Which technical indicators do you usually use to analyze the market?(529.sabzwari
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Which technical indicators do you usually use to analyze the market?(529.sabzwari
    Hello everybody!

    I don't have much trading experience and have a little knowledge. I usually use Momentum and Volumes to decide to open the positions. I've won some trades but I think they don't seem to work well, now I'm trying to improve by learning more.

    So what's your opinion?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear mai ne abii tak koi b chart, robot ya technical indicator use nhn kiya q k muje pata hy in ka koi faida zyda nhn hy,, ap jab es mai kam karte ho tu ap ko acha faida ho skta hy aur ap apnii life ko b enjoy kar skte ho es liye daikh aur smjh k kam karo aur apnii life ko aage le kar chalo,,,
    • #3 Collapse

      Brother me tau newbie trader hu me tau sirf macd aor moving averages hee use krta hy lakin en ke bary me be mjy koi khas information nahy hy aor es ke elawa me os waqt trade krta hy jab newses waghira release hoti hyn os waqt market me mvoe acha hota hy.
      • #4 Collapse

        waisay to indicators bht sary hai but mera pasandeeda indicator moviing average and rsi hai. ye mjy 90% accurate signal provide karta hai jis ki waja say main ny bht sara profit earn kiya hai
        • #5 Collapse

          which is the technical indicators do the you usually use to analyze of the forex trading my agar ap is very fast for the
          • #6 Collapse

            gee haan bhai hmein apne trading mein jo bhe technical indicators hote hien un ko sahih smjhna hota he aur un se hmein market ke volume aur trading trend ke smjh ate he aur hmein apne trading mein boht faida in se ho jata he
            • #7 Collapse

              Main indicators par trust nahi karta aur forex key knowledge aur experience sey market key trend ko judge krney ki koshish karta hoon. yeh indicators 100% correct nahi hotey aur aap ko kisi bhi waqt loss ho sakta hy. Is leye indicators ko use krney key sath sath market ko apni eyes sey bhi check krain aur charts ki madad sey yeh andaza lagayen keh trend kia show kr raha hy.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Me zyada tar RSI or bolinger band indicators ko use karti hun is se mujhe pta chlta rahta han k market kitna buy me ja rahi han aur kitni sell me humy chahye k hum indicators ko trading k liye zaror use kary isi trha hi hum log loss se bach sakty han aur market me trade kar k acha profit bhi earn kar sakty han.

                اب آن لائن

                Working...
                X