhy thy gto hamna os a ery manbhoot eh acha sa analysis aran hy kh hamna daikhna hy kia ya news thee k hy ya ghakt ham ko agr os main huch samjh ati hy to news thek hy waran vho news fake hy
      • #4 Collapse

        Re: News par blindly yaqeen mat karen?

        G han forex trading men kuch log news ko follow kartay hen lekin kabi kabi market news k opposite move kar jati hey jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay news pe fully depend nah karen balkay apnay knowledge aur experience pe depend karen tu yeh ziyada behtr hota hey
        • #5 Collapse

          Re: News par blindly yaqeen mat karen?

          bilkul friend hmain news par yakeen karnay sa pehlay unhain verify kar laina chaiay k ye accurate hain q k kai bar fake news b hoti hain jo hmain nuksan pohnchati hain is liay news par blindly trust na karain unhain verify karnay k baad hi us hisab sa apni trade adjust karain
          • #6 Collapse

            Re: News par blindly yaqeen mat karen?

            Bro ap ki bat durust hai k sari news accurate hoti hain, per Kuch news fake nahe hoti kyn k Kuch na Kuch essa masla ho jata hai k news Jo ati hai kise meetings k bare mein ya kise deal k bare mein baz dafa wo cancel bhe ho jati hain Aur Jin honi Apna order pehly he open kr liya hai un hain phir loss Hota hai Aur wo Pareshan bhe ho jate hain k hum ne tu news dekh kr k he order lagaya hai forex mein har ek Cheez important hai Aur har waqt alert rehna Chahye Aur news k sath touch mein rehna Chahye ager news cancel ho jati hai ya deley ho jati hai tu forn apne trade close Karen ta k ziyadeh loss se bacha ja sakey
            • #7 Collapse

              Re: News par blindly yaqeen mat karen?

              hamain is main khud anlayse kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karien gay aur hamain market main bi trader banany say pahly is k bary main planign kar k hi hum sucess ho skaty hain aur is forum main bi part tieme main bi job kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is forum mainbi trader bannay say pahly is k bary main information achi ho gi tab hi hum sucess hon gay
              • #8 Collapse

                Re: News par blindly yaqeen mat karen?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: mar7080 پيغام ديکھيے
                Doston men ap say yh kehna chahta hun k jab b apko koi news milay to us pay blindly yaqeen mat karen kion k sari news 100% accurate ni hoti or aksar news fake hoti hyn islye phly cnfrm kar lo pir news say just hint lo lekin kam apni stragedy say karo kion k is say hamen trading seekhnay men b madad milti hy or hum easily success hasil kar saktay hyn
                main apki baat se agree karta hun news par akhian ban ke yaqeen nhi kia ha sakta kyun ke bhot dafa esa dekha gia hai ke news kuch hoti hain lekin marjut ki movement kuch our hoti hai jis ki wajha se traders ko bhot badebloss ka samna karna par jata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: News par blindly yaqeen mat karen?

                  hamy news ko dakt kar kam karna chahey hamy is ko ignore nahe karna chahey forex aik world wide business hain hum is main din main be kam kar sakty hain or hum rat main be kam kar sakty hain hamy aik time main aik he pair main kam karna chahey agar hum aik ze zeyada pair main kam kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka yai moderator ka koi balm nahe hota
                  • #10 Collapse

                    Re: News par blindly yaqeen mat karen?

                    news se main manta hun ke market ke movement tez ho jate hae or news bahut effect bhe karte hae lakin news ka koi pata nhe hota hae yeh forecast hamesha sahe nhe batate hae kabhe kabhe to forecast ke against bhe ate hian results to isi liye hamen cahiye ke hum is main news par yani fundamental analysis par be mehnat karen take hum ko ache tarah se trading karna or news ko amajhna bhe a jae or hum ache trading kar saken
                    • #11 Collapse

                      Re: News par blindly yaqeen mat karen?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: mar7080 پيغام ديکھيے
                      Doston men ap say yh kehna chahta hun k jab b apko koi news milay to us pay blindly yaqeen mat karen kion k sari news 100% accurate ni hoti or aksar news fake hoti hyn islye phly cnfrm kar lo pir news say just hint lo lekin kam apni stragedy say karo kion k is say hamen trading seekhnay men b madad milti hy or hum easily success hasil kar saktay hyn
                      G Han bilkul AP ki baat she Hy trading main Kam krty howy AP ko chahay k mehnat krain r ek accha experience hasil krny ki koshish krain take AP kamyb ho skain AP ko market ko analyse krain. R news or ziada yaqeen na krain balke mehnat krain r ek accha experience hasil krny ki koshish krain.
                      🌼 Never Give Up 🌼
                      • #12 Collapse

                        Re: News par blindly yaqeen mat karen?

                        Jammu market Mein Hai news ka effect hota hai to market ki moment bahut Tej Ho Jaati Hai news time trading Nahin Karni chahie Kuchh members andaza hi apni trade open kar dete hain lekin Jyada loss ho sakta hai Soch samajhkar trading Karen news ke time Agar karni hai to. .
                        • #13 Collapse

                          Re: News par blindly yaqeen mat karen?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: mar7080 پيغام ديکھيے
                          Doston men ap say yh kehna chahta hun k jab b apko koi news milay to us pay blindly yaqeen mat karen kion k sari news 100% accurate ni hoti or aksar news fake hoti hyn islye phly cnfrm kar lo pir news say just hint lo lekin kam apni stragedy say karo kion k is say hamen trading seekhnay men b madad milti hy or hum easily success hasil kar saktay hyn
                          Bilkul Ham bhi aise bahut se log Aise Hote Hain Jo ki news ke upar blindly believe karna Shuru kar dete Hain Hamen Aisa nahin karna chahie news basically market ko change karne ke liye Di Jati Hai Har Waqt news acchi news Nahin Hoti
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: News par blindly yaqeen mat karen?

                            dear brother apki baat bilkul theek hy hum ko news par andha yaqeen nahen krna chahye kuch news fake bhe hoti hain hum ko news k sath touch rehna chahye par jub bhe trade open kren pehle analysis kr len or markeet ki movment ko dekh kr trade lgaen es trah hum acha profit hasil kr sakte hain or loss se bach sakte hain kuch news theek bhe hote hain or kuch galat bhe hoti hain par hum ko khud mehnat bhe krni chahye

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X